JOBS

E Challan Status | E-Challan Online Payment की पुरी जानकारी @echallan.parivahan.gov.in

E-Challan Status & E-Challan Online Payment:- Jaisa ki aap sabhi jante hain ki Technique har Area me Din Pratidin badhti hi ja rahi hai, Yahi hal Traffic Department ka hai, Jo ab Traffic Department bhi Traffic Rules ka palan karne ke liye advanced & strict (उन्नत और सख्त) ho chuka hai. Ab na sirf Traffic Police aapko Resh Driving karte huye pakdegi balki Road par lage huye Camere ki madad se se dekh sakti hai. Yadi aap kisi bhi Traffic Rules ka ulanghan karte hain to aapko Challan ka Bhugtan karna hoga, Itna hi nahi Traffic Rules ka Ulanghan karne par direct aapke Ghar par bhi Challan pahuch sakta hai.

E-Challan Online Payment की जानकारी

Agar aapne jane anjane me Yatayat Niyam ka Ulanghan kiya hai to aap Traffic Challan ki online janch kar sakte hain, Sath hi Bhugtan bhi kar sakte hain. Kyonki Ministry of Road Transport and Highways (MORTH) Bharat Sarkar ne E-Challan Degital Yatayat Paribahan Parivartan ke liye Online ke madhyam se shuru kiya gya hai. Isliye is article me E-Challn se sambandhit sabhi Mahatvapurn Jankari jaise E-Challan Bhugtan karne ki prakriya, Iski Status ityadi pradan karaya ja raha hai.

E-Challan Payment

E-Challan ki Status par Discussion karne se pahle hame yah janan aavashyak hai ki E-Chalan kya hai. To E-Chalan ek Bhugtan hai jise Desh ke Nagriko agar kisi bhi Rules ka Ulanghan karte hain to unhe Bhugtan karna hota hai. Jaise me Traffic Department dwara jaari kiye gye Nirdesh ke anusar koi bhi Vyakti Traffic Rules ka Ulanghan karte hain to unhe E-Challan ke madhyam se Bhugtan karne padega.

Aaj ke samay me badhte Technology ke aadhar par India Government dwara E-Challan Portal Launch kiya gya hai, Jise E-Challan – Digital Traffic/Transport Enforcement Solution ke roop me bhi jana jata hai.

What Is E-Challan, (ई-चालान क्या है)?

Aapko bata den ki E-Challan ek Modern Programming Application hai jo Android par aadharit Portable Application and Web Interface hai. Yah Transport Enforcement Officers aur Traffic Policeman ke Thorough Javab dene ke liye kiya jata hai. Is Aplication ko Vahan aur Sarathi Applications ke sath shamil kiya gya hai. Jabki yah Traffic Enforcement System ki sabhi Mahatvapurn Kaamo ko Cover karte huye Suvidha pradan karta hai. Is Application ko Logo ko upyog karne ke liye sarkar ki tarf se kuchh din pahle hi jaari kiya gya tha.

Key Points of E-Challan Status

Name of PortalE-Challan – Digital Traffic/Transport Enforcement Solution
Launched byGovernment of India
Launched forCitizens of The Country
Related DepartmentTraffic Department
Application ModeOnline & Offline
Article NameE-Challan Online Status
Official websiteechallan.parivahan.gov.in

Benefits of Transport Department E-Challan

Government of Inda ke dwara shuru kiye gye E-Challan System ka labh kuchh is prakar se hain.

  • Upyog karne me aasan.
  • Is Application se aapki Samay ki bachat ho sakti hai.
  • Isme jyada Busy hona nahi padega.
  • Payment ka Certificate hoga.
  • Isme Log apni Suvidha ke anusar Payment kar sakte hain.

How To Check E-Challan Status Online?

E-Challan ki Status ki janch karne ke liye niche bataye gye step aur diye gye official link ko follow karen.

  • Aap sabse pahle E-Challan – Digital Traffic/Transport Enforcement Solution ke official website par jayen.
  • Iske home page se check challan status bale option par click karen.
  • Ab ek naya page open hoga jisme aapko “Challan Number” or “vehicle Number” ya “DL Number” Select karke Captcha Code enter karen.
  • Iske baad Get Details par click kar den.
  • Screen par sabhi Dtails show ho jayega, Jise check karen.

Official Website:- Go Here

2nd Step:-

  • Aap Pay Now bale option par click karen.
  • Iske baad apne Challan ka Bhugtan karne ke liye diye gye option ko select karen.
  • successful Payment karne par Challan Rasid Generate ho jayega.

E-challan Online Payment Process

Aap E-Challan Online Payment Four Types se kar sakte hain, Jo Nimnlikhit hai:-

1st Method:-

  • Aap E-Chalan Degital Traffic ke Official website par jakar Check Challan Status ke link par click karen.
  • Ab Challan No ya Vahan No ya DL No. ko enter karke apna E-Challan prapt karen.
  • Phir Pay Now bale option par click karen.
  • Iske baad Debit Card, Credit Card, Net Banking me se kisi ek ko select karen.
  • Ab aap E-Challan ka Online Payment kar sakte hain.
  • Payment karne ke baad Online Rasid Generate jarur kar len.

2nd Method:-

  • Aapko Offline ke madhyam se Challan ka Bhugtan karne ke liye apne Najdiki Police Station me jana hoga.

3rd Method:-

  • Sabse pahle apne Paytm ko open karen, Ya Paytm ke Official Website par visit karen.
  • Iske baad More Options par click akren.
  • Phir Service Section par click karen.
  • E-Challan ke option ko select karen.
  • Traffic Authority ka Naam Select karke Challan Details enter karen.
  • Process par click karke Make Your Payment par click karen.

4th Method:-

  • Apne Rajya ke Traffic Police ke official website par jayen.
  • Services Sectionme jakar E-Challan par click karen.
  • Ab Vahan No. or Challan No. enter karen.
  • Iske baad Search par click karen.
  • Iske Sambandhit jankari show ho jayega.
  • Payment par click karke, Debit, Card, Credit Card ke jariye Pay karen.

19 March 2020 ko pure Desh bhar me Lockdown ki ghosna ke baad Traffic Challan ka Bhugtan band diya gya tha, Traffic Police ne On Lockdown ke karan Jurmana ka Bhugtan karne ke liye 3 Mahine pahle ka Samay diya tha, Lekin ise 30 June tak ke liye badha diya gya hai, Jo Nagriko ko Fixed Date ko dhyan rakhne bina Challan ka Bhugtan karne ke liye kuchh Rahat pradan karta hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment