Sarkari Yojna

E-Gram Swaraj Portal Mobile App – ई-ग्राम स्वराज पोर्टल क्या है {egramswaraj.gov.in}

E-Gram Swaraj Portal Mobile App
Written by A to Z Classes

E-Gram Swaraj Portal Jankari:- Government of India ke dwara 24 April 2020 ko National Panchayati Raj Divas ke avasar par Desh bhar me Sarpancho se Video Conferencing ke madhyam se baat karte huye is portal ko Launch kiya gya hai. Aur iske sath hi Pradhanmantri Ji ne E-Gram App ko bhi launch kiya hai. Bata den ki yah Portal aur App Desh bhar me Panchayati Raj Sthano (PRI) me E-governance ko strong karega. Is E-Gram Swaraj App Online Portal ke madhyam se Panchayat Vikas Karya, Unke Khand aur Kamkaj ki jankari desh ke sabhi log prapt kar sakte hain. Isliye aap sabhi ko is article me E-Gram Swaraj Aap Online Portal ke bare me saari jankari pradan karayi gyi hai.

E-Gram Swaraj App की जानकारी

To E-Swaraj App Panchayat ka Lekha Jokha rakhne bala ek Singal Degital Plateform hai, Jiske madhyam se sabhi Desh Aur Sahari, Gramin Log Panchayata ki puri jakari prapt kar sakte hain. Desh ke jo bhi ichhuk labharthi Panchayato ka sabhi jankari prapt karna chahte hain to aapko E-Gram Swaraj App ko download karna hoga. Aur ise download karke App par Log.in karke iska upyog kar skate hain.

Aap sabhi ko bata de ki is App ko download karne ke baad koi bhi Nagrik is App ke madhyam se yah pata laga sakta hai ki uski Panchayat me kya kaam chal raha hai, Aur kaha tak ho gya hai.

Pure Desh Bhar Me Panchayati Rajya Sansthano (PRI) Me E-Governance Ko Strong Karne Ke Liye Panchayati Rajya Mantralaya (MOPR) Ne Ek Upyogkarta Ankul Web Aadharik Portal E-Gram Swaraj Launch Kiya Gya Hai.

E-Gram Swaraj Portal क्या है

Is Online Portal ki shuruaat Gramin Panchayato ko Digital banane ke liye kiya gya hai, Ki aage chalkar yah Panchayat ka statement account rakhne bala Singal Center banaya ja sake. Aur is Portal ke madhyam se Country ke logo ko alag alag sthano par kaam karne ki aavashyakta nahi hogi is E-Gram Swaraj Online Portal par Logo ko Panchayato ki puri jankari jaise Vikas Karya se lekar Khand tak jankari pradan ki jayegi.

Batate chale ki is Online Portal ke jariye Panchayat me chal rahe kaam me Transparency aayegi, Aur E-Gram Swaraj Portal aur App ko Panchayati Raj ke liye Karya Aadharit Accounting Anupryogo ko easy banaya gya hai.

E-Gram Swaraj Portal – Overview

Name of AppE-Gram Swaraj Portal Mobile App
Started ByPrime Minister Narendra Modi
Official Websitehttps://egramswaraj.gov.in/
Department Websitehttps://socialaudit.gov.in/
RGSA Full FormNational Village Swaraj Abhiyan (RGSA)
Launch Date24 April 2020

E-Gram Swaraj App क्या है

E-Gram Swaraj App Panchayati Raj ke Accounting ke liye Single Place Simplified Karya aadharit portal aur anupryog hai, Yah Aapko Desh bhar me Panchayati Rajya Sansthano (PRI) me E-governance ko strong karne me madad karega.

  • Finance and Accounting
  • Live tagging of property
  • Program reporting
  • Outline of gram panchayat
  • Action Plan Creation
  • Activity output

How To Download E-Gram Swaraj App

Jo bhi ichhuk labharthi apne Panchayat se judi saari jankari prapt karna chahte hain to niche bataye gye traike ko follow karke is App ko online download kar sakte hain.

  • Iske liye sabse pahle google pay store ko open karen.
  • Iske baad aapko E-Gram Swaraj App ko search karna hoga.
  • Phir aapko is E Gram Swaraj App ko download karna hoga.
  • Mobile App download hone ke baad aapko ise open karna hai.
  • App open karne ke baad aapke samne ek page khul jayega.
  • Yaha par aapko User Name aur Passward enter karke log in karna hoga.
  • Ab aap ise apne phone me use kar skate hain.

Official Website:- Go Here

Web Information Manager

Ministry of Panchayati Raj
Indian government
11th floor, J.P. building,
Kasturba Gandhi Marg, Connaught Place,
New Delhi-110001

Email:- Egramswaraj@gov.in

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment