Result

GTSE Result 2020 Released – Check GOAL Institute Cut Off And Merit List

GTSE Result
Written by A to Z Classes

GTSE Result 2020:- Goal Institute ne Class 7,8,9,10,11 & 12 ke liye li gayi Goal Talent Search Exam GTSE 2020 ka Result jari kar diya gaya hai. Jo Students GTSE Exam me pass ho jate hai, Unko scholarship pradan ki jayegi. Ve students jinhone GTSE Exam 2020 me shamil huye hai, Ve official website par apna Result check kar sakte hai. GTSE Exam 2020 ka Result online iske official site par hi jari kiya jayega. Aap apne Roll No. aur DOB ke madad se aap sabhi GTSE 2020 Result check kar sakte hai.

Goal Talent Search Exam 2020 me bahut sare Students sahmil huye hai, Jo ki ab besbari se iska Result ka wait kar rahe hai. Is Exam me pass hone bale studnets ko Scholarship pradna ki jayegi. Aap is post se iski puri jankari prapt kar sakte hai. GTSE Exam me shamil hone vale students niche diye gaye Direct link se GTSE Result check kar sakte hai.

GTSE Exam Result 2020

Aapko bata den Goal Talent Search Exam ka result online Goal institute ke official website par jari kiya jayega. Jise aap apne roll no. ki madad se GTSE Result 2020 check kar sakte hai. GTSE 2020 ka Result class wise 7,8,9,10,11 & 12 jari kiya jayega.

Name of OrganisationGoal Institute
Name of ExamGoal Talent Search Exam 2020
Type of ExamScholarship Exam
Result ModeOnline
Official Websitehttp://goalinstitute.org

Global Talent Search Examination (GTSE)

Global Talent Search Examination (GTSE) yuva dimag me scientific thinking ko jagane ki ek pahal hai.

Har saal class I to XII ke students duniya bhar ke alag alag pratisthit school me bhag lete hai. Desh bhar me kai bade school GTSE Exam ka aayojan karti hai. Jinhone GTSE me bhag liya hai, Ve iska Result official site se check kar sakte hai. GTSE Exam har saal November me aayojit kiya jata hai. GTSE Exam Syllabus CBSE/ICSE aur State Boards par aadharit hai.

Features

  • Test date: November (Every Year)
  • Exam Pattern is Multi Choice Questions (MCQ)
  • Eligibility – Class I to XII
  • Subjects:
    • Classes I & II (Mathematics)
    • Classes III to X (Science and Mathematics)
    • Classes XI to XII (Physics & Chemistry, Mathematics or Biology)
    • Duration – 1½ hrs. each per subject

GTSE 2020 Cut Off Marks

GTSE 2020, Goal Institute dwara sanchalit ek scholarship exam hai. Ve students jinhone minimum passing cut off marks prapt karenge. Unhe 10-100% Scholarship se samanit kiye jayenge. Result ke din hi minimum passing cut off marks jari kiye jayenge. Passing cut off marks class-wise aur category wise jari kiya jayega.

How to check GTSE 2020 Result?

Yadi aap GTSE 2020 Exam ka Result check karna chahte hai, To niche diye gaye Steps ko follow kar ke Result check kar sakte hai.

  • Sabse pahle aap GTSE 2020 ke official site http://goalinstitute.org par visit kare.
  • Iske homepage par Result Section par click kare.
  • Vaha GTSE Result 2020 ke link par click kare.
  • Aur vaha fir Roll Number aur Date of Birth bhar den.
  • Bharne ke bad Submit button par click kare.
  • Aapka GTSE 2020 Result show ho jayega.

Aur is prkar aap GTSE 2020 Exam ka Result aasaani se check kar sakte hai, Aur yadi aapko Result check karne me problem aa rahi ho to, Use comment me puch sakte hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment