Contents
India Post GDS Recruitment 2020:- Hello Guys, Indian Postal Department ne India Post GDS (ग्रामीण डाक सेवक) ke Posts par Bharti ke liye 2,500 se adhik Vacancy nikali hai. Jo bhi Candidates India Post GDS Recruitment 2020 me Aavedan karna chahte hain, Is post ke madhyam se online Application Form bhar sakte hain.
Kyonki is article me hamne India Post GDS Recruitment 2020 se related sabhi jankari hindi me provide karaya hai. Taki Gramin Dak Sevak (GDS) ke Post par Naukri karne ke liye ichhuk Candidates aasani se online Aavedan kar saken.
Aapko bata den ki भारतीय डाक बिभाग ke tahat North East, Jharkhand Postal Circle and Punjab Postal Circle me ग्रामीण डाक सेवक (GDS) ki Total 2582 Post par Bharti ke liye Aavedan Form aamantrit kiya gya hai. In Posts par Naukri ke liye 10th Pass sabhi Candidate Apply kar sakte hain.
Latest Update:- ग्रामीण डाक सेवक के पदों के लिए ऑनलाइन आवेदन 12 नवम्बर 2020 से शुरू कर दी गई है, आवेदन की अंतिम तिथि 11 दिसंबर 2020 है. इन पदों पर नौकरी के लिए इच्छुक 10वीं पास सभी उम्मीदवार अंतिम तिथि से पहले अधिकारिक वेबसाइट www.appost.in पर जाकर ऑनलाइन आवेदन कर सकते हैं. जिसकी स्टेप बाई स्टेप जानकारी इस पृष्ट में निचे उपलब्ध है|
India Post GDS Recruitment 2020
Yadi aap bhi India Post GDS ke Posts par Aavedan karna chahte hain, To aap sabhi ki jankari ke liye batana chahunga ki North East Circle me 948 Vacancy, Jharkhand Postal Circle me 1118 Vacancy and Punjab Postal Circle me 516 Vacancy hai.
इस भर्ती में सबसे खास बात यह है की 10वीं पास उम्मीदवार भी GDS के पदों के लिए आवेदन कर सकते हैं. अगर किसी उम्मीदवार के पास उच्च योग्यता (Higher Qualification) है, तो यह उनके लिए कोई मायने नहीं रखेगा. सिर्फ 10वीं में प्राप्तांक के आधार पर हीं चयन सूचि तैयार किये जायेंगे. GDS की इस भर्ती में ब्रांच पोस्टमास्टर, असिस्टेंट ब्रांच पोस्टमास्टर, डाक सेवक पद पर फॉर्म भरे जाएंगे|
India Post GDS ke Post par Aavedan karne bale Candidates ke liye koi Written Exam nahi li jayegi. Candidates ka Selection Merit ke aadhar par hoga, Jo Merit List Class 10th Exam me prapt Marks ke aadhar par jaari ki jayegi.
Indian Postal Circle Recruitment 2020 Overview
Organization Name | India Postal Department |
Post Name | Gramin Dak Sevak (GDS) |
Total No. of Posts | 2582 Post |
Start Online Application Process | 12 November 2020 |
Last Date | 10 December 2020 |
Selection Process | 10th Mark Sheet & Merit List |
Post Category | GDS Recruitment 2020 |
Official Website | https://appost.in/ |
India Post Gramin Dak Sevak Recruitment 2020 Online Application Form bharn se pahle Candidates ko Eligibility Criteria ko pura karna hoga.
Eligibility Criteria For Gramin Dak Sevak Recruitment 2020
Educational Qualification:-
- Accredited School Education Board se Class 10th Pass hona chahiye.
- 10th me Math, Local language & English me Pass hona jaruri hai.
- Jin Candidates ne pahle pryash me 10th Exam Pass kiya hai, Unhe Preference di jayegi.
- Candidates ko Hindi Language ka Knowledge hona chahiye.
- Compulsory Educational Qualification se adhik qualification rakhne bale Candidates ko kisi prakar ki koi Preference prapt nahi hogi.
Age Limit:-
- Minimum 18 Years and Maximum Age 40 Years.
- Maximum Age Limit me SC Category ke Candidates ko 5 Years, OBC Category ke 3 Years & Divyang ko 10 Years ki chhut pravdhan hai.
Technical Qualification:-
- Kisi bhi Manyata prapt Institute se 60 Days ka Basic Computer Traning Certificate prapt ho.
- Aur jo Candidates 10th / 12th ya High Class me Computer Subjects ke roop me Padha ho, Unhe Computer ki Basic jankari ke Certificate se Chhut prapt hogi.
Application Fee
GEN/ OBC/ EWS Category Male Candidates | Rs. 100 /- |
SC/ ST & Female Candidates | Free |
Selection Process
- Application Form bharne bale Candidates ko 10th Mark Sheet ke aadhar par Merit List taiyar kar Selection kiya jayega.
- High Qualification rakhne bale Candidates ko koi Priority nahi milegi. Final Selection 10th me prapt marks ke aadhar par hoga.
Pay Scale (By Post)
How To Apply Online For Indias Post GDS Recruitment 2020?
Indian Postal Deparmtne ke Jaharkhand, North East and Punjab Circle me GDS ke Post par Aavedan karne ke liye Candidates ko iske official website https://appost.in par jana hoga.
Application Form bharne bale Candidates niche diye gye direct link se Application Form bhar sakte hain.
Aur Application Form bharne ki adhik jankari ke liye aap table me diye gye link se official notification ko check kar sakte hain.
Apply Online Form 2020 | Fill Application Form |
Check Notification | Check Here |
Official Website | https://appost.in/ |
Download Notification PDF
Jharkhand Postal Circel Notification (1118 Posts) |
North Eastern Circle Notification (948 Posts) |
Punjab Postal Circle Notification (516 Posts) |
Aap upar table me diye gye direct link se India Post GDS Recuritment 2020 Registration and Application Form bhar sakte hain, Yadi aapke paas GDS Recruitment ko lekar koi Saval hai to niche comment section se puchh sakte hain
sir mai jharkhand se gds ka form bhar diya hu aur fir narth East ka form bhar sakta hu ki nhi
north east ka form bhar rha hu to payment ke bad tisra step nhi khul rha hai aisha kyo ho rha hai