Contents
JAC 10th Result 2020:- Yadi aap Jharkhand Board ke Class 10th ka Result Date aur Time ki khoj kar rahe hai. To aapko bata den Jharkhand Academic Council (JAC), Ranchi Class 10th ka Result May mahine ke 3rd Week me jari karega. JAC Class 10th Result apne Official Website jac.nic.in or jacresults.com. par jari karega. Yaha hamne Class 10th ka Result Check karne ka Direct Link provide karaya hai. Aap apne Roll No. aur Roll Code ki madad se Result Check kar sakte hai.
Update: झारखंड एकेडमिक काउंसिल (JAC) आज कक्षा 10 वीं परिणाम 2020 की घोषणा करेगा. जेएसी 10 वीं के परिणाम 8 जुलाई को दोपहर 1 बजे घोषित कर दिए गए हैं. आप अपने रोल नंबर और रोल कोड की सहायता से अपना रिजल्ट ऑनलाइन चेक कर सकते हैं. छात्र अपना परिणाम ऑनलाइन jac.nic.in, jacresults.com और jac.jharkhand.gov.in पर देख सकते हैं. सभी पेपरों में न्यूनतम 33% स्कोर करने वाले छात्रों को उत्तीर्ण घोषित किया जाएगा. यदि आपने इसके लिए एग्जाम दिया है तो रिजल्ट निचे दिए गए डायरेक्ट लिंक से चेक कर सकते हैं.
JAC Class 10th Result May ke 3rd Week me jari kiya jayega. Aapko bata den Jharkhand Board ne Class 10th ka Exam 11 Feb – 28 Feb 2020 liya tha, Jisme lagbhag 4.5 Lakh Students shamil the, jo ki ab besabri se Result ka wait kar rahe hai. Yaha hamne aap sabhi ke liye JAC Class 10th Result Check karne ka Direct Link provide kiya hai. JAC Class 10th Result Date se juri sari jankari ke liye aap is Post ko ant tak Follow kare.
JAC Class 10th Result 2020
Jharkhand Board Class 10th ka Result individual Log.in par jari karta hai, Jiske bare me puri jankari aapko niche di gayi hai. Pichle saal Jharkhand Board ne 16 May dopahar 12:30 baje Class 10th ka Result jari kiya tha. Isliye is saal bhi pichle saal ke schedule ke anusar Result ghoshit hone ki ummid hai. Result Date ki Detail ke liye niche di gayi Table ko dekhe.
JAC 10th Result 2020 | Important Dates |
Date of Exam | 11 Feb – 28 Feb 2020 |
Result Date | May 2020 |
Jharkhand Academic Council ke dwara abhi tak koi bhi exact Result Date ka announcement nhi kiya gaya hai, Iska Result jari ho jane ke bad ham is page me Result check karne ka Link jari kar denge. Isliye iske Latest Jankari ke liye aap is Page se jure rah sakte hai.
JAC 10th Result Date 2020
Board Name | Jharkhand Academic Council (JAC), Ranchi |
Exam Name | Annual Secondary Examination |
Exam Date | February 11, 2020 – 28, 2020 |
Result Date | May 16, 2020 |
Result Website | jacresults.com |
Result Mode | Online |
Result jari ho jane ke bad aap yaha se diye gaye Link ki madad se apna Result aasaani se Download kar sakte hai. Result jaise hi jari kiya jata hai vaise hi yaha Uska Link Active kar diya jayega. Result Online Download karne ki sari jankari aap sabhi ke niche share ki gayi hai.
How To Check JAC 10th Result 2020?
JAC Class 10th Result Check karne ke liye Students iske Official site par visit kar sakte hai. Aur niche bataye gaye Steps ko Follow kar apna Result aasaani se Check kar sakte hai.
- Sabse pahle diye gaye Link par Click kar iske Official site par Visit kare.
- Iske bad aap iske Result Log.in bale Page par chale jaoge.
- Vaha apna Roll No. aur Roll Code bhar den.
- Bharne ke bad Submit Button par click kar de.
- Ab, Aapka Result Show ho jayega.
- Jise aap Download kar ke, Print bhi kar sakte hai.
Download Result | Check Here |
Official Website | www.jac.jharkhand.gov.in |
Details of JAC Class 10th Result 2020
- Name of exam
- Board Name
- Class of Student
- Name of Student
- Roll Number
- Roll Code
- Parent’s Name
- Date of Birth
- List of Subjects
- Marks Obtained
- Total Marks
- Status of Result (First/ Second/ Third)
JAC 10th Result – Last Year Performance
Year | The pass percentage of girls | The pass percentage of boys | Overall Pass percentage | Candidates appeared |
2019 | 68.67 | 72.99 | 70.77 | 4,38,256 |
2018 | 57.29 | 61.79 | 59.10 | 4,00,000 |
JAC 10th Re-Evaluation 2020
Ve Students Jo JAC Class 10th Result 2020 se khush nahi hai. Ve niche batye gaye Tarike ke anuasar Verification and Re-evaluation. ke liye Apply kar sakte hai.
- Re-evaluation and verification ke liye May 2020 me Apply kar sakte hai.
- Result jari ho jane ke bad Students ke pass 5 – 6 Days ka Time milega.
- Re-evaluation and verification ke liye Rs. 500 per subject ke Fees hoga.
- Re-evaluation karane bale Students apne Answer Sheet ki Photocopy ki mang kar sakte hai.
- Answer sheet mang karne par aapko Rs. 500 per subject. Fees lagega.
JAC 10th Compartment Result 2020
Jo Students JAC Class 10th Examination me pass hone me asafal ho jate hai. Unhe JAC ek aur Chance deti hai Compartment Examinations ke rup me. Isme shamil hone ke liye Students Application Form ko bhar sakte hai. Iska Exam July 2020 me hoga, Aur Result July ke end tak jari kar diya jayega. Compartment Exam ke liye Alag alag Date Sheet aur Admit Card jari kiye jate hai.
About Jharkhand Academic Council
The State of Jharkhand came into existence on the 15th of November,2000. An Act to establish the Jharkhand Academic Council was enacted by the Jharkhand State Legislature and assented to by honorable Governor of the State on 26.02.2003 and notified by the government on 04.03.2003, which is known as Jharkhand Academic Council Act 2002.
JAC Ka result 10th 2021