Contents
JAC 12th Board Exam Form 2021:- Hello Students, Jharkhand Academic Council (JAC) Class 12th Exam Form Fill Up 2021 ke liye official notification jaari kar diya hai. JAC Intermediate Exam 2021 me shamil hone bale sabhi Students Exam Form bhar sakte hain. JAC Board dwara Inter Exam Form Filling ke bare me jaari ki gyi official notification ke anusar JAC Class 12th Exam Form Cum Registration Form 2021 isi Month yani October 2020 se hi Board ke official website https://jac.jharkhand.gov.in/ par bhara jayega. Jiske liye is page me puri jankari hindi me diya gya hai.
Aapko bata den ki JAC 12th Board Exam Form 2021 October 2020 se online mode me bhara jayega, Ve Students jo Jharkhand Board se Class 12th ki Padhai kar rahe hain unhe Registration Cum Exam Form 2021 last date se pahle online bharna hoga. JAC Class 12th Exam Form 2021 bharne ka Last Date November 2020 hai. Isliye hamne is article me Jharkhand Board Inter Exam Form 2021 se related jankari jaise Apply Online, Important Date & Fee etc all details niche share kiya hai.
Jharkhand Board Class 12th Exam Form 2021
Yadi aap bhi Jharkhand Board Class 12th Session 2020-21 ke Students hain, Aur next year me hone bale Intermediate Examination 2021 me shamil bale hain tb aap JAC 12th Exam Form 2021 Board ke official website se bhar sakte hain. Kyoki Board Class 12th ke Students ke liye Online Exam Form bharne ki shuruaat November 2021 se shuru kar diya hai. Aur JAC 12th Exam Form without late fine & late fine ke sath bharne ki last date November 2021 hai.
झारखण्ड बोर्ड कक्षा 12वीं परीक्षा फॉर्म 2021 बोर्ड के अधिकारिक वेबसाइट https://jac.jharkhand.gov.in/ पर अक्टूबर 2020 से ऑनलाइन मोड में भरा जा रहा है| JAC 12वीं के परीक्षा फॉर्म भरने की आखिरी तारीख नवंबर 2020 है| 12वीं परीक्षा 2021 में उपस्थित बाले छात्र परीक्षा फॉर्म लेट फाइन एवं बिना कोई लेट फाइन के साथ नवंबर तक JAC 12th Exam Form 2021 ऑनलाइन भर सकते हैं|
Aur ha, JAC 12th Registration Cum Exam Form 2021 कैसे भरें, (How to fill JAC 12th Registration Cum Exam Form 2021), Iske liye niche step by step tarika bataya gya hai. Taki aap bina kisi problems ke JAC Inter Class 12th Exam Form 2021 offline aasani se bhar saken.
JAC 12th Exam Form 2021 – Details
Name of the Board | Jharkhand Academic Council (JAC), Ranchi |
Exam Name | JAC Class 12 Board Exam 2021 |
Academic Session | 2020-21 |
Exam Form Filling Start Date | October 2020 |
Exam Form Filling Last Date | November 2020 |
Article | JAC 12th Board Exam Form 2021 |
JAC Inter Exam Date | To be announced |
Official Website | https://jac.jharkhand.gov.in/ |
JAC Intermediate Exam Form 2021 Dates
Aap jan len ki JAC Board Inter 12th Exam Form 2021 ke liye official notification October 2020 me hi jaari kiya tha, Jiske baad Online Form bharne ki process shuru kar di gyi hai. Students last date November 2020 tak JAC 12th Exam Form 2021 online bhar sakte hain. Jiske liye important dates niche table me diya gya hai.
Important Date of JAC 12th Exam Form 2021
Events | Important Date |
Official Notification for JAC 12th Exam Form 2021 | October 2020 |
JAC 12th Exam Form 2021 Form Filling Starts | October 2020 |
JAC 12th Exam Form Filling End Date | November 2020 |
JAC 12th Exam Form Filling End Date (Late Fine) | November 2020 |
JAC 12th Admit Card Release | March 2021 |
JAC 12th Exam 2021 | March 2021 |
How to Fill JAC 12th Exam Form 2021 (For Students)?
Aap sabhi niche bataye gye steps ko follow karke JAC 12th Exam Form 2021 online bhar sakte hain.
- JAC ke official website par visit karen.
- https://jac.jharkhand.gov.in/
- Home page se Intermediate Registration & Class 12th Exam Form 2020-21 par click karen.
- Ab ek naya website open ho jayega.
- Aap apni Category Regular, Ex-Regular or Private ke anusar Exam Form ka Print Out nikal len.
- Form ko sahi se baren, Aur Photograph & Signature ko Paste karen.
- Iske baad Exam Form Fee ke sath apne School ke Principal ke paas Form jama kar den.
How To Fill JAC 12th Exam Form 2021 (For Principal)
- JAC ke official website https://jac.jharkhand.gov.in/jac/ or www.jac.nic.in par Log on karen.
- Iske baad Intermediate Exam Form 2020-21 click karen.
- Ab School Log In par click karen.
- Intermediate Students ke Exam Form bharne ke liye Board dwara di gyi User ID & Password ka upyog karke Log In karen.
- Ab Fill Exam Form click kar, Form ko sahi se bharen.
- Aur Photograph & Signature ko upload karke Fee Pay karen.
- Last me Submit par click kar den.
Official Website:- https://jac.jharkhand.gov.in/
Is tarah se aap sabhi JAC Inter 12th Exam Form 2021 officiail website se online bhar sakte hain. Yadi Exam Form bharne me koi problems hoti hai, To niche comment kar sakte hain.
Sir Mai koi problem ke chalte form nhi bhar saka date bhi khatam ho gaya date or bada ga kya sir