Form Fill Up JPU

JPU Part 2 Exam Form Fill Up 2023 – TDC Part 2 Online Form

JPU
Written by A to Z Classes

JPU Part 2 Exam Form 2023: Hello Friends, Jai Prakash University yani JPU me part 2 ka exam form online bhara jana hai jiske bare me puri jankari aaps sabhi ke saath is article me share ki ja rahi hai. To yadi aap bhi JPU 3rd year ke student hain aur is baar Graduation BA BSC BCOM Session 2023 ka exam dene bale hain to isk form online bhar sakte hain — tak JPU ke official site se. To samay aap sabhi ke pass bahut kam hoga aur isi darmayan aapko JPU part 3 ka exam form online bharna hoga.

To JPU ne jaisa ki apne notice me bataya gya hi ki TDC 2nd year ka exam form online bhara jayega aur iske liye pura step by step process niche share kiya gya hai. 2023 ke students jo part 2 me padh rahe hain wo exam me upasthit hone ke liye iske form ko online bhar sakte hain.

Latest Update: JPU Part 2 exam form filling start ho raha hai June 2023 se aur iske bharne ka last date June 2023 hai. Aap ise JPU ke official website – www.jpuresults.in par bhar sakte hain. Jyada jankari liye is post ko pura padhen.

JPU Part 2 Form Session 2023

To jaisa ki aap sabhi ko bataya gaya JPU Part 2 Form online bhara jayega aur iske liye start date 3 Feb 2023 hai. To iske form ko online bharne ke liye aap jpuresults.in par visit kar sakte hain. Step by step process form bharne ke liye niche share ki gyi hai.

JPU ke form bharne ke liye aapko part 2 ka roll number enter karna hoga aur apni saari details enter karni hogi. Form ko sahi se bhar lene ke baad aap iska print le lenge aur ise apne college me jakar jama karenge.

Form bharne ke liye sabhi important dates JPU 2nd year ke liye niche di gyi hai.

JPU Graduation Part 2 Exam Form Important Dates

Notice Aa Gaya2023
Start Date Online Form2023
Last date form 2023
Admit Card ReleaseJald
JPU part 2 ResultComing Soon

To ab iske fees ke baare me jaan lete hain jo ki aapko JPV TDC part 2 form bharne ke liye online ya apne college me jama karna hoga.

JPU Part 2 Form Filling Fees

To jaisa ki aap sabhi jaante hain ki iska form bharne ke liye aapko fee paid karna hoga aur tabhi aapka form accept hoga. To iska exam form fee aapko apne college me jakar jama karna hoga. Form bharne ke baad aap is form ko ane college me jama karenge aur wahi par aapko iska form fee bhi jama karna hoga. Iske liye form fee kya nirdharit ki gyi hai uske bare me niche ke table me bataya gya hai.

Graduation Hons Fees for Form 420/-
Graduation General Exam Fees395/-

How to fill JPU TDC Part 2 Exam form Online

  • JPU ke official site https://www.jpuresults.in/ par visit karne.
  • Examination Forms of TDC Part – II Examination 2023 ke link par click karen.
  • Uske baad puchhi gyi saari details bahren aur submit par click kar den.
  • Is form ka print le len taki aage jarurat padne par upyog kar saken.
  • Sabhi document isme attache karen aur ise fee ke saath college me submit kar den.
Exam Form Fill Up 2023 www.jpuresults.in
Official Website http://jpv.bih.nic.in/

Related Links

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment