JAC Jharkhand Board

JAC 12th Registration 2023 | Jharkhand Board Inter Registration Form

Jharkhand Board
Written by A to Z Classes

JAC 12th Registration and 11th Exam form 2023: Hello Friends, Jharkhand Academic Council (JAC) ne ek notice jaari kiya hai aur isme bataya hai JAC 12th Registration 2023 ke bare me. To is article me aap sabhi ko Jharkhand Board 12th Registration 2023 ki puri jankari hinid me di jayegi ki kaise iske liye aap online registration kar sakte hain aur phir Jharkhand Board class 11th ka form bhar sakte hain. Yadi aap JAC me class 12th ke student hain session 2023 ke to ye article aap sabhi ke liye kafi upyogi saabit hone bali hai. To isme aapko class 11th ka form bharna hai aur saath hi me class 12th ke liye registration bhi karwa lena hai.

Jharkhand Board 12th Registration 2023

Jharkhand Board Officials ke anusar JAC 12th registration start hoga 2 December 2019 se aur iske liye last date 21 December 2019 hoga. Iske baad late fine ke saath 23 December 2019 se 3 January 2020 tak form bhara ja sakta hai.

To is article me aap sabhi ko JAC 12th Registration 2023 ki puri jankari hindi me di ja rahi hai taki aap iske bare me pata karke Jharkhand board 11th ka form online bhar saken. aasaani se.

Board NameJharkhand Board
Exam NameIntermediate Class 12th
Session2023
StatusAnnounced
Official websitehttps://www.jacinter-online.com/regn2019-21/

JAC Intermediate Registration Form Fee 2019-2023

ParticularsFees (Rs.)
Registration application Form Fee90/-
Registration Fee200/
Registration Late Fee300/-
Permission Fee500/-
Permission Late fee300/-
Migration Fee150/-
Migration Late fee250/-

Jharkhand Board 12th Registration 2023 Date

Online registration (without Late Fee)September 2022 to October 2022 (tentative)
Online Registration (with Late Fee)October 2022 to October 2022 (tentative)
Official websitejac.jharkhand.gov.in

How to Fill JAC 12th Registration Form

  • JAC ke official site par visit karen iska direct link niche diya gya hai.
  • Uske baad intermediate registration and class 11 exam form 2019-21 ke link par click karen.
  • Ek naya page open hoga.
  • Uske baad aapka jo bhi category hai wo bharen. Jaise…. Regular, Ex-Regular or Private.
  • Ab form ko download karke print kar len.
  • Is form ko sahi sahi bharen.
  • Apan photograph aur signature paste karen.
  • Iske baad ise apne college ya school ke principal ko submit kar den.
  • Note….Aap ye form apne school ya college se bhi prapt kar sakte hain.

About Jharkhand Academic Council

The State of Jharkhand came into existence on 15th of November,2000. An Act to establish the Jharkhand Academic Council was enacted by the Jharkhand State Legislature and assented to by honourable Governor of the State on 26.02.2003 and notifed by the government on 04.03.2003, which is known as Jharkhand Academic Council Act 2002 .

The Jharkhand Academic Council was constituted by HRD Department Government of Jharkhand Vide Notification No. 6/V0-101/012491 dated 02-09-2003.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Reply to Vivekanand bhagat X