Admission KVS

Kendriya Vidyalaya Admission Class 1 to 11 Form Date – KVS Admission 2021-2022

Kendriya Vidyalaya Admission Class 1 to 11
Written by A to Z Classes

Kendriya Vidyalaya Admission Class 1 to 11 Form Date: Hello Friends, yadi ap Kendriya Vidyalaya Admission ki jankari chahte hain to is article me aap sabhi ko KVS admission 2021 ki puri jankari hindi me di ja rahi hai. Jald hi Kendriya Vidyalaya Admission Notification KVS ke official site par jaari kiya jayega jiska direct link niche mil jayega. Aapko pata hoga ki Kendriya Vidyalaya Sangathan Class 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th, 6th, 7th, 8th, 9th, 10th, 11th, 12th me admission ke liye online form nikalta hai har ek saal. To year 2021 me February me iske liye notification jaari kiya jayega jiske liye phir aap March tak form bhar sakte hain. Form kaise bharna hai online ya offline un sabhi ki jankari is article me aap sabhi ko di gyi hai.

Org NameKVS (Kendriya Vidyalaya Sangathan)
ClassesClass I to XI
Application ModeOnline
Registration for 1 to 10Coming Soon
Registration for Class XIBoard Result Ke Baad
Official Websitekvsonlineadmission.in

Kendriya Vidyalaya Admission 2021-22

To aap sabhi ko pata hoga ki KVS me admission lene ke liye aap sabhi ko online registration karwana hota hai KVS ke official site par. Uske baad aap isme admission le sakte hain. Jab board exam ka result aa jata hai tab class 11 ke liye regsitration bhi chalu ho jata hai KVS me.

Niche aap sabhi ko sampurn janakari di gyi hai ki kis prakar aap KVS class 1 se 11 tak ke liye admission form bhar sakte hain. Aapko bata den ki KVS Admission Schedule 2020-21 (Tentative) ab availabe hai aur iske anusar iska registration form February 2021 se bhara jayega.

KVS Me admission ke liye Age limit ek mahatvpurn bhumika nibhati hai aur iski list niche di gyi hai.

ClassMin AgeMax Age
Class 10507
Class 20608
Class 30709
Class 40810
Class 50911
Class 61012
Class 71113
Class 81214
Class 91315
Class 101416

KVS Admission 2021 Ke Liye Apply Kaun Kar Sakta Hai

Kendriya Vidyalaya me preference ke anusar admission di jaati hai aur iske preferences ko nihce ke list me aap dekh sakte hain.

  • 1st Preference –  Central Govt employees ward.
  • 2nd Preference – Army and Ex-Army’s children.
  • 3rd Preference – Government employees’ children.
  • 4th Preference – Single girl child quota.
  • 5th Preference -Private or self-employed personnel.

How to Register For KVS Admission?

  • Aap KVS me admission ke liye KVS ke official site par visit karen jiska direct link niche diya gya hai.
  • Uske baad Aap jis bhi class ke liye register karna chahte hain kar len.
  • Ab baaki ke sabhi personal details ko bharen.
  • Required documents ko upload karen.
  • Aur Final Submit kar den.
  • Jyada Jankari ke liye Iske Admission Guidelines ko Yaha se download kar len.

Official Website – https://kvsangathan.nic.in/

KVS Admission Fee Structure

1Admission FeeRs. 25.00
2Re-Admission FeeRs 100.00
3Tuition Fee
3(a)Class IX & X (Boys)Rs 200.00
3(b)Class XI & XII Commerce & Humanities (Boys)Rs 300.00
3(c)Class XI & XII Science (Boys)Rs.400.00
4Computer Fund
4(a)Class III onwards wherever Computer Education is being impartedRs 100.00
4(b)Computer Science Fee. (for elective subjects) + 2 stageRs 150.00
5Vidyalaya Vikas Nidhi (Classes I – XII)Rs. 500.00

KVS believes in imparting knowledge/values and nurturing talent, enthusiasm, and creativity of its students for seeking excellence through high-quality educational endeavors.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

6 Comments

Leave a Comment