LNMU PAT Admit Card 2021:- Hello Friends, Lalti Narayan Mithila University (LNMU) Ph.D Admission Test 2020-21 ke liye Admit Card and Exam Date ki ghoshna ki hai. Yadi aap L.N Mithila University PAT Ph.D Admission ke liye application form bhara hai to ab LNMU Ph.D Admission Test 2021 me upsthit hone ke liye Admit Card download kar sakte hain.
Bata den ki LNMU Ph.D Admission Test 17th January 2021 ko aayojit kiya jayega, Aur application form bhar chuke candidates ko LNMU PAT Admit Card 14 January 2021 se download karne ke liye official website http://www.lnmuuniversity.in par uplabdh hoga.
Isliye is article me iski puri jankari diya gya hai ki aap kis tarah se LNMU PAT 2021 Admit Card online download kar sakte hain.
Iske sath hi direct link bhi share kiya hai, Jiski madad se Application Number & DOB ka upyog kar LNMU PAT Admit Card Download kar sakte hain.
LNMU PAT Admit Card 2021 Download
Sabhi ki jankari ke liye bata den ki Mithila University ne April/ May 2020 me hi Schedule jaari kiya tha. Lekin COVID-19 & Lockdown ke karan yah Pariksha ab January 2021 me hone ja raha hai. University ke report ke anusar PAT ke liye total 7415 candidates ne application form bhara tha, Lekin saphaltapurvak application form bharne bale candidates sirf 6429 hain.
To LNMU PAT Admit Card sirf unhi candidates ke liye online uplabdh hoga, Jinhone saphaltapurvak application form bharkar application fee pay kiya hai.
L.N Mithila University PAT Admit Card 2021 Overview
University Name | Lalit Narayan Mithila University |
Examination Name | Ph.D Admission Test 2021 |
PAT Admit Card Release Date | 14th January 2021 |
Ph.D Admission Test Date | 17th January 2021 |
Type of Exam | Admission Entrance Examinatin |
Admit Card Download Link | http://www.lnmuuniversity.in/login |
Post Category | LNMU PAT Admit Card 2021 |
Official Website | https://lnmu.ac.in/ |
LNMU Ph.D Admission Test Admit Card 2021
Sabhi Ph.D Admission Entrance Examination 2020-21 me upsthit hone bale candidates apna Admit Card/ Hall Ticket 14th January 2021 ko application number ke jariye download kar sakte hain online mode me. Mithila University Ph.D Admission Test Admit Card download karne ke liye niche tarika batlaya gya hai.
Mithila University PAT 2021 – Important Date
Events | Important Date |
Download of Admit Cards | 14.01.2021 |
Date of PAT-2020 | 17.01.2021 |
Upload of Answer Key | 19.01.2021 |
Publication of PAT-2020 Results | 25.01.2021 |
Interview of Qualified Candidates (at concerned departments): | 01.02.2021 to 08.02.2021 |
Publication of final Result | 15.02.2021 |
Admission In Coursework | 8.02.2021 to 27.02.2021 |
LNMU PAT Admission 2021 Seat Number
SI.NO. | Subject Name | Seat Number |
01. | BIO-TECHNOLOGY | 05 |
02. | BOTANY | 06 |
03. | CHEMISTRY | 227 |
04. | COMMERCE | 12 |
05. | DRAMATICS | 06 |
06. | ECONOMICS | 30 |
07. | EDUCATION | 93 |
08. | ENGLISH | 20 |
09. | HINDI | 25 |
10. | HISTORY | 15 |
11. | A.I.H. &C | 11 |
12. | HOME SCIENCE | 100 |
13. | MAITHILI | 71 |
14. | MANAGEMENT | 05 |
15. | MATHEMATICS | 44 |
16. | MUSIC | 19 |
17. | PHILOSOPHY | 30 |
18. | PHYSICSS | 108 |
19. | POLITICAL SCIENCE | 35 |
20. | PSYCHOLOGY | 36 |
21. | SANSKRIT | 45 |
22. | SOCIOLOGY | 05 |
23. | URDU | 83 |
24. | Z0OLOGY | 19 |
25. | GEOGRAPHY | 13 |
How To Download LNMU PAT Admit Card 2021?
Saphaltapurvak LNMU PAT 2021 ke liye application form bhar chuke candidates niche bataye gye steps ko follow karke apna Admit Card online downoad kar sakte hain.
- Lalit Narayan Mithila University ke official website http://www.lnmuuniversity.in/login par sabse pahle visit karen.
- Home par jakar drop down me scroll karke “PAT Admit Card 2021” ke link par click karen.
- Ab aapko apna Application No. ya Registration No. enter karke Search button par click karna hai.
- Aapka LNMU PAT Exam Admit Card show ho jayega.
- Ise download karke Printout nikal len.
Important Link for LNMU PAT Admit Card 2021
Download LNMU PAT Admit Card 2021 | CLICK HERE |
Check Ph.D Admission Test Notice | Check Here |
Official Website | https://lnmu.ac.in/ |
About LNMU:-
Mithila University was established on August 5, 1972 by an Ordinance of the Government of Bihar subsequently enacted through legislatures. The University is governed by the Bihar State Universities Act, 1976. The University was renamed as LALIT NARAYAN MITHILA UNIVERSITY vide University notification No. 6760-7244 dated 28 April, 1980.