Contents
Lohiya Swachh Bihar Yojana:- Bihar rajya ke sabhi gramin logo ko shauchaly madhyam se swachhta rakhne ke liye rakhne ke liye Lohiya Swachh Bihar Yojana App ko Chief Minister Nitish Kumar ke dwara shuru kiya gaya hai. CM Nitish Kumar ne gramin Bihar ke pratyek parivar me shauchaly banane ke liye Lohiya Swachh Bihar Yojana ki ghoshna ki hai. Gramin kshetro ke log Clean India Movement ke bare me Bihar sarkar ke ek aavashyak kadam ka intejar kar rahe the.
Lohiya Swach Yojana central government dwara Swach Bharat Yojana ke aadhar par jari kiya gaya hai. Is yojana ke anusar Bihar ke gramin kshetron ke sabhi parivaro ko Shauchalay uplabdh karaya jayega aur gramin Bihar ko khule me shouch mukt banaya jayega. LSY ke tahat sabhi gramin logo ko Shauchalay banbane ke liye sahayata rashi pradan ki jayegi.
Lohia Swachh Bihar Abhiyan (LSBA)
Lohia Swachh Bihar Abhiyan ke tahat rajya ke gramin kshetro ko khule me shouch mukt banane ka lakshya hai, Jise Centrally Sponsored Swachh Bharat Mission (Gramin) (SBM-G) aur State Sampoorna Lohia Sanitation Scheme se pura kiya jana hai. Is abhiyan ke tahat 1.66 Crore family ko shauchalay uplabdh karbana tatha Bihar ko 2nd October 2020 tak khule me shouch mukt banane ke lakshya hai.
Swachh Bharat Mission (Gramin) aur Ganga Action Plan (Namami Gange) ke tahat rajya ke sabhi jilon ko shauchalay banbane ka yojana hai. Is yojana ke antargat sabhi gramino ko Shauchalay banbane ke liye Rs.12000 ki sahayata rashi pradan ki jayegi. Is yojana ke labh ke liye aapko iske Moblie app par Online avedan karna hoga.
Lohiya Swach Bihar Yojana Overview
Scheme Name | Lohiya Swach Bihar Yojana |
Application Mode | Online |
Benefit of app | बिहार के सभी घरों में शौचालय |
Beneficiary | Gramin Bihar ke Logo ko |
Launched by | CM Nitish Kumar |
Main Purpose | बिहार राज्य को शौच मुक्त बनाना |
Website Link | http://lsba.bih.nic.in/SBMJ/SBMJEEVIKA/Default.asp |
Lohia Swachh Bihar Yojana (LSBA) aims:-
- “खुले में शौच मुक्त बिहार” के लक्ष्य की प्राप्ति के लिए समयबद्ध तरीके से ग्रामीण क्षेत्रों में स्वच्छता का आच्छादन।
- स्वच्छता अभियान की गतिविधियों से विभिन्न भागीदारों यथा पंचायती राज संस्थान के प्रतिनिधियों, संकुल स्तरीय संघों, ग्राम संगठनों, स्वयं सहायता समूहों, नि:शक्त स्वयं सहायता समूह विभिन्न सरकारी विभागों एवं गैर सरकारी संगठनों को सम्मिलित करना।
- सामूहिक व्यवहार परिवर्तन तथा स्वच्छता विषयक सुरक्षित आचार सुनिश्चित करने के लिए समुदाय आधारित सम्पूर्ण स्वच्छता (CLTS) की रणनीति को अपनाना जो सारे समुदाय को स्वच्छता के प्रति जागरूक करे।
- समुदाय आधारित सम्पूर्ण स्वच्छता सुनिश्चित करने हेतु ठोस एवं तरल अवशिष्ट के प्रबंधन (SLWM) का क्रियान्वयन।
Eligibility Of Lohiya Swachh Bihar Yojana
Is Lohiya Swachh Bihar Yojana App ka labh uthane ke liye kisi bhi vyakti ke liye eligibility niche di gayi hai:-
- Avedak ko Bihar ke gramin kshetra ka nivasi hona chahiye.
- Bihar ke kisi bhi bhi gram ka koi bhi nagrik is website par jakar muft Shouchalay ke liye avedan kar sakte hai.
- Avedak ko isse pahle apne ghar me koi shochalay nahi hona chahiye.
- Sabhi paperwork aur investigation ke bad, Avedak ko shochalay banane ke liye Bima Rashi milegi.
How To Download The Lohiya Swachh Bihar Yojana App?
Bihar Sarkar ne ek App bhi jari kiya hai, Taki log app ke madhyam se aasani se registration kara sake. Niche diye gaye Steps ko follow kar App download kar sakte hai:-
- Sabse pahle Lohiya Swachh Yojana ke official website par visit kare.
- or click here
- Iske homepage par Lohiya Swachh Yojana App ke link par click kare.
- Vaha se app download kar sakte hai.
- Ya fir apne mobile ke Google Play Store ke madhyam se bhi download kar sakte hai.
- Vaha search box me E-Lohiya Swach Yojana type kare.
- App download karne ke bad, Log.in kar len.
How To Apply Lohiya Swachh Bihar Yojana?
Is yojana ka labh uthane ke liye aap sabhi niche diye gaye link aur bataye gaye steps ko follow kare:-
- Apne mobile phone me is App ko open kare.
- Vaha apna Name enter kare.
- Apna Block aur panchayat chune.
- Aur District Panchayat, Block Panchayat, aur Village Panchayat bhi chune.
- Apna family status yani ki APl/BPL chune.
- Apna Adhaar number, Voter id card number enter kare.
- Apna Bank account ka detail enter kare.
- Sabhi chij bharne ke bad, Application form submit kar den.
- Form accept ho jane ke bad, Aapke bank accounts me Cash transfer kar diya jayega.
Important Link
Download LSY App | Click Here |
Official Website | Click Here |
Contact LSY State Project Management Unit LSBA – JEEViKA BIHAR RURAL LIVELIHOODS PROMOTION SOCIETY Vidyut Bhawan, Annexe-II, 1st & 2nd Floor (Southern Wing) Bailey Road Patna-800 021, Bihar Phone No: +91-612-2504979 Email: lsbabihar@gmail.com |
लोहिया स्वच्छ बिहार अभियान
लोहिया स्वच्छ बिहार अभियान (LSBA) के तहत राज्य के ग्रामीण क्षेत्रों खुले में शौच मुक्त बनाने का लक्ष्य है जिसे केन्द्र प्रायोजित स्वच्छ भारत मिशन (ग्रामीण) (SBM-G) तथा राज्य सम्पोषित लोहिया स्वच्छता योजना के प्रावधानों से पूरा किया जाना है। इस अभियान के तहत १.६६ करोड़ परिवारों को शौचालय उपलब्ध करवाना तथा बिहार को 02 अक्टूबर, 2019 तक खुले में शौच मुक्त बनाने का लक्ष्य है। स्वच्छ भारत मिशन (ग्रामीण) अंतर्गत गंगा कार्य योजना (नमामि गंगे) के तहत राज्य के 12 जिलों यथा; बेगुसराय, भागलपुर, भोजपुर, बक्सर, कटिहार, खगरिया, लखीसराय, मुंगेर, पटना, समस्तीपुर, सारण, तथा, वैशाली जिलों में गंगा किनारे अवस्थित 61 प्रखंडो के 307 पंचायतो में शौच मुक्त बनाये जाने का लक्ष्य है ।
Mujhe shauchalaya nahi hai
mujhhe sochalay ka paisa nahi mila hai mera number 7070319442
Shaichle
Village Tarapar post sanaiya thana ariyari
Name- Mohammad Hasmat
Father Name- Mohammad Amirul
Village-Pahsaul Katra Muzaffarpur
Address-Sakurpur Bartaniya Dehli
Sir-hamko 1000 rupya nhi Aaya he please Aap request kigiye
Kamal Kumar singh AT Gilhani post baigana
Not
Basmanpur
Hhiu
Fglkgfglwkj jjoi