Contents
Magadh University 4th Merit List 2020:- Hello Friends, Magadh University UG Admission Session 2020-23 ke liye 1st/ 2nd/ 3rd Merit List 2020 jaari karne ke baad, Ab 4th Merit List bhi official website par jaari kar diya hai. Magadh University me Graduation Part 1 Admission 2020-21 me Aavedan karne bale jin Candidates ko University ke dwara jaari ki gyi 1st/ 2nd/ 3rd Round Merit List 2020 me kisi bhi College me Aavantit nahi kiya hai, To ab Magadh University 4th Merit List 2020 me apne Naam ki janch kar sakte hain official site se.
Yadi aapne bhi MU BA/ B.Sc/ B.Com Part 1 Admission ke liye Aavedan kiya hai, Aur pahle jaari ki gyi kisi bhi Merit List me aapka Name allotted nahi kiya gya hai. Tb aap is page me diye gye link se MU 4th Merit List 2020 me Naam check kar sakte hain, Aur Naam rahne par Allotted College me jakar Admission le sakte hain.
Magadh University 4th Merit List 2020
To Magadh University UG Admission 4th Merit List 2020 iske official website https://magadhuniversity.ac.in par 02 November 2020 ko saphaltapurvak jaari kar di gyi hai. Magadh University 4th Merit List कैसे डाउनलोड करें (How to download Magadh University 4th Merit List), Iski step by step jankari is article me niche share kiya gya hai.
Sath hi direct link bhi provide karaya hai, Taki aap Application No & DOB ka upyog karke MU 4th Merit List 2020 me aasani se naam check kar saken, Aur allotted College me jakar jald Admission le sake.
Aap niche se Magadh University 4th Merit List 2020 ki official notice ko check kar, Usi ke anusar Allotted College me Part 1 me Admission le sakte hain,
MU BA/ B.Sc/ B.Com Admission 4th Merit List 2020 Overview
Aap jan len ki Magadh University ke dwara Part 1 Admission Application Form bharne bale Students ke liye Merit List Inter 12th Marks ke aadhar par jaari ki jaati hai. Aur usi ke anusar Candidates ko MU Affiliated Colleges me Admission di jaati hai.
University Name | Magadh University (MU) |
Article Category | Magadh University Part 1 Admission 4th Merit List |
Course Name | UG Course (BA/ B.Sc/ B.Com) |
Academic Session | 2020-23 |
Release Date of 4th Merit List 2020 | 02 November 2020 |
Download Merit List | Online |
Official Website | https://magadhuniversity.ac.in/ |
Magadh University UG Admission 4th Merit List 2020 Important Date
Magadh University UG Admission 4th Merit List 2020 02 November 2020 ko official website https://magadhuniversity.ac.in/ par jaari ki gyi hai un sabhi students ke liye jinka naam BA/ B.Sc/ B.Com Admission Application Form bharne ke baad 1st/ 2nd/ 3rd Merit List me nahi aya hai.
Students is page me niche diye gye direct link se Magadh University 4th Merit List download kar sakte hain, Aur 12 November 2020 tak Allotted College me jakar Admission Process ko pura kar sakte hain.
MU 4th Merit List 2020 | Available Now |
MU 4th Merit List Release Date | 02 November 2020 |
Last Date of Admission | 12th November 2020 |
Yadi jinka naam 4th Merit List me shamil nahi hai, Ve Magadh University On Spot Admission 2020 ke tahat bhi Part 1 me Admission le sakte hain.
Magadh University On Spot Admission 2020 Ki Puri Jankari Dekhne Ke Liye Niche Ke Link Par Click Karen.
Also Read:- Magadh University Spot Admission 2020, Apply Online Form
How To Download Magadh University 4th Merit List 2020?
MU Bodh 4th Merit List 2020 official site se download karne ke liye niche bataye gye steps ko follow karen.
- MU ke official site par visit karen.
- https://magadhuniversity.ac.in/
- Iske home page se Admission bale section se UG Admission 2020-23 par click karen.
- Merit List download karne ka ek link milega, Aap us par click karen.
- Ab aap Application Number/ Registration Number enter karke Merit List download karen.
- Last me Merit List ka Print Out nikal len.
- Ab Allotted College me jakar Admission le sakte hain.
Important Link For MU 4th Merit List Download
Magadh University 4th Merit List 2020 | Download Here |
Download Notice | Click Here |
Official Website | https://magadhuniversity.ac.in |
Check Details in MU 4th Merit List
- Candidate’s Name
- Merit List Number
- Application ID
- Admission Date
- Intermediate (12th) Marks Percentage
- Stream & Category
- Allotted College Name’s
Contact US:-
Bodh Gaya, Bihar – 824234, (India).
Email:- info@magadhuniversity.ac.in
Helpline Number:- +91-6311212342