Sarkari Yojna

Maharashtra Pravasi Registration Form | घर जाने के लिए फॉर्म भरें ऑनलाइन

Maharashtra Pravasi Majdur Registration Form And Helpline Number :- Maharashtra Sarkar ne dusre rajyo me fase huye pravasi majdur aur kamgar ko vapas lane ke liye special train chala rahi hai. Jo bhi pravasi majdur, kamgar, chhatra, yatri lockdown ke karna dure rajyo me fase huye hai, Unhe ab vapas ghar laya jayega. Maharashtra sarkar ne Majdur vapasi ke liye official notice jari ki hai. Jiske anusar Maharashtra pravasi majdur “Pravasi Registration Form” online bhar sakte hai. Aur jari kiye gaye Nodel officer ke helpline number par bhi contact kar jankari prapt kar sakte hai.

Maharashtra ke bahut sare pravasi Covid19 (Coronavirus) lockdown ke karan dusre rajyo me fase huye hai, Ve sabhi apne ghar aana chahte hai kyunki unka kaam nhi ho raha hai aur rahan sahan ke liye paise bhi nahi hai. Isliye Maharashtra Sarkar ne yah yojana shuru ki hai, jiske antargat un sabhi register pravasi majduro aur kamgar train ke madhayam se apne ghar tak pahuchaya jayega. Isliye yadi aap bhi apne ghar jana chahte hai to jald se jald registration form bhar sakte hai. Registration form kaise bhare iske bare me puri jankari yaha is post me di gayi hai.

महाराष्ट्र जाने के लिए फॉर्म भरें | महाराष्ट्र से आने के लिए ऑनलाइन फॉर्म | महाराष्ट्र प्रवासी रजिस्ट्रेशन | ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन प्रवासी मजदुर

Maharashtra Pravasi Registration Form

Jaisa ki aap sabhi ko pata hoga ki PM Narender Modi ne Coronavirus mahamari ke karan pure bharat me lockdown laga diya hai. Aise me sabse jyada pravhabit dainik majduri karne vale kamgar aur majdur huye hai, Ve ab berojgar ho chuke hai aur ab jald se jald apne ghar loutna chahte hai. Isliye is post me Maharashtra Sarkar dwara shuru ki gayi Pravasi Majdur Registration Application Form ke bare me puri jankari pradan ki gayi hai.

Pravasion ko unke mulsthan par vapas lane ki yojana hai. Maharashtra Sarkar ne iske liye official notice jaari kiya hai aur kuchh nodal adhikari bhi niyukt kiye hain. Nodel adhikari dwara panjikarn ke bad, Maharashtra Sarkar any rajyo ke sarkar ko salah deti hai. Rajyo ki aapsi samjhoute ke bad hi Pravasi Shramik vapas bulaye jayenge. To jitne bhi chhatra, majdur aur koi any vayakti abhi ghar lautna chahte hain wo is form ko jarrur bhar den chahen aap kisi bhi state me abhi hain.

Maharashtra Pravasi Registration Form Overview

GovernmentMaharashtra Government
StateMaharashtra
Higher AuthorityMinistry of Home Affairs
Type of RegistrationOnline mode
BeneficiariesPravasi Majdur aur Kamgar
ObjectiveDusre Rajy me Fase Huye Maharashtra Ke Log
Official web sitemaharashtra.gov.in

Maharashtra Pravasi Majdur Registration & HelpLine Number

To ab jante hai Maharashtra ke pravsi majdur aur kamgar apne ghar aane ke liye kya kar sakte hai. Sabhi fase huye logo ke liye Sarkar ne Registration prakriya shuru kar di hai aur bahut jald hi unhe apne rajya me vapas bula liya jayega. Ve sabhi jo apne ghar vapas jana chahte hai ve online official postal par registration form bhar sakte hai. Aur yadi offline registration form bharna chahte hai, To sarkar dwara niyukt kiye gaye Nodel officer se contact bhi kar sakte hai. Aapko bata den ki MHA ne notification jaari kar sabhi state govt ko nirdesh diya hai ki ve apne pravasi majduron ko ghar vapas le ja sakte hain

Pravasi Majdur Maharashtra Guidelines

  • Chalne se pahle bus aur train ko sanitize kiya jayega.
  • Yatra se pahle screening ki jayegi.
  • Yatra karte samay sabhi yatrion ko Social Distancing ka palan karna hoga.
  • Yadi aapke pas khud ka vahan hai, To registration karte bakt suchit karna hoga.
  • Pahuchne ke bad aap 14 dino ke liye ghar se bahar rahenge.
  • Yadi aap niyam ka palan nahi karte, To aapke khilag sakht karvai ki jayegi.

Who can register for Maharashtra tour?

  • Migrant Worker
  • Student
  • Tourist
  • Other Professional

Required document list

  • Aadhar Card / Voter Card / Driving License
  • address proof
  • Home Address
  • Address to live in other states
  • Own mobile number
  • Contact number of a family member from Maharashtra

How to Apply for Maharashtra Pravasi Majdur Registration?

To yadi aap Maharashtra se hain aur ab apne ghar vapas aana chahte hain to yahan bhi apko bata den ki Maharashtra sarkar ne abhi tak koi dedicated website nahi launch kiya hai jahan par registration kiya ja sake, Lekin jald hi jari kiya jayega. Jari ho jane ke bad registration form is prakar bhar sakte hai:-

  • Sabse pahle official portal par visit karen.
  • Iske home page par  ”Register Online for Migrant Workers” ke link par click karen.
  • Ab vaha apna mobile number enter karen.
  • Aapke mobile ek OTP aayega jise enter karen.
  • Aur fir aapke samne ek Registration form open hoga
  • Form ko sahi tarike se bhar den.
  • Form bharne ke bad, Submit button par click karen.
  • Form ka ek print out bhi nikal len.
  • NOTE: All the Steps are Active after the official notification.

MAHA प्रवासी श्रमिकों पर पूछे जाने वाले प्रश्न

Q.1 मैं महाराष्ट्र से हूं और दूसरे राज्य में फंस गया हूं, जब मैं वापस आ सकूंगा?

उत्तर:- यदि आप अपने राज्य में वापस आना चाहते हैं तो आप अपने नोडल अधिकारी से संपर्क करेंगे।

Q.2 महाराष्ट्र प्रवासी श्रमिकों के पंजीकरण के लिए हमें किन दस्तावेजों की आवश्यकता होगी?

उत्तर:- महाराष्ट्रा प्रवासी श्रमिकों के लिए पंजीकरण करने के लिए आपको वर्तमान पता, गंतव्य पता और अन्य विवरणों की आवश्यकता होगी।

Q.3 अपने राज्य में पहुँचने के बाद मैं कितने दिनों तक क्वारेंटाइन में रहूँगा?

उत्तर:- अपने गंतव्य तक पहुंचने के बाद आप 14 दिनों के लिए घर से बाहर रहेंगे।

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

21 Comments

Leave a Reply to Naulesh kumar X