Contents
MGSU Admit Card 2020:- Yadi aap Maharaja Ganga Singh University ke BA, B.Sc, B.Com ke 1st 2nd & 3rd Year Exam me shamil hone bale hai aur iske liye Admit Card ki khoj kar rahe hai. To aap yaha se diye gaye Link ki madad se MGSU BA, B.Sc, B.Com Admit Card 2020 aasaani se download kar skate hai. Sabhi Regular, Private, Non-College students iske kisi bhi Course ke liye Admit Card download kar sakte hai niche ke diye gaye Link ki madad se.
Maharaja Ganga Singh University ke Regular aur Private Students ko yah salah di jati hai ki ve Exam shuru hone se pahle apne College jakar apna Admit Card prapt kar sakte hai. Bahut sare Students iske liye Online Form bhare the, jiske liye ab MGSU 1st, 2nd & 3rd Year Admit Card download karne ke liye Online Internet par search kar rahe hai.
Isliye aaj ke is post me hamne MGSU UG & PG Exam 2020 ke liye Admit Cared download karne ki direct link provide karaya hai. Aur sath hi sath MGSU Bikaner Online Download karne ki step by step method bhi share kiya gaya hai. Niche aap MGSU UG PG 1st, 2nd & 3rd Year Exam se juri sari jankari prapt kar sakte hai.
MGSU Bikaner Admit Card 2020
Maharaja Ganga Singh University, Bikaner Undergraduate BA, B.Sc, B.Com Part 1, 2 & 3 Annual Examination ka aayojan March – April 2020 me karne ja raha hai. Jo Students Regular, Non–College se aavedan kar chuke hai. Exam form ki prakriya ko pura karne ke bad, University iske Exam ka aayojan karne ki tayari kar rahi hai. Jin students ne Online form bhara hai ve MGSU Admit Card UG Part 1 2 3 ke liye download kar sakte hai.
Isi mahine February 2020 me Examination Department ne UG Arts 1st, 2nd Year Exam 2020 ka Admit Card jari kiya hai, jise aap University ke Official Website http://mgsubikaner.ac.in/ se download kar sakte hai. Aap apna UG & PG Admit card iske official site se Form No. dalkar download kar sakte hai.
MGSU BA, B.Sc, B.Com Admit Card 2020
University Name | Maharaja Ganga Singh University |
Located in | Bikaner, Rajasthan |
Article Category | Admit Card & Exam Date |
Admit Card Release Date | Published Now |
Course Name | UG PG (Arts, Science, Commerce) |
Part | Part 1, 2 & Part 3 Exam |
Exam Date | March – April 2020 |
Official Site | http://mgsubikaner.ac.in/ |
Har saal MGS University UG (BA, BSC, BCOM) aur Post Graduate (MA, MSC, MCOM) Courses ke liye March-May ke mahine me alag alag Centres pe Exam ka aayojan karvati hai. Bahut sare Students ne UG Courses me admission liya hai, jiske liye ab sare students apne Exam ki tyari me jute hai. Ve Online Admit card download karne ki Link ki khoj kar rahe hai.
Niche aap sabhi ke liye MGS University ke Admit Card download karne ki Direct link aur step by step method provide ki gayi hai. Admit card download karne ke liye niche ke Steps ko follow kare.
How to Download MGS University Admit Card Online?
- Sabse pahle aap niche ke link se iske official site par visit karen.
- Uske baad upar ke menu se ADMIT CARD section par click karen.
- Ab yaha par us course ko select karen jiska ADMIT CARD download karna chahte hain.
- Ab yaha par ek naya page open hoga.
- Apna registration number enter karen.
- Ab submit par click kar den.
- Aapka admit card show ho jayega ise download karke print kar len.
MGS University B.Sc Admit Card 2020 | CLICK HERE |
MGS University B.Com Admit Card 2020 | CLICK HERE |
MGS University B.A Admit Card 2020 | CLICK HERE |
Admit Card Link | Download Here |
Official Website | www.mgsubikaner.ac.in |
Important Details Of MGSU Admit Card 2020
Admit card ek bahut hi mahatvpurn document hai agar aap isme kuch error pate hai to aap ise apne school authority se samprak kar sakte hai. Yaha aapko kin chijo ka dhyan rakhna hai vo sab aapko niche ke table me bataya gaya hai.
- University Name
- Name of the Candidate
- Roll Number
- Registration Number
- Father’s Name
- Photograph of the Candidate
- Examination Schedule
About MGS University
Maharaja Ganga Singh University Is Formely known as Bikaner University. It was established in 2003 at Bikaner, Rajasthan. The main Aim of the MGSU is to provide higher education to the students of Bikaner. MGSU encourages research and other co-curricular activities to enhance the overall personality of students. The university provides various undergraduate and postgraduate courses under various faculties. MGSU is affiliated with many colleges in various districts. MGSU is UGC recognized University.