NIOS Time Table

NIOS 10th 12th Date Sheet 2020- Exam Scheme/ Routine

NIOS Date Sheet 2020:- Hello Friends, Yadi aap National Institute of Open Schooling ke Class 10th aur Class 12th ka student hain aur aap is baar exam dene bale hain to ab aap apne exam ke liye date sheet 2020 download kar sakate hain. Is article me aap sabhi ko date sheet download karne ke liye puri jankari diya ja raha hai aur saath hi iska link bhi is post me diya jayega. National Institute of Open Schooling (NIOS) exam date sheet 2020 aap download kar sakte hain. Aur saath hi NIOS High School Intermediate Practical theory time table 2019-20 bhi dekh sakte hain.

National Institute of Schooling (NIOS) Date Sheet 2020

National Institute of Open Schooling ke bare me aap sabhi to jante hi honge ki samay samay par sabhi course ke liye exam aayojit karta hai. Aur yah sabhi student ko exam me pass hone ka chance bhi deta hai. jaisa ki ham sabhi jante hain ki iska exam march ya April me har saal aayojit karta hai. To is saal bhi class 10th aur class 12th ka exam March ya April me hi aayogit karega. To exam dene bale sabhi student NIOS ke official site se exam date sheet online download kar sakte hain. Exam date sheet download karne ke liye iska official link niche provide karaya gya hai.

12th Class Date Sheet National Institute of Open Schooling

Aap sabhi ko bata den ki har saal NIOS ne apni official site par 12th yani Inter ka date sheet jaari karta hai. Aur is saal jo bhi student National Institute Of Open Schooling (NIOS) date sheet 2020 ke liye wait kar rahe hain to sabhi students ko regular exam ke bare me jankari prapt karne ke liye official site par continue visit karte rahe jiska link aapko niche mil jayega.

Important Dates For NIOS Exam 2020

National Institute of Open Schooling NIOS jald hi Class 10th ke exam ke liye exam date sheet declare karega. Aur is saal 2020 ke Class 10th aur Class 12th ke students ke liye ikse bare me niche important date ke saath bataya gya hai jise aap table me dekh sakte hain.

Organization Name National Institute of Open Schooling
Date Sheet Released
Date SheetClass 10th Aur Class 12th
Time For ExamMarch / April 2020
Exam Shift TimingMorning And Evening
Result Declaration May / June 2020
Official WebsiteNios.sc.in

How to download NIOS Exam Date Sheet 2020?

Aap sabhi ko National Institute of Open Schooling Exam 2020 date sheet download karne ke liye step by step tarika bataya ja raha hai jise aap follow karke aapne exam ke liye date sheet Kafi aashani se iske official site ke dwara online download kar sakte hain.

  • Aap sabse pahle NIOS ke official site par visti karen jiska link nihce diya gya hai.
  • Uske baad apne home page par exam time table section link par click karen.
  • Aap NIOS exam date sheet 2020 ki latest notice ki janch karen.
  • Ab aap Class 10th aur Class 12th course ke link ko khoje jiska date sheet aap download karna chahte hain.
  • Yaha pr aap exam date sheet ke link par click Karen aur use download karen.
  • Ab aap time table list ko print bhi kar sakte hai.
OFFICIAL WEBSITEClick Here
Download Date SheetClick Here

Latest Update:- NIOS ke dwara jald hi iske official site par Secondary Class 10th senior ke liye aur Class 12th ka date sheet jaari kiya jayega. To aap atozclasses.com par continue visit karte rahe. Kyonki NIOS ke officialy link publish hone ke baad sabse pahle aapko atozclasses.com par is post me link provide kar diya jayega.

Aur aap sabhi ko bata den ki ye sabhi step ko upyog karne ke baad ek PDF file download kiya jayega. is PDF file ka upyog karke aap apna exam schedule dekh sakte hain.

National Institute of Open Schooling ka exam march ya april 2020 me liya jayega. Isliye sabhi Student exam date ko jankari lete huye aap apne exam ke liye taiyari start kar den. Aur regular update ke liye aap NIOS ke official stie par continue visit karte rahe.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment