Admit Card

NIOS 10th 12th Admit card 2020 Released डाउनलोड करें ऑनलाइन

NIOS 10th 12th Admit card 2020
Written by A to Z Classes

NIOS Admit Card Class 10th & 12th 2020:- Hello Friends, National Institute of Open Schooling (NIOS) ne Class 10th aur 12th ke Examination ke liye Admit Card 2020 ab jaari karne ja raha hai. To aap is article ke dwara bataye gye puri jankari ke anusar NIOS 10th & 12th Admit Card 2020 aasani se online download kar sakte hain. Kyonki is page me aapko National Institute of Open Schooling ke official site ka link niche provide karaya gya hai.

Aur aapko bata den ki NIOS ne Admit Card online jaari karne ke liye ek mahatvapoorn ghosna kar diya hai. Saath hi NIOS ne 9 March 2020 ko iske Practical Exam ke liye bhi Admit Card jaari kar diya hai, Jise aap iske official site se online download kar sakte hain. Jabki iska Exam 24 March 2020 se start kiya jayega. Jiske liye sabhi Students ko apne saath me Open Board Admit Card 2020 ko bhi saath me le jana hoga.

NIOS Class 10th & 12th Admit Card 2020

To jaisa ki aap sabhi jante hain ki kisi bhi Exam dene bale Students ke liye Admit Card aur Exam Date bahut hi upyogi hota hai. Isliye aap sabhi ko is post ke mahayam se inform kiya ja raha hai ki aap Exam Centers par jane se pahle apna Admit Card jarur download kar len. Taki aapko baha par jane ke baad jyada prashani na uthana pade.

Organization Name National Institute of Open Schooling (NIOS)
Class10th and 12th Class
Exam date24th March – April 2020
Test TypePractical
Article Category NIOS Admit Card Download
StatusReleased on 6th March 2020
Official websitenios.ac.in

Aur saath hi aap NIOS ke official site ke dwara Hall Ticket 2020 bhi download kar sakte hain, Iske officially publish hone ke baad. Jabki iske official site se NIOS Call Letter online download karne ke liye is page me official web portal ka link uplabdh karaya gya hai, jise follow karke aap download kar sakte hain.

NIOS 10th & 12th Admit Card 2020

Aur ab aap sabhi ko bata den ki Class 10th ka Admit Card aur Exam Dates 6 March 2020 se hi iske official site par uplabdh kar diya gya hai jise aap niche diye gye link se online download kar sakte hain. Saath hi Class 10th, 12th Admit Card download karne ke liye niche step by step method bhi bataya ja raha hai.

NIOS Class 12th ka Admit Card bhi usi din jaari kar diya gya tha jis din Class 10th ka jaari kiya gya tha. To jitne bhi Students National Institute of Open Schooling (NIOS) se Class 10th aur Class 12th ke Exam me shamil hone bale hain ve apna Admit Card iske official site ke dwara niche diye gye link se abhi online download kar sakte hain.

How To Download NIOS 10th & 12th Admit Card 2020?

To sabhi Students yaha par bataye gye Step ko follow karke Class 10th aur Class 12th ka Admit Card aur Hall Ticket online download kar sakte hain jiska link niche provide karaya gya hai.

  • Aap NIOS ke official site par sabse pahle visit karen.
  • Uske baad aap iske home page par NIOS Admit Card par click karen.
  • Yaha par apna Enrollment Number ko enter karen.
  • Ab apna Hall Ticket types ko enter karen.
  • Iske baad aap final submit par click kar den.
  • Aapka Admit Card aapke screen par show ho jayega jise download kar len.
  • Is prakar se aap NIOS ke official site se Class 10th aur 12th ka Admit Card aur Hall Ticket online download kar sakte hain.
OFFICIAL WEBSITE Click Here
DOWNLOAD ADMIT CARD Click Here

Available Details on NIOS Admit Card Class 10th & 12th

Aap apna Admit Card NIOS ke official site se online download karne ke baad ise ek baar ise check jarur kar len taki aapke Admit Card me koyi error to nahi hai. Jiske liye aap sabhi ko niche bataya ja raha hai ki kaun kaun se details ko check kar sakte hain.

  • Name of the Board.
  • Name of the Student.
  • Father/Mother’s Name.
  • Date of Birth.
  • Candidate’s Roll Number.
  • Exam Centre Name
  • Enrollment Number.
  • Date of Exams (Subject-Wise).
  • Student’s Photographs.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment