Full Form

NRI Full Form in Hindi | NRI का मतलब क्या होता है?

NRI FULL FORM
Written by A to Z Classes

NRI Full Form:- Hello Friends, Aaj ke is post me aapko NRI Kise kahte hai, NRI ka Full Form aur NRI Ka Meaning kya hota hai, Yadi aap in sabhi savalo ka javav Hindi me janana chahte hai to is Post me aap sabhi ke sath NRI ki puri jankari share ki gayi hai. In sabhi savalo ka javav ham is post me Hindi me janege.

NRI Full Form in Hindi

NRI ka Full Form :- “Non-Resident Indians” hota hai jise ham hindi me “अनिवासी भारतीय” kahte hai. Ise hindi bhasha me kahe to vah Vyakti jo Bharat me janm lene ke baad Videsh me rahkar bhi Bharat ka Nagrikta le leta hai, Use NRI kaha jata hai.

NRI Kise Kahte Hai?

Ise aap is tarah samjhiye ki jaise Koi Aise aadmi jo Bharat me janm liya ho, par kisi karanbas Videsh me rahne laga ho. Ek Desh me Janm lene ke bad, Vah apne kaam se kisi dusre Desh me chale jane ke bad vahi apna Nivas sthan banakar rahne bale vyakti ko NRI (Non Resident Indians) kaha jata hai.

Aise bahut se Indians hai jo Out of India rahte hai, Vah kaam ki talash me, Education ke liye aur kai kisi Training ke liye kisi dusre Foreign Country chale jate hai, Aur unhe apne kaam ke liye vaha rahna padta hai.

Ise Legal Definition ke hisab se dekhe to, Aise Indians jo Apne desh se 6 Mahine ya usse adhik din tak Kise dusre Desh me rahte hai to use Non-Resident Indians(NRI) kaha jata hai.

NRI Meaning Hindi Me

NRI Shabdo ka prayog aise vyaktiyo ke liye kiya jata hai, Jo Bharat se dur 6 Mahine ya isse adhik samay se videsh me rah rahe hote hai. Vah Bharat ke Nagrik to hote hai, Lekin kisi karan Foreign Country rahne chale jate hai.

In shabdo ka aise logo ke liye bhi upyog kiya jata hai, Jinke Mata-Pita Bhartiy hai, Lekin unka Janm kisi Dusre desh me hua ho, Aur unhe usi Desh ka Nagrikta mil gayi hai. Adhikansh aisa dekha gaya hai ki isme jyadatar aise vyakti shamil hai, Jo hai Bharity par unhone kisi aur desh ki nagrikta le rakhi hai.

NRI Banne ke Karan

NRI Banne ke bahut se karan ho sakte hai jaise ki niche diye gaye kuch Reasons aap dekh sakte hai.

  • For jobs and employment
  • To get higher education
  • Travel and vacation
  • To get treatment
  • To take training
  • For business purpose

NRI Full Form FAQ

NRI KA FULL FORM KYA HOTA HAI?

NRI KA FULL FORM NON-RESIDENT INDIAN HOTA HAI.

NRI KA MATLAB KYA HOTA HAI?

VAISA VYAKTI JO INDIA ME JANM LEKAR DUSRE DESH ME RAHTA HAI USE NRI KAHTE HAIN.

HINDI ME NRI KA FULL FORM KYA HOTA HAI?

NRI KA FULL FORM HINDI ME अनिवासी भारतीय HOTA HAI.

Yaha par hamne aapko NRI se juri sari jankari Share ki hai, yadi is jankari se sambhndit aapke man me kisi parkar ka questions hai, To use aap niche Comment me puch sakte hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

  • Vah vyakti Jo Bharatiya hai.lekin merchant navy me job hone ke Karan apna desh chhodkar 6 mah se jyada Ka Samaya samudri raste me aur ak desh se dusare desh me aur dusare se tisre desh me is tarah se kul journy me 7 mah lagte Hai.vo vyakti vapas India aa jata Hai.aisa vyakti NRI hota Hai ya nahi.

Leave a Comment