Jankari

NVSP Voter ID Card Status 2020 – Search Online Voter ID Card Name Wise {www.nvsp.in}

Written by A to Z Classes

NVSP Voter ID Search Online & Status 2020:- Hello Friends, Jaisa aap sabhi jante hain ki hamare Desh me Partyek Nagrik ke liye Voter ID ek bahut hi Mahatvapurn Document hota hai, Ya sidhe ham kah sakte hain ki Voter ID Card Desh ke Nagrik ka ek Pahchan hota hai. To is article me aap sabhi ke liye Voter ID Card ke bare me sabhi Important Information Step by Step Share kiya ja raha hai. Jiske madhyam se India Government ke Official Website par jakar aap apni Voter ID ki Status bhi online aasani se janch kar sakte hain.

Bharat ek aisa Desh hai jaha Voter Id Card Mahatva sabhi Log jante hain, Aur iska upyog Bharat ke ek Pramukh Identity Document ke roop me kiya jata hai, Jabki Desh ke har Nivasi Lok Sabha aur Vidhan Sabha Election me apne Manpasand Party ko Vote karne ke liye Voter Id Card ka Use karte hain.

NVSP Search Voter ID Card Status

Desh ke Jo bhi Nagrik www.nvsp.in ke jariye Voter ID Card ke liye aavedan kiya hai, Aur ve apne Aavedan Status ki janch karne ke liye soch rahe hain to ab Online ke madhyam se Aavedan ki Status ko check kar sakte hain. Iske liye unhe BLO ya kisi anya Sanbandhit Department ke Office me jane ki aavashyakta nahi hai, Vah apne Computer ya Mobile ki madad se NVSP ke official website par jakar iski janch kar sakte hain.

Usse pahle aapko bata den ki Government of India ke dwara yah Design kiya gya ek Card hai, Jisse Nagrik apne Manpasand Party ko Vote karne me Saksham ho sakte hain. Itna hi nahi Kendra Sarkar dwara jaari kiye gye Various Government Schemes ke liye Form bharte samay Voter Card ka upyog ek Identity Card ke roop me bhi kar sakte hain.

Overview of NVSP Portal & Voter ID Status

Name of PortalNational Voter Service Portal (NVSP)
Launched Date25th January 2015
Department NameElection Commission
Card NameVoter ID Card
BeneficiaryCitizen of The Country
ObjectiveProviding Voter ID Card
Official Websitewww.nvsp.in/

How To Register on NVSP Portal

Aap National Voter Service (NVSP) Portal par Register karne ke liye niche bataye gye tarike ka upyog kar sakte hain.

  • Aap NVSP Ke Official Website Par Visit Karen.
  • Iske Home Page Se Log.In Ya Register Car Click Karen.
  • Ab Aap “Don’t have an account, Register as a new user” Me Se Kisi Ek Par Click Karen.
  • Isme Puchhi Gyi Saari Details Ko Enter karke Send OTP Par Click Karen.
  • Ab Ek OTP Aayega, Jise Enter Karen.
  • Iske Baad Aap “I have the EPIC number” Ya “I don’t have EPIC Number” Par Click Kkaren.
  • Ab Application Form Ko Bharen.
  • Last Me Register Bale Button Par Click Kar Den.

How To Check NVSP Voter ID Card Status Online?

Jo bhi Nagrik NVSP Portal par Voter ID Card ke liye Aavedan kar chuke hain ve niche bataye gye step by step Method ko follow karke apni Aavedan Status 2020 ko check kar sakte hain. Aap chahe to Toll Free No, SMS, Name Wise Through bhi apni Status ko check kar sakte hain.

  • Niche diye gye link se National Voter Service Portal ke official website par visit karen.
  • Iske baad apne Credentials ke madhyam se Log.In karen.
  • Ya phir yaha par diye gye direct link par click karen.
  • Given Website link par.
  • Ab ek page open hoga, Jisme Reference ID ko enter karen.
  • Enter karke Track Status bale option par click kar den.
  • Ab aapke Screen par Voter ID Status show ho jayega.

How To Check Voter ID Card Name Wise

  • Niche diye gye Link se iske official website par visit karen.
  • Iske baad aapko Electoral List Search karne ke liye 2 Option dikhai dega.
  • Search by Details & Search by EPIC Nnumber
  • Kisi ek par Click karke Search karen.
  • Ab puchhi gyi Details ko enter karke Search par click kar den.

Official Link:-  Go Here

Toll-Free Number To Check Voter ID Card Status

Voter ID Card check karne ke liye Toll Free Number Official Authorities of The Election Commission ke dwara jaari ki gyi hai, Jo aapke samne uplabdh hai.

  • Diye gye Toll Free Number par Call karen.
  • Iske Sambandhit Officer ko Call karne par Voter ID Status ke bare me Jankai di jayegi.

Toll Free Number:- 1950

Check SMS Through Voter ID Status (State-Wise)

Voter Id Card Status SMS ke madhyam se check karne ke liye Table me diye gye Helpline Number par SMS Send karna hoga, Jo sabhi State ke liye alag alag hai.

StateSMS FormatNumber
BiharEEL<space>ID number56677
KarnatakaKAEPIC<>ID number9243355223
Andhra PradeshVOTE<>ID number9246280027
KeralaEEL<>ID number54242/537252
OdishaCEOODI<>ID number9238300131
Uttar PradeshUPEPIC<> ID number9212357123
Andhra PradeshVOTE<>ID number9246280027
ChandigarhBTH<>ID number9216164606
West BengalWBEC<> ID number51969
Tamil NaduEPIC<>ID number9211728082

Facilities on NVSP Portal, (एनवीएसपी पोर्टल पर सुविधाएं)

  • Registration for new elector
  • Registration of overseas elector
  • Deletion or Objection in Electoral Roll
  • Correction of Entries
  • Transposition within AC
  • Migration to another AC

How To See Your Name in Voter List

Ichhuk Candidates National Voter Service Portal se Voter List me apna Naam check karne ke liye niche bataye gye step ko follow karen.

  • Aap diye gye link se NVSP ke official portal par visit karen.
  • Home page se Search in Electoral Roll par click karen.
  • Phir “Search by Detail” or “Search by EPIC No” ko select karen.
  • Iske baad puchhi gyi Details ko enter karen.
  • Aapke Screen par Verification Code aayega.
  • Ise enter karke Search par click kar den.
  • Ab aapke Screen par List show ho jayega, Jisme apna naam dekh sakte hain.

Official Website:- Click Here

Official CEO Website

India ke sabhi States ke alag alag CEO Website uplabdh hai, Jo aap niche diye gye Table me dekh sakte hain.

StateCEO Website
Andhra Pradeshceoandhra.nic.in
Telanganaceotelangana.nic.in
Assamceoassam.nic.in
Arunachal Pradeshceoarunachal.nic.in
Goaceogoa.nic.in
Gujaratceo.gujarat.gov.in
Biharceobihar.nic.com
Haryanaceoharyana.nic.in
Himachal Pradeshhimachal.nic.in
Jammu and Kashmirceojk.nic.in
Karnatakaceokarnataka.kar.nic.in
Keralaceo.kerala.gov.in
Madhya Pradeshceomadhyapradesh.nic.in
Maharashtraceo.maharashtra.gov.in
Manipurceomanipur.nic.in
Mizoramceomizoram.nic.in
Odishaceoorissa.nic.in
Punjabceopunjab.nic.in
Rajasthanceorajasthan.nic.in
Sikkimceosikkim.nic.in
Tamil Naduelections.tn.gov.in
Uttar Pradeshceouttarpradesh.nic.in
West Bengalceowestbengal.nic.in
Delhiceodelhi.gov.in

Contact Details of NVSP?

Election Commission of India, Nirvachan Sadan, Ashoka Road, New Delhi 110001

  • Email ID:- complaints@eci.gov.in, ecitechsupport@eci.gov.in
  • Phone No:- 23052219, 23052223-25
  • Toll-free number:- 1800111950

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment