Sarkari Yojna

Odisha Ration Card List 2022 – Chek Online Village/Block Wise PDS Ration Card List

Odisha Ration Card List 2022 Check Online:- Aap sabhi ko aaj ke is article me Odisha Ration Card New List 2022 Online Check karne ke liye puri jankari hindi me diya ja raha hai. Yadi aap Odisha ke Nivasi hain aur aapka abhi tak Ration Card me naam nahi hai, Aur is baar New Ration Card 2022 ke liye aavedan kar chuke hain. To aap is baar Odisha Government dwara waha ke logo ke liye jaari kiye gye Ration Card List me apna naam online check kar sakte hain, Jiska official link aapko is page me niche mil jayega.

Is Ration Card ke Implementation ke madhyam se Odisha State ke sabhi Nivasion ko vibhin prakar ke Labh pradan kiye jayenge, Jiske bare me hamne is post me step by step bataya hai. Taki aap Odisha Ration Card se sambandhit har jankari ko prapt kar saken.

Aap sabhi jante honge ki har ek garib vyakti ko kai prakar ki suvidhayen pradan karne ke liye partyek Rajya Sarkar dwara Public Distribution System Ration Card jaari kiye jate hain, Jiske madhyam se garib parivar Sarkari Dukan se uchit mulya par Food Grains aur aya aavashyak vastuon ko kam price par khrid sakte hain.

Odisha PDS Ration Card New List 2022

Food supplies & Consumer Welfare Department (FSCW) Government ne Odisha ke Nivasion ko Ration Card pradan kiya hai, Aur Ration Card ek Sarkari Document hai jo har State ke Government ke dwara pradan kiya jata hai, Jo Odisha ke sabhi parivaro ko bhi pradan karaya gya hai.

Aur aapko batlaya gya ki Ration Card har Nagrik ke liye bhut hi mahatvpurn document hota hai, Kyonki Ration Card ka upyog karke ve Sarkar dwara diye gye Food grains and sabhi aavashyak chijo kam price par khrid sakte hain. Jin nagriko ke pass apna Ration Card hai wo apne pachayat ke dealers dwara saste price par Ration prapt karne me eligible ho sakte hain.

To Odisha ke Nagrik jinke pass Ration Card nahi ve FSCW Department Food Odisha ke official site par jakar online aavedan kar sakte hain. Aur jo Candidates pahle se aavedan kar chuke hain wo apni Application Status aur Beneficiary List ki online janch kar sakte hain.

Odisha Ration Card 2022 Details

Higher AuthorityGovernment of Odisha
Name of DepartmentFood, Civil Supplies and Consumer Affairs Department
Service TypeRation Card
Mode of Checking List, Status, Application FormOnline Mode
ObjectiveDistribution Of Ration Card
BeneficiaryA Resident of Odisha State
Article CategoryRation Card List, Status, Application Form
Official Websitewww.foododisha.in, www.pdsodisha.gov.in

Eligibility Criteria For New Odisha Ration Card Application Form

Agar aap Odisha Ration Card 2022 ke liye aavedan karna chahte hain to aapko niche diye gye nimnlikhit Eligibility Criteria ko palan karna hoga.

  • Iske liye aavedak ko ek Bhartiye Nagrik hona chahiye.
  • Aur aavedak ko 5Odisha Rajya ka Nivasi hona aavashyak hai.
  • Jabki aavedak ke pass koi dusra Ration Card nahi hona chahiye.

Required Documents 

Aavedak ko Odisha Rajya me Ration Card ke liye aavedan karte samay kuchh mahatvapurn document ki aavashyakta hoti hai, Jo niche bataya gya hai.

  • Address proof
  • Passport size photograph
  • Aadhaar card
  • Bank passbook
  • Income certificate
  • Photo identification proof of all the family members.
  • Ration card surrender receipt, if transferring.

Benefits of Ration Card

To jo bhi aavedak ke pass Ration Card uplabdh hai unhe nimlikhit labh prpat honge.

  • Sabse pahle to sabhi Card Dharko ko uchit mulya par Sarkari Dukano se Ration milega.
  • Aur Garibi Rekha se niche ke Card Dhark free me Kerosene oil prapt kar sakenge.
  • Aur ise Identity proof ke roop me use kiya ja sakta hai.

Types of Ration Card

Odisha ya kisi bhi Rajya Sarkar dwara Ration Card 3 prkar ke pradan kiye jate hain, Jo niche diya gya hai.

  • APL Ration Card
  • BPL Ration Card
  • Antyodaya Ration Card

How To Apply For Odisha Ration Card Online?

Aap niche bataye gye step by step tarike ko follow karke Odisha Ration Card ke liye online aavedan form bhar sakte hain.

  • Visit in the official website.
  • Ab iske home page se E-Bitaran bale option par click karen.
  • Uske baad is page ko niche tak scroll karen aur Application Form link ko khoje aur ise download karen.
  • Aur Application Form ka ek print out nikal len.
  • Form ko puri tarah se bharen.
  • Aur sabhi aavashyak Document ko attache karen.
  • Phir ise apne anjdiki DFO Office me jakar jama kar den.
  • Yaha aapko kuchh Payment karna hoga.
  • Iske Department dwara Ration Card jaari karne me 30-40 din lagenge.
  • Uske baad aapko Ration Card pradan kar diya jayega.

Official Website:- Click Here

Aavedan Form Direct Download:- Go Here

How To Check Odisha Ration Card List & Status 2022 Online?

Yaha par aapko Odisha Ration Card List & Status dono online check karne ke liye direct link uplabdh karaya gya hai, Sath hi uske liye step by step tarika bhi batlaya gya hai.

  • Click On The Official Website.
  • Aapke Screen par ek naya page khul jayega.
  • Yha par sabhi District aur Block ka option show ho jayega.
  • Aap apna District aur Block ko select karen.
  • District aur Block ko select karne ke baad Search bale butto par click kar den.

Odisha Ration Card Check List:- Click Here

Check New Ration Card Status:- Click Here

Odisha Ration Card List

How To Check List of Odisha Dealers Under Ration Card

Odisha Rajya me Ration Card ke Delaers ki List Online janch karne ke liye aapko niche tarika batlaya gya hai.

  • Aap iske Official Website par click karen.
  • Home page se apni District aur Block ki option par click karen.
  • Iske baad aap District, Block Aur ULB select karke search par click kar den.
  • aapke Screen par sabhi Delears ka list show ho jayega.

District Wise Odisha FPS Dealer List

District NameNo. Of FPS Dealer
Angul1085
Balasore1638
Bargarh1405
Bhadrak825
Bolangir1738
Boudh158
Cuttack1527
Deogarh328
Dhenkanal642
Gajapati662
Ganjam2126
Jagatsinghpur997
Jajpur1102
Jharsuguda510
Kalahandi880
Kandhamal494
Kendrapara654
Keonjhar648
Khordha1223
Koraput1318
Malkangiri513
Mayurbhanj2072
Nawarangpur771
Nayagarh344
Nuapada323
Puri1459
Rayagada375
Sambalpur438
Subarnapur133
Sundergarh1691
Total28079

District wise No. of Depots

District NameNo. Of Depots Registered
Angul09
Balasore08
Bargarh12
Bhadrak14
Bolangir06
Boudh04
Cuttack15
Deogarh04
Dhenkanal09
Gajapati07
Ganjam29
Jagatsinghpur06
Jajpur05
Jharsuguda04
Kalahandi08
Kandhamal10
Kendrapara08
Keonjhar09
Khordha09
Koraput20
Malkangiri09
Mayurbhanj15
Nawarangpur07
Nayagarh07
Nuapada05
Puri11
Rayagada11
Sambalpur07
Subarnapur07
Sundergarh14
Total289

Contact:-

  • Toll-Free No. 1967
  • Consumer Advice Centre  –  1800-3456760
  • Food Supplies & Consumer Welfare Department,
  • Odisha State Secretariat,
  • Sachivalaya Marg,
  • Unit-2, Bhubaneswar.
  • Odisha, India
  • E-mail: fcswsc@nic.in, odishapdsgrievance@gmail.com

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

1 Comment

Leave a Comment