Contents
OFFS Bihar Board Graduation Online Form 2022:- Yadi aap Intermediate ke bad OFFS ke Graduation me Admission lena chahte hai. To aapko bata den OFSS Bihar Graduation ka online process 2022 ke liye jald hi jari kiya jayega. Iske authority ke dwara notification jari kiya gaya hai, Jo ki aap niche is post me dekh sakte hai. Yaha ke diye gaye gaye OFFS ke official site ke link se aap Graduation ke Online Apply kar sakte hai.
Har bar ki tarah Application online mode ke madhyam se prastut kiye jate hai. Candidates ko BSEB Board ke OFFS Portal ka upyog karke aavedan kar sakte hai. BSEB Patna Bihar ke 10 Universities me admission lene ke liye aamantrit karta hai. College ki puri list aap is post me dekh sakte hai. Aap yaha se OFFS aur OFFS Graduation Admission ki puri jankari prapt kar sakte hai.
Bihar Graduation Online Form 2022
OFSS yani Online Facilitation System for Student (OFSS) Bihar School Examination Board (BSEB) ke dwara regulated ek online system hai. Is Website ka upyog kar ke, Bihar Rajya ke students alag alag Universities me Intermediate aur Graduation program me admission lene ke liye Online aavedan jama kar sakte hai.
Is article me OFSS Bihar Graduation Application 2022 ke bare me sabhi aavashyak jankari prapt kar sakte hai. Yaha se aap important dates, application process, how to apply, participating universities, application fees, eligibility criteria, ityadi jaise jankari ki janch kar sakte hai.
System Name | Online Facilitation System For Student |
Board Name | Bihar School Examination Board (BSEB) |
Total Number of University | 10 |
Academic Year | 2022 |
Application Fee | Rs. 300 |
Date of Application | Available soon |
Mode of Application | Online |
Official Website | http://www.ofssbihar.in |
OFSS Bihar Graduation Application Process
Graduation me admission lene ke liye Students ko sabse pahle Inter or +2 ko pass karna hoga. Iske alava aap kisi bhi CBSE, BSEB, ICSE Board se ho koi fark nahi padega, Aap OFFS ke madhayam se Online Application form bhar sakte hai. Apply karne ke liye Official PDF Notice bhi dekh sakte hai. Aapko bata den aap keval Online Mode se hi iske liye Online Form bhar sakte hai. Kisi bhi students se Offline Form accept nahi kiya jayega.
Application Form bharne se pahle Students ko nimnlikhit baton ka dhyan rakhan chahiye:-
- Candidates ko aavedan karne se pahle official notification jarur padh leni chahiye.
- Candidates ko aavedan ke samay sabhi aavashyak jankari aur Documents apne pass rakhne chahiy.
- Iske Schedule Time ke ansuar hi aavedan jama kiya jana chahiye.
- Candidates ko sahi correct genuine information bharna hoga.
- Final submission ke bad koi bhi Candidates Applicatin form me sudhar nahi kar sakte hai.
- Submit karne ke bad iska ek Print Out jarur le len.
List of OFSS Bihar Universities
Official Portal ke madhyam se, Candidates Rajya ke 10 Universities me Graduation program ke liye aavedan kar sakte hai. In sabhi Universities ki suchi niche di gayi hai:-
Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BBABU), Muzaffarpur |
Patliputra University (PPU), Patna |
Munger University (MU), Munger |
Bhupendra Narayan Mandal University (BNMU), Madhepura |
Jai Prakash Vishwavidyalaya (JPV), Chapra |
Lalit Narayan Mithila University (LNMU), Darbhanga |
Magadh University (MU), Gaya |
Purnea University (PU), Purnea |
Tilka Manjhi Bhagalpur University (TMBU), Bhagalpur |
Veer Kunwar Singh University (VKSU), Ara |
How to apply for Bihar Graduation Admission?
Jo Candidates iske Application Form ka wait kar rah hai, Vo khud ko register kar sakte hai. Niche di gayi simple steps ko follow kar OFFS official portal se aavedan kar sakte hai.
- Sabse pahle aap OFFS ke official site par visit kare.
- Iske homepage par Common Application form for the Graduation ke link ka khoj kare.
- Ek Registration Form aapke samne shoew ho jayega.
- Us application form ko sahi tarike se bhar len.
- Sare details bharne ke bad apna Unicersity select kar len.
- Fir application form ko submit kar den.
- Submit karne ke bad iska Payment kar den.
- Application form ka print out jarur le len.
Official Website:- https://www.ofssbihar.in/
Important Details required for Graduation admission 2022
- Candidate’s Intermediate Roll Code, Roll No, and Date of Birth
- Intermediate mark sheet.
- Scanned image of passport size photograph
- Email Id
- Mobile No.
Contact Numbers:- 0612- 2230051 , 0612- 2232239, 0612- 2232227 , 0612- 2232257 , 0612- 2232074 and 0612- 2230009, these numbers only available between 10.00 A.M – 5.00 P.M except Holidays.
Addimission
I’m entar class me reading
Supaul