Contents
State Wise Panchayat Voter List | पंचायत वोटर लिस्ट कैसे चेक करें | Gram Panchayata Voter List | पंचायत वोटर लिस्ट ऑनलाइन | वोटर लिस्ट में नाम कैसे देखे | Download Voter List Online | Panchayat Voter List State Wise | वोटर लिस्ट में अपना नाम कैसे चेक करें
State Wise Panchayat Voter List 2020:- Yadi aap Voter ID Card banvane ke liye Aavedan Form bhar chuke hain, Aur New Voter List me apna Naam check karna chahte hain to aap apne State ke Election Commission ke official online portal par jakar dekh sakte hain. Jiske bare me puri jankari aapko is post me diya gya hai.
Is page me aapko State Wise Panchayata Voter List online dekhne ke liye direct link ke sath sath Voter ID Card se sambandhit saari jankari provide karaya gya hai.
जी हाँ, Agar jo bhi labharthi New Voter ID Card banvane ke liye kiya hai, To is page uplabdh (State Wise) link ke madhyam se Voter List me apna Naam online dekh sakte hain. Sath hi Voter ID Card se related sabhi mahatvapurn jankari bhi prapt kar sakte hain.
Panchayat Voter List क्या है?
Jaisa ham sabhi jante hai ki har saal kisi ganv me Panchayat Chunav hote hi rahta hai. Aur isi ko dhyan me rakhte huye Election Commission ke dwara har saal पंचायत वोटर लिस्ट ko update ki jati hai. Panchayat Voter List mukhya roop se Rural Areas (ग्रामीण इलाकों ke Voters ki ek List hoti hai. Is Gram Panchayat Voter List me jin logo ka Naam shamil rahta hai, Sirf bahi Panchayati Elections me apna Vote kar sakte hain.
Yadi aap kisi bhi State ke Gramin Ilake me rahte hain, Aur aapka age 18 Varsh se adhik hai, Lekin abhi tak Panchayat Voter List nahi banvaya hai to aap Voter ID Card banva sakte hain. Aur Panchayati Elections me Vote de sakte hain. But jinhone Voter ID Card banvane ke liye Aavedan kiya hai, Ve apne State ke Voter List ke official site par jakar apna Naam online dekh sakte hain.
Yadi Panchayat Voter List me Naam shamil hai, To vah Panchayati Chunav me Vote de sakte hain. Agar New Voter List me Naam nahi aaya hai, To Chunav me Vote nahi de sakte.
Aur ha, Panchayat Voter List me Naam dekhne ke liye kahi jane ki aavashyakta nahi hai, Is page me diye gye State Wise link se Ghar baithe Naam check kar sakte hain.
Panchayat Voter List 2020 Highlights
Name of Scheme | Panchayat Voter List 2020 |
Launched By. | India Goverment |
Beneficiary | Rural Area Citizens |
Objective | Providing voter list online. |
Years | 2020 |
Official Website | Available Here |
Dhyan den ki Election Commission Desh ke sabhi Rajyo ki New Panchayat Voter List dekhne ke liye official website par upload kiya hai. Rural Area ke log ghar baithe Panchayat Voter List 2020 me apna Naam online dekh sakenge Jinhone pahle Voter ID Card ke liye Aavedan kiya hai.
Panchayat Voter List 2020 Benefits and Features
- Panchayat Voter List Rural Area ke Voters ki List hoti hai.
- Jinka Naam is List me shamil rahta hai, Ve Chunav me Vote de sakte hain.
- Election Commission ne Desh ke partyek Rajyo ki Panchayt Voter List ko online portal par upload kiya hai.
- Ab sabhi online mode me ghar baithe Panchayat Voter List me Naam dekh sakte hain.
- Panchayat Voter List 2020 me Naam dekhen ke liye logo ko ab kisi Government Office jane ki aavashyakta nahi hai.
How To Check Panchayat Voter List 2020 Online
- Sabse pahle aapko apne State ke New Panchayat Voter List ke official website par jana hoga.
- Website ke home page par jakar “Panchayat Voter List” ke link par click karna hai.
- Ab ek new page open ho jayega, Isme aapko apne District/ Block & Village ko select karna hai.
- Iske baad final Submit par click karna hai.
- New Panchayat Voter List aapke samne show ho jayega, Apna Naam dekh sakte hain.
Document and Eligibility for New Panchayat Voter List
- Aadhar Card
- Ration Card
- Residence Certificate
- Mobile Number
- E mail ID
- Passport Size Photograph
- Must to be Indian
- Applicant’s Ka Age 18 Year Se Adhik Honi Chahiye.
Panchayat Voter List (State Wise) Link
State Name | Official Link |
Andra Pradesh | CLICK HERE |
Arunachal Pradesh | CLICK HERE |
Assam | CLICK HERE |
Bihar | CLICK HERE |
Chhattisgarh | CLICK HERE |
Goa | CLICK HERE |
Gujarat | CLICK HERE |
Haryana | CLICK HERE |
Himachal Pradesh | CLICK HERE |
Jharkhand | CLICK HERE |
Karnataka | CLICK HERE |
Kerala | CLICK HERE |
Madhya Pradesh | CLICK HERE |
Maharashtra | CLICK HERE |
Manipur | CLICK HERE |
Meghalaya | CLICK HERE |
Mizoram | CLICK HERE |
Nagaland | CLICK HERE |
Odisha | CLICK HERE |
Punjab | CLICK HERE |
Rajasthan | CLICK HERE |
Sikkim | CLICK HERE |
Tamil Nadu | CLICK HERE |
Telangana | CLICK HRE |
Tripura | CLICK HERE |
Uttar Pradesh | CLICK HERE |
Uttrakhand | CLICK HERE |
West Bengal | CLICK HERE |
Andaman Nicobar | CLICK HERE |
Chandigarh | CLICK HERE |
Daman and Diu | CLICK HERE |
Delhi | CLICK HERE |
Jammu and Kashmir | CLICK HERE |
Ladakh | CLICK HERE |
Lakshadeep | CLICK HERE |
Puducherry | CLICK HERE |