Patiliputra University PG Admission 2022 Starts from 26 August 2022:- Hello Guys, Patliputra University PG 1st Semester Admission (Session 2022-24) ke liye online Aavedan shuru karne ja raha hai. PPU PG Course (MA/ M.Sc/ M.Com) 1st Sem me Admission lene bale Candidates is page me di gyi jankari Important Dates, Application Process, Eligibility Criteria ke anusar PPU PG Admission 2022 ke liye Online Application Form bhar sakte hain.
Yadi aap bhi PPU PG 1st Sem 2022 me Admission lene ke liye ichhuk hain, Tb aap sabhi ko sabse pahle bata den ki Patliputra University (PPU) PG Admission Entrance (PG CET) 2022 ke aadhar par liya jayega. Isliye sabhi ko PPU Admission Entrance 2022 (PG CET) ke liye Application Form bharna hoga. University ke dwara iske liye Aavedan Form November 2022 se bhara jayega. Jiski puri jankari aap niche se prapt kar sakte hain.
Offered Courses | PG Regular / Traditional Courses – MA, MSc, M.Com, MBA and MCA etc.PG Vocational Courses – MBA, MSc ( Bio Tech ) MCA, MSc ( Electronics ), M.Lis ( MSC ( Environmental Science ) and PDCR Etc. |
Patliputra University PG Admission 2022
Patliputra University PG 1st Sem (2022-24) Admission Entrance (PG CET) ke liye Aavedan Form apne official website http://www.ppup.ac.in/ par jaari karega. MA/ M.Sc/ M.Com Courses me Admission lene bale Candidates PPU Admission Entrance 2022 Form online mode me bhar sakenge. Iske baad University sabhi Candidates ke liye PG Admission Merit List 2022 jaari karega. Merit List ke aadhar par Candidates ko PPU Affiliated Colleges me Admission di jayegi.
Aap jan len ki PPU PG Course me Admission ke liye har saal Aavedan Form jaari karta hai, Aur PPU Admission Entrance Test (PG CET) ka aayojan karta hai. To is baar bhi Patliputra University bahut jald PG Admission 2022 ke liye Aavedan Process shuru karne ja raha hai. Jo ki PPU PG Entrance Test 2022 (PG CET) ke liye Online Aavedan November 2022 se shuru kiya jayega. Candidates iske official site par jakar Application Form bhar sakte hain.
Aap sabhi ko PPU Admission Entrance Test 2022 Aavedan Form bharne me jyada problems na ho, Iske liye is article me niche direct link uplabdh karaya hai. Sath hi niche step by step tarika bhi batlaya hai taki aap PPU Entrance Test me shamil hone ke liye Application form aasani se bhar sake.
PPU MA/ M.Sc/ M.Com Admission 2022-22 – Details
Name of University | Patliputra University (PPU), Patna |
Course | PG Course (MA/ M.Sc/ M.Com) |
Academic Session | 2022-24 |
Admission | 1st Semester 2020 |
Name of Exam | PPU PG Entrance Exam (PG CET) 2020 |
Admission Application Start Date | To be announced |
Status | Available |
Article | PPU PG Admission 2020 |
Official Website | http://www.ppup.ac.in/ |
PPU PG 1st Sem Admission Entrance 2022 Dates
Aapko upar bataya gya ki PPU PG Admission Entrance Test 2022 Online Aavedan November 2022 se shuru ki jayegi, Aur Entrance Test December tak aayojit ki jayegi. Lekin aapko yaha clear kar den ki Patliputra University PPU PG Admission Entrance 2022 ke liye abhi koi official notice jaari nahi kiya hai. But Media Reports ke anusar mana ja raha hai ki University ke dwara jald hi Official Notification jaari kar Admission Process shuru kar di jayegi.
PPU PG Admission 2022 Official Notification jaari ki jaati hai, To is page me Exam Date & Schedule update kar di jayegi, PPU PG Admission Entrance ki Latest Update ke liye is website par regular visit kar sakte hain.
Category Name | Application Fee |
Gen / BC-1 / BC-2 | Rs. 400/- |
SC / ST | Rs. 300/- |
Payment Mode | Pay Fee Via Online Mode |
Important Date of PPU PG Admission 2022
Events | Dates |
Release official notification for PPU PG Admssion 2020 | September 2022 |
Start date of online Application | September 2022 |
Last date of online Application | September 2022 |
Release of Admit card for PPU PG Entrance Test (PGCET) | October 2022 |
PPU PG Entrance Test (PGCET) Exam Date | October 2022 |
PPU PG Entrance Test (PGCET) Result Date | October 2022 |
Eligibility of PPU Post Graduation Entrance Test (PGCET) 2022
- Must to be Indian
- Aur Candidates kisi bhi Manyata Prapt University Under Graduate Course pura kar liya ho.
How To Fill PPU PG Admission Form 2022 Online?
PPU PG Course 2022 me Admission lene bale Candidates niche bataye gye steps ko follow karke online aavedan kar sakte hain.
- PPU ke official website par visit karen.
- Home page se PPU PG Admission 2022 par click karen.
- Screen par new page open hoga, Jo Application Form hoga.
- Application Form me puchhi gai saari details ko enter karen.
- Ab sabhi Important Document ko upload karen.
- Application Fee onlne Pay karna hoga.
- Last me Submit bale button par click kar den.
PPU PG Admission 2022 Application Form | Click Here |
Official Website | http://www.ppup.ac.in/ |
Aap sabhi is tarah se PPU PG Admission 2022 ke liye official website se online aplication form bhar sakte hain, Aur PPU Admission se related se Savalo ke javav ke liye niche comment section me ja sakte hain.
Patliputra University PG College List 2022-24
- POST GRADUATE DEPARTMENT OF PPU, PATNA (CAMPUS)
- A.N. College, Patna
- A.N.S. College, Barh
- B.D. College, Patna
- B.S. College, Danapur
- College of Commerce, Arts and Science, Patna
- J.D. Women’s College, Patna
- Nalanda College, Bihar Sharif, Nalanda
- Nalanda Mahila College
- Sardar Patel Memorial College
- Allama Iqbal College, Bihar Sharif
- Kisan College, Bihar Sharif, Nalanda
- R.L.S.Y. College, Bakhtiarpur
- Ram Ratan Singh College, Mokama, Patna
- Sri Arvind Mahila College, Patna
- T.P.S College, Patna