Contents
Patna University UG Admission 2022 puonline.co.in:- Hello Friends, Yadi aap bhi Patna University me UG PG Courses ke liye Admission lena chahte hai, To aapko bata den Patna University ne is Session ke liye Online Official Notification jari kar diya hai. Aap is University me Undergraduate aur Post graduate courses jaise B.Com (Hons.), BA (Hons), B.Ed, MA., M.Sc, M.Com etc me Admission le sakte hai. Yaha is Post ke madhyam se aap iska Officical Notification Check kar sakte hai. Iske liye aavedan Patna University ke official site https://www.patnauniversity.ac.in/ par liya jayega.
Patna University me UG PG Courses ke Admission ke liye Entrance cum Admission Test ka aayojan kiya jata hai. Is Exam me shamil hone ke liye aapko PU CET 2022 ke liye Application Form bharna hoga. Application Form bharne ke liye is Post me ek Direct Link share ki gayi hai, Jiski madad se aap ise Online Mode ke madhyam se bhar sakte hai.
Is Article ke madhayam se aap Patna University PUCET Admission 2022 ke bare me puri jankari prapt kar sakte hai. Yaha aap sabhi ke liye Admission ke liye jaruri Details Share ki gayi hai jaise ki Application Form, Eligibility, Admit Card, Exam Pattern, Result etc.
Apply Start Date | 02.05.2022 |
Apply Last Date | 25.06.2022 (Date Badha Diya Gya Hai) |
पटना विश्वविद्यालय में एडमिशन लेने के लिए 2 May से फॉर्म भरा जायेगा. निचे इसके लिए डायरेक्ट लिंक दिया गया है जहाँ से आप इसके नोटिस को डाउनलोड कर सकते हैं और उसके बाद ऑनलाइन फॉर्म भर सकते हैं. पटना यूनिवर्सिटी में एडमिशन लेने के लिए पूरी जानकारी आप सभी के साथ शेयर की गयी है.
Patna University Admission 2022
Aapko bata den Patna University April 2022 se PUCET 2022 ke Online Application Form bhar sakte hai. Patna University Entrance Admission Test ke liye Application Form Patna University ke Official Website par Online Mode me savikar kiya jayega. Aap Under Graduate Course BA (Bachelor of Arts), B.Sc (Bachelor of Science), B.Com (Bachelor of Commerce) ke liye aavedan kar sakte hai.
Patna University ke UG Online Admission ka aavedan 3rd April 2022 se shuru hoga aur 23rd May 2022 ko samapt hoga. Application Form bharne ke bad aapko Patna university ke Entrance Exam me shamil hona padega aur isme pass hona hoga.
Article | Patna University Admission 2020 |
University | Patna University (PU) |
Name of Exam | Patna University CET |
Year | 2020 |
Start Online Apply | 2 May 2022 |
Mode of Apply | Online |
Official Website | https://www.patnauniversity.ac.in/ |
Patna University PU Admission Online Form 2022
Patna University PU ke Official Website par University Management Information System (UMIS) ke madhyam se Online Application form shuru krega. Jo Students Patna university me UG PG Courses ke liye Admission lena chahte hai, Unhe PU Website par Online Application form bharna hoga. Aapko bata den University April 2022 se Patna University admission 2022 Form bharne ke liye apna Website ka Link Active karega.
Eligibility Criteria
Jo Students Patna University me Admission lena chahte hai, Unhe niche diye gaye eligibility criteria ko pura karna hoga:-
- Must be Indian
- For Undergraduate: Completed Class 12th or Intermediate
- For Post Graduate: Completed Graduation or Bachelor degree course
Application Fee
Courses | Fee (in INR) |
UG | 300 |
PG | 500 |
How to fill the Patna University 2022 Admission Application Form?
Patna University Online Application Form 3rd April se shuru hoga, Tabhi Patna university ke Official website par Apply Link Active kiya jayega.
- Sabse pahle diye gaye Link se iske Official Site par visit kare.
- Iske homepage par PUCET 2022 ke Link par click kare.
- Ek naya window open hoga.
- Jisme New Registration ke Link par click kare.
- Registration form me apne sare Details bhar den.
- Ise Submit kar den. Ab aap Log.in kar sakte hai.
- ID aur Password ki madad se Log.in kar len.
- Iske sare Details bhar den.
- Aur last me Payment kar den.
- Uske bad Application form ka ek print out nikal le.
Important Link
Date Extended Notice | Click Here |
Download Notification | Click Here |
Instruction to Apply Online | Click Here |
Apply Online | Apply Link |
Official Website | Website |
Patna University 2022 Admit Card
Patna University May 2022 me PUCET 2022 ke liye Admit Card jari karega. Patna University k Official website par PUCET 2022 Admit Card Online jari kiya jayega. Jin Students ne PUCET 2022 ke liye aavedan kiya hai, Ve Application no. aur DOB ka upyog kar Official website se PUCET 2022 Admit Card download kar sakte hai.
Patna University Syllabus
Patna University diye gaye Pattern par PUCET 2022 ka aayojan karega.
Exam Pattern
Course | Marks | Questions | Time |
B.A. (Hons) | 100 | 100 | 2 hours(120 minutes) |
About Patna University
Patna University was established in the year 1917 and it functioned as an affiliating and examining body for over 30 years. On January 2, 1952, it was converted into a purely teaching -cum-residential University with the territorial jurisdiction over Metropolitan Patna. It is one of the oldest Universities in the Country. In Bihar, it is the first, and in the subcontinent, it is the seventh oldest University. The University buildings are located on the bank of River Ganges and in the second Campus i.e. Saidpur Campus.