Sarkari Yojna

PM Garib Kalyan Yojna 2022 Online Aavedan | गरीब कल्याण योजना (PMGKY)

Written by A to Z Classes

PM Garib Kalyan Yojna 2022:- Corona Sankrman ke badhte prkop ke karan Desh ke Garib Parivar ke liye ek achhi khabar nikalkar samne aayi hai, Ki Finance Minister Nirmala Sitharaman Ji ne Desh ke sabhi Garib Logo ke liye ek nayi Relief Package ka elaan kiya hai, Jis Scheme ka Naam PM Garib Kalyan Yojna hai. Bata den ki Coronavirus ke karan is Yojna ka subharambh kiya gya hai aur is Yojna ka ek naya roop diya gya hai, Jise Pradhanmantri Garib Kalyan Food Grain Scheme bhi kaha ja raha hai.

Press Conference ko sambodhit karte huye Finance Minister dwara various prakar ke Yojnaon ko PM Garib Kalyan Yojna ke antargat shuru kiya gya hai. Yojna ke Successful Implementation ke liye Kendra Sarkar dwara 1.70 Crore Rupaye ki Rashi Relief Fund me di gyi hai, Jisse PM Garib Kalyan Yojna ka Labh 80 Crore Labharthiyon ko pradan kiya jayega.

Is Scheme ke tahat 80 Crore Garib Parivaro ko Per Month Ration ki sahayata se 2 Rupaye Per Kg Wheat Aur Rs. 3 Rupaye Per Kg Rice uplabdh karbaya jayega. Yadi aap bhi is PM Garib Kalyan Yojna ka Labh uthana chahte hain, Ya is Yojna se sambandhit sabhi Jankari prapt karna chahte hain to is article ko pura jarur padhe aapko sabhi jankari yaha par mil jayegi.

Pradhan Mantri Garib Kalyan Yojna 2022

Yah Yojna ki shuruaat Desh me aai Coronavirus ke Sankrman ke samay Kendra Sarkar dwara Dihadi Majduron aur Garib Janta ke liye bahut se Relief Package ki ghosna ki gyi hai. Lekin yah PM Garib Kalyan Yojna ke tahat sabhi Log Labh utha sakte hain. Pradhan Mantri Narendra Modi Ji ke Leadership me NDA Sarkar dwara Garib Parivaro ko jyada dhyan me rakhte huye unhe aarthik sahayata pradan karne ke liye Relief Package ki shuruaat ki gyi hai.

Is Yojna me 80 Corore se adhik Parivaro ko 3 Mahine tak Kam Daro par Ration uplabdh karai jayegi, Taki Kisi bhi Garib Parivar ko bhukhe sone ki naubat na aaye.

Aapko pata hoga ki Kendra Sarkar dwara hal hi me 20 Lakh Crore Rupaye ki Aatmnirbhar Package ki ghosna ki gyi thi, Jiske Second Phase ki ghosna Desh ke Finance Minister Nirmala Sitharaman Ji ke dwara ki gyi hai. Is ghosna ke antargat PM Garib Kalyna Yojna ka Labh Pravasi Majduron ke pass jinka apna Ration Card nahi hai unhe 5 KG Rice / Wheat Sarkar dwara uplabdh karayi jayegi.

Key Facts of Garib Kalyan Food Yojana

Name of SchemePM Garib Kalyan Yojna
Launched byKendra Sarkar
BeneficiaryDesh ke Garib Parivar
ObjectiveGarib Parivaro ki Sahayat ke liye Anaj uplabdh karbana
BenefitGarib Pariaro ki Subsidy Par Food Grain
CategoryCentral Government Schemes
Official Websitewww.india.gov.in/

Objective of Pradhan Mantri Garib Kalyan Yojna

Ham sabhi ko pata hai ki Desh me bahut se aise Log hai jo aarthik roop se kamjoar hain aur Mehanat Majduri kakre apne Jivan ko chala rahe hain, Lekin Cornaviurs ki Sankarman se pure Desh me bhar me 21 dino ke liye Lockdown lagu kar diya gya hai, Jisse Garib Log apne kaam par nhai ja pa rahe hain aur unhe 2 bkt ki Bhojan ke liye kafi cheje ki samsaya ka samna karna pad raha hai.

Inhi sab Samsayaon ko dekhte huye Kendra Sarkar dwara PM Ration Card Subsidy Yojna ka elaan kiya gya hai, Jiska mukya udeshya hai ki Desh ke Log Subsidy par harek mahine Ration prapt kar sakte hain. Aur is Yojna ke jariye Desh ke Garib Log Lockdown ke dino me apne ghar baithe apna Jivan ko achhe se chala saken.

प्रधानमंत्री गरीब कल्याण योजना

Important Facts of Central Government Relief Package

  • Virdha, Divyang aur Vidhwa Mahilaon ko Corona Sankat ke dauran 2 Installment me 3 Mahine tak 1000 Rupaye ki Rashi pradan ki jayegi, Jo 3 Crore se adhik Labharthiyon ko Labh pahuchaya jayega.
  • PM Jandhan Yojna ke that Mahila Jnadhan Account Holder ko 3 Mahine tak 500 Rupaye ki Rashi pradan ki jayegi.
  • Finance Minister ke nirdesh ke anusar sabhi Sahayata Rashi DBT ke madhyam se Labharthi ke Account me transfer ki jayegi.
  • PM Ujjwala Yojna ke that sabhi Labharthiyon ko 3 Mahine tak Free Gas Cylinder uplabdh ki gyi hai.
  • Manrega me kaam karne bale Majduro ki Majduri 180 Rupaye se 200 Rupaye ke bich kar di gyi hai.
  • Finance Minister ne iske sath BPL Category ke Parivaro ko 5 KG Wheat & Rice aur 1 KG Daal Free me dene ki ghosna ki hai.
  • Desh ke Finance Minister dwara is Scheme ke that Garib, Majdur, Vidhwa, Kisan, Manrega, Divyang aur Jandhan Yojna, Ujjwala Yojna or Samuh ki Mahilaon Organized Sector Staff aur Nirman me Kaam kar rahe Logo ke liye elaan kiya gya hai.

Central Government Ration Subsidy Scheme

  • In sabhi Relief Package ki Suruaat Finance Minister ne Garib Parivaron ke liye ki hai.
  • Iske anratgat 80 Crore Labharthi ko Subsidy par Food Grain ki uplabdh ki jayegi.
  • PM Ration Subsidy Yojna ke that 3 Mahine tak 7 Kg Ration 80 Crore Labharthiyon ko Sarkar dwara pradan kiya jayega.
  • Iske sath PM Ujjwal Scheme ke that Labharthi Mahila ko 3 Mahine tak Free Cylinder di jayegi.

Garib Kalyan Divyang Pension Scheme

Sarkar dwara Desh bhar me Lockdown me Virdha Divyango ke liye 3 Mahine tak Rs. 1000 Rupaye ki Pension pradan kiya jayega, Jo sidhe Labharthi ke Bank Account DBT ke madhyam se Transfer ki jayegi.

Central Government Will Give 3 Months EPF

PM Garib Kalyan Yojna ke tahat Kendra Sarkar agle 3 Mahine me EPF Contribution karegi, Yah Contribution Staff ke EPF Bank Account me kiya jayega. Jiska Labh us Company ko melega jisme 100 ya usse adhik Staff kaam karte hain jinka Salary 15,000 ke lagbhag hai.

Deendayal Scheme To Group

Is Corona Sankat ke antargat Kendra Sarkar dwara Women’s Self Help Group ke that Working Mahilaon ko 20 Lakh Rupaye tak ka Loan diya jayega, Jo ki pahle Loan ki Limit 10 Lakh Rupaye thi, Lekin is samay me 20 Lakh tak ka uplabdh karaya jayega.

How To Register For Pradhan Mantri Garib Kalyan Yojana?

Desh ke Finance Minister dwara is Yojna ke liye koi Online Registration prakriya nirdharit nahi ki gyi hai. Desh ke jo bhi ichhuk Labharthi is Yojna ke antargat Rs. 2 Rupaye Wheat aur $s. 3 Rupaye Rice prpat karna chahte hain ve PDS Ration Store se apne Ration Card ke madhyam se prapt kar sakte hain.

Jabki Ujjwala Yojna ke that Free Cylinder prpat karne ya other wise aur kisi schemes ka Labh eligible Nagrik aur Garib Parivaro ko ghar baithe pradan kiye jane ki sambhavan hai. Jiske sambandh me Finance Minister dwara Press Conference ke jariye Nirdesh diye jayenge. Aur PM Ration Subsidy Yojna Garib Parivaron ko Subsidy par Ration pradan karne ke liye shuru kar di gyi hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment