Contents
PPU Part 2 Result Scrutiny Form 2021:- Hello Guys, Patliputra University (PPU) UG 2nd Year (Regular & Vocational) Result ghoshit kiya ja chuka hai, Sath University ne Scrutiny ke liye Date bhi ghoshit kar diya hai. Jo students apne Result se satisfied nahi hain aur Scrutiny ke liye aavedan karna chahte hain to vah “Patliputra University UG Result Scrutiny Form 2021” bhar sakte hain. Jiske bare me sabhi jankari is post me diya ja raha hai.
Bata den ki Patliputra University UG BA/ B.Sc/ B.Com 2nd Year Results Scrutiny/ Rechecking ke liye aavedan 26th April 2021 se shuru kar diya gya hai, Interested candidates jo Result se satisfied nahi hai, Vah apne answer sheet ka Rechecking ke liye aavedan karna chahte hain to unhe PPU ke official website par jana hoga. Scrutiny ke liye apply karne ka last date 03rd May 2021 hai.
Latest Update:- PPU UG (Regular & Vocational) Result ki Scrutiny ke liye online aavedan shuru ho chuka hai 26 April 2021 se, Candidates last date 03 May 2021 tak Scrutiny form bhar sakte hain.
PPU Part 2 Result Scrutiny 2021
Patliputra University Part 2 Exam Result 2020-21 ki Scrutiny or Rechecking ke liye aavedan form jaari kiya hai. PPU Part 2 Result Scrutiny Form iske official website par online mode me bhara jayega, Aur 3rd May 2021 tak chalega. Students ko Scrutiny form bharne ke liye Per Paper 200/- Rupees dene honge. Hamne is page par PPU UG Result Scrutiny Form fill karne ka direct link share kiya hai, Students us link se apne answer sheet ki Rechecking ke liye apply kar sakte hain.
Adhik jankari ke liye niche se official notification ki janch karen.
PPU UG 2nd Year Result Scrutiny Form 2021 – Details
Name of the University | Patliputra University |
Post Name | PPU UG Result Scrutiny 2021 |
Course | BA/ B.Sc/ B.Com Part 2 |
Result Status | Available Now |
Application form submission starts on | 26 April 2021 |
Application submission end dates | 03 May 2021 |
Official Website | http://www.ppup.ac.in/ |
To agar aap bhi PPU UG 2nd Year Exam Result check karne ke baad apne Result se satisfied nahi hai to aap yaha se Scrutiny ke liye online aavedan kar sakte hain. Lekin agar aap janana chahte hain ki PPU Result Scrutiny Form 2021 kaise bharen to niche step by step tarika bataya gya hai, Jiske through Scrutiny form fill kar sakte hain kafi aasaani se.
PPU UG Result Scrutiny Fee
- Scrutiny Fee Per Paper – Rs. 200/-
How to fill Pataliputra University Part 2 Result Scrutiny Form 2021?
- PPU ke official website http://www.ppup.ac.in/ par sabse pahle visit karen.
- Website ke home page se ‘Latest Announcement” par click karen.
- Ab “Apply for Part 2 Result Scrutiny” par click karen.
- Screen par ek new page open ho jayega.
- Form fill karen, Aur Scrutiny Fee pay karen.
- Sari process pura hone ke baad Submit par click kar den.
To aap sabhi is prakar Patliputra University UG (Regular & Vocational) Result Scrutiny Form 2021 online bhar sakte hain, aur Scrutiny Fee pay kar sakte hain.
Quick Link
PPU Result Scrutiny Form | CLICK HERE |
Official Notice | CLICK HERE |
PPU Official Site – http://www.ppup.ac.in/
Patliputra University, Patna was established on 18th March, 2018, by the order of the Government of Bihar, vide Letter/memo no. 15/M1-71/2016-700, dated 09.04.2018. All the colleges of Patna and Nalanda districts, Bihar (India), fall under the jurisdiction of the Patliputra University except those attached to the