Contents
Primary Ka Teacher Vacancy in UP:- Hello Friends, Uttar Pradesh me Primary Teacher ke Vacancy ke liye ek bar fir se Registration Open kar diya gaya hai, Jo bhi Candidates abhi tak Registration Form Apply nahi kiya hai, Ve ab niche iye gaye Link ki madad se iska Application Form bhar sakte hai. Aapko bata den Total 68500 Seat ke liye Vacancy nikali gayi hai, Jiski puri jankari aap is Post ki madad se prapt kar sakte hai.
Basic Education Council ke Primary Schools me 68500 Assistant teachers ki bharti ki prakriya chal rahi hai. Pradesh Sarkar yah Bharti OMR Sheet ki madad se aayojan karane ja raha hai. Secretary Examination Regulatory Authority ne district school inspectors se Centres of Lists ki mang ki hai. In sabhi Vacany ki jankari aap Distrtict Wise check kar sakte hai.
प्राइमरी का मास्टर बनने के लिए ये आप सभी के पास बेहतरीन मौका है. निचे से आप इसके बारे में पूरी जानकारी ले सकते हैं और यदि आप भी उत्तर प्रदेश में प्राइमरी टीचर बनना चाहते हैं तो इसके लिए फॉर्म भरने की पूरी जानकारी निचे दी गयी है.
Aapko bata den Primary Teacher Vacancy ke liye aap 24 March se 27 March tak iske liye Online Application Form bhar sakte hai. Application Form aap iske official site se bhar sakte hai. Aur iski puri jankari ke liye aap is post ki madad ki madad se prapt kar sakte hai.
Primary Ka Master Bharti in UP
Aapko bata den pichel kuch salo se is Vacancy ke liye bahut sare badlav kiye gaye hai, Aur is Bharti me shamil hone Candidates ko bahut paresani jhelni padi hai, Lekin ab High Court ne 68500 Assistant Teacher Bharti 2020 ke liye chhut de di hai. High Court ne antim Exam se pahle tak Result ghoshit karne par rok laga di hai. Isliye ab jald se jald 24 March se 27th March tak iske liye Online Application Form bhar sakte hai.
Is saal bahut se Teachers ki bharti hogi, In bhartiyo me jin candidates ke pass BTC, BED, DELED Degree hai, Ve iske liye Online Registration karba sakte hai. Sarkari Primary School ke liye 68500 teacher bharti ke liye tayari chal rahi hai.
UP Primary Teacher 2020 Merit List
Uttar Pradesh me Assistant Teacher Recruitment ke liye Exam ke bad Merit list banyi jayegi. Jiske anusar hi is Bharti me Teachers ko niyukt kiya jayega.
How To Apply Form Of UP Primary Ka Teacher Vacancy Online?
- Sabse pahle aap iske official site par visit kare.
- www.upbasiceduboard.gov.in
- Iske homepage par aap Notice Section ke Tab par click kare.
- Vaha “UP Primary Teacher Online Registration” ke Link par click kare.
- Vaha achhe se sare Details bhar den.
- Vaha apna Personal aur Educational qualification bhare.
- Aur fir Registration Form ko Submit kar den.
- Aur fir last me iska Online Payment kar den.
Aap upar diye gaye tarike ke anusar iska Registration Form Onlnie Apply kar sakte hai. UP Primary Teacher Vacancy se jure kisi bhi saval ke javab ke liye aap apna Question niche Comment kar puch sakte hai.
Primary Teacher Vacancy District Wise
Niche di gayi Table me UP Primary Teacher District wise vacancies check kare:-
District Wise Vacancy | No. of Vacancy |
Agra | 1200 |
Aligarh | 1100 |
Allahabad | 1400 |
Ambedkar Nagar | 1000 |
Amethi | 1100 |
Auraiyya` | 700 |
Azamgarh | 900 |
Badayun | 1750 |
Baghpat | 500 |
Balliya | 1600 |
Balrampur | 800 |
Banda | 1100 |
Barabanki | 1500 |
Basti | 1400 |
Bareilly | 1300 |
Behraich | 1700 |
Bijnor | 1400 |
Bulandsheher | 550 |
Chandoli | 450 |
Chitrakoot | 1050 |
Deoria | 1300 |
Etah | 850 |
Etawah | 1000 |
Firozabad | 950 |
Farrukhabad | 700 |
Fatehpur | 1250 |
Faizabad | 1000 |
Gautam buddha Nagar | 500 |
Ghaziabad | 300 |
Ghazipur | 1300 |
Gonda | 1400 |
Gorakhpur | 1350 |
Hamirpur | 600 |
Hardoi | 2000 |
Hathras | 750 |
Hapur | 200 |
Jalon | 400 |
Jaunpur | 2000 |
Jhansi | 450 |
JP Nagar | 350 |
Kannauj | 800 |
Kanpur Dehat | 900 |
Kanpur Nagar | 600 |
Kasganj | 700 |
Kaushambi | 650 |
Kushinagar | 1600 |
Lakhimpur Kheri | 1700 |
Lalitpur | 500 |
Lucknow | 1000 |
Maharajganj | 1200 |
Mahoba | 650 |
Mainpuri | 1150 |
Mathura | 1300 |
Mau | 700 |
Moradabad | 950 |
Muzaffarnagar | 550 |
Meerut | 600 |
Mirzapur | 1250 |
Pilibhit | 700 |
Pratapgarh | 1000 |
Raebareilly | 800 |
Rampur | 1200 |
Shravasti | 300 |
Siddharthanagar | 1150 |
Saharanpur | 700 |
Shahjahanpur | 1150 |
Sambhal | 350 |
Sultanpur | 950 |
Sitapur | 2000 |
Sant Kabir Nagar | 1000 |
Sonbhadra | 1100 |
Sant Ravidas Nagar | 500 |
Shamli | 300 |
Unnao | 1400 |
Varanasi | 980 |
कुल | 68500 |
Iam unmarried during last form filling now iam married. I haveno documnt related to my in law’s side. Now give me suggestions about affidavit, medical, character certificate etc. All paper are frm my fathers address . Please give me wht should i do