Contents
Punjab Polytechnic Date Sheet 2021 Download:- Hello Guys, Punjab State Board of Technical Education and Industrial Training Department (PSBTE) ne Diploma Examination ke liye Date Sheet 2021 apne official site par jaari karne ke liye taiyar ho chuka hai. Isliye aap sabhi ko is post ke madhyam se Punjab Diploma Exam Date Sheet 2021 online download karne ke liye puri information yaha par share kiya ja raha hai. Jise follow karke aap Date Sheet download kar sakte hain.
Aur bata den ki PSBTE apne official website www.punjabteched.com par jald hi Polytechnic Diploma Exam Schedule 2020 jaari karne ja raha hai. Jitne bhi candidates iske Examination ke liye aavedan kiye hain ve iske official web portal se 1st, 2nd, 3rd, 4th, 5th aur 6th Semester Exam Date Sheet 2020 online download kar sakte hain.
पंजाब स्टेट बोर्ड ऑफ टेक्निकल एजुकेशन एंड इंडस्ट्रियल ट्रेनिंग (PSBTE & IT), पंजाब राज्य स्तर का तकनीकी शिक्षा बोर्ड है जो छात्रों के लिए विभिन्न डिप्लोमा, पॉलिटेक्निक, इंजीनियरिंग और अन्य तकनीकी डिग्री पाठ्यक्रम प्रदान करता है. तो यदि आप भी इसका डेट शीट डाउनलोड करना चाहते हैं तो आपको बता दें की पंजाब स्टेट बोर्ड ऑफ टेक्निकल एजुकेशन जल्द ही अपनी आधिकारिक वेबसाइट punjabteched.com पर अप्रैल / मई परीक्षाओं के लिए डिप्लोमा डेट शीट २०२०-२१ जारी करने जा रहा है जिसे आप निचे बताये गए तरीके से डाउनलोड कर सकते हैं. निचे डायरेक्ट लिंक भी दिया गया है इसके टाइम टेबल को डाउनलोड करने के लिए.
Punjab Polytechnic Date Sheet 2021 Download
Aur ek baat jan len ki Punjab State Board of Technical Education ne un sabhi candidates ke liye Polytechnic Exam Date Sheet ko uplabdh karayega jinhone PSBTE Diploma Exam 2021 ke liye aavedan kiya hai. Jabki iske Departments ke dwara Punjab Diploma Exam Schedule Odd aur Sem dono ke liye jaari karega.
Iske Organization ke dwara Odd-Even and Sem Exam ka aayojan April / May 2020 me kiya jayega. To sabhi Exam me bhag lene bale Students apne Exam ki taiyari aur achha Marks prapt karne ke liye is web page se apna Punjab Polytechnic Diploma Semester Examination 2021 ke liye Form bhi prapt kar sakte hain. Agar aap iske bare me aur bhi latest jankari prapt karna chahte hain to iske official site ya is page par regular visit kar sakte hain.
Organization Name | Punjab State Board of Technical Education and Industrial Training (PSBTE) |
Name of Exam | Diploma Exam |
Semester | 1st 2nd 3rd 4th 5th 6th |
Exam date | April- May 2020 |
Article Category | Exam Time Table 2021 |
Status | Niche Update Kiya Gya Hai |
Exam Date Sheet Declare | March |
Official WebSite | www.punjabteched.com |
Latest Update:- Punjab State Board of Technical Education ke dwara April ya May 2020 me Diploma Exam ka aayojit kiya jayega. Aur Diploma Exam ke liye Time Table March 2020 me hi iske official web portal par publish kiya jayega.
Punjabteched Polytechnic Diploma Time Table
Jaisa ki ham sabhi jante hain ki pichhle month me bahut saare candidates ne Diploma aur Semester Examination ke liye form bhare hain. Isliye sabhi candidates ko is baar Exam ki taiyari start karne se pahle Exam Schedule jarur download karna chahiye. Jiske liye is page me iska direct link uplabdh karaya gya hai, jise follow karke aap aasani se download kar sakte hain.
Lekin aap ise abhi se download nahi kar payegen, Kyonki iske Exam authority ke dwara Exam start karne ke liye iski prakriya ko Education Exam Program ke madhyam se pura kiya ja raha hai. Is prakriya ko pura karne ke baad iske departments ke dwara iske official web portal par Semester ke Punjabteched Diploma Examination ke liye Date Sheet 2020 publish kar diya jayega. Jise download karne ke liye is page me iska direct link bhi update kar diya jayega, iske officialy publish hone ke baad. Isliye aapko is post ke madhyam se inform kiya ja raha hai ki aap is post ko bookmark kar len ya regular atozclasses.com par visit karte rahe.
How To Download Punjab Diploma Exam Date Sheet 2021?
Aap yaha par bataye gye step ko follow karke iske official site par publish hone ke baad Punjab Diploma Exam ke liye Date Sheet 2020 online download kar skate hain. Jiska official website ka link niche diya gya hai.
- Aap sabse pahle Punjab State Board of Technical Education ke official site www.punjabtecched.com par visit karen.
- Uske baad aap iske home page par Diploma Exam Section me jakar Date Sheet par click karen.
- Yaha par apne Course se sambandhit link par click karen.
- Ab Time Table bale PDF Form aapke screen par show ho jayega.
- Jise download karke ek print jarur kar len, taki aapke Exam tak kaam aa saken.
OFFICIAL WEBSITE | Click Here |
TIME TABLE STATUS | Click Here |
FAQs on Punjab Diploma Exam 2021
Punjab Diploma Exam ke liye Time Table kab online jaari kiya jayega.
Punjab Diploma Examination ke liye Time Table Exam se one month pahle iske official site par jaari kiya jayega.
Punjab Diploma ke liye Exam kab tak aayojit kiya jayega.
Iske Exam ka ayojan April ya May 2020 me kiya jayega.
Punjab Diploma Examination ke liye Time Table 2020 kaha se donwload kar payegen.
Aap iske official site www.punjabteched.com se Punjab Diploma Exam ke liye Time Table 2020 online download kar sakte hain.
To aap Punjab Diploma Exam ke liye Time Table iske official site par publish hone ke baad online download kar sakte hain. Jiska official link is post me share kiya gya hai.