Sarkari Yojna

Punjab Ration Card List 2020 | Check ERCMS Punjab List And Status

Punjab Ration Card List
Written by A to Z Classes

Punjab Ration Card New List 2020:- Yadi aapne naye ration card ke liye avedan kiya hai, To ab Punjab Sarkar ke dwara jari ki gayi New Ration Card List check kar sakte hai. Yah Ration Card List Punjab sarkar Food, Civil Supplies and Consumer Affairs Department dwara jari ki gayi hai. Jin avedakon ne naye ration card ke liye avedan kiya hai, Ve apna naam Punjab ration card list me ERCMS Punjab ki official website par ghar baithe dekh sakte hai.

Punjab Sarkar ke dwara BPL aur APL category me ration card Food, Civil Supplies and Consumer Affairs Department dwara avedakon ki aarthik sthiti ke aadhar par jari kiye jate hai. Ration card ki madhyam se Rajya ke uchit dar ki Dukan se sasti daron par ration milega. Isliye jo bhi Punjab ke log hai, Ve ration card ke liye avedan kar sakte hai.

Is prakar, Ration card dwara pradan ki jane vali suvidhaye ke madenajar, Yadi aapne Punjab me Ration Card ke liye avedan kiya hai, To aap apna naam ERCMS Punjab ki official website se list me check kar sakte hai. Yadi aapka naam Punjab Ratio Card List me nahi hai, To aap naye ration card ke liye avedan kar sakte hai. Naye Ration Card ke avedan se sambandhit sabhi jankari aapko is post me di gayi hai.

Punjab Ration Card – ਪੰਜਾਬ ਰਾਸ਼ਨ ਕਾਰਡ

Aaj ke samay me Ration Card ke bina kisi bhi sarkari kaam ko pura karna lagbhag asambhav hai. Iska upyog kendra aur rajya sarkar dwara shuru ki yojana aur suvdihaon ka labh lene ke liye ek mahtvpurn documents ke rup me kiya jata hai. Iske sath hi, Rajya sarkar garib parivaron ko ration card ke madhyam se Gehu, Chaval, kerosene oil, aadi vitrit kiye jate hai.

Is tarah aap samajh sakte hai ki Bharat me ration card kitna mahtvpurn hai. Food and Civil Supplies Department ke Minister Ram Vilas Paswan ne kaha hai ki 1st June se sarkar “One Nation One Ration Card” scheme ke madhyam se Bharat me ek hi Ration Card lagu karne ja rahi hai. Is yojana me, Pure Bharat me single ration card ke sath sabhi suvidhayon ka labh uthaya ja sakta hai.

Features of Digital Punjab Ration Card

  • Punjab ke sabhi avedak jinka naam is Ration Card List me dikhai dega, Ve ration daron ka bhugtan karke Rajya ke uchit dukan se food items jaise ki Gehu, Chaval, kerosene oil, aadi prapt kar sakenge.
  • Department of Food and Civil Supplies ke sahyog se Punjab Sarkar dwara jari kiya gaya Ration Card ek matvpurn document hai.
  • Kendra aur rajya sarkar dwara jari kai yojanaon aur sevaon ka labh ration card ke upyog se liya ja sakta hai.
  • Ration Card ke madhyam se aap kai any Praman Patra jaise Voter ID, Driving License aadi ke liye avedan kar sakte hai.
  • Punjab Sarkar ke Food and Civil Supplies Department ke sahyog se launch kiye gaye ERCMS Punjab portal par, Aap ghar baithe Online Ration avedan kar sakte hai.

How to See Name in Punjab Ration Card List 2020?

Yadi aapne Punjab me naye ration card ke liye avedan kiya tha, To aap ERCMS Punjab official website par ghar baithe ration card list me apna naam dekh sakte hai, Iske liye niche diye steps ko follow kar sakte hai:-

  • Sabse pahle ERCMS se official site par visit kare.
  • http://epos.punjab.gov.in/
  • Iske Home page se “Month Abstract” ke link par click kare.
  • Iske baad aapke samne ek page khulega, Jaha aapko apna District chunna hai.
  • Iske agale step me aapko apane area ka Inspector select karna hoga.
  • Iske bad aapko FPS ID select karna hoga.
  • Jiske bad aapko EPDS Punjab Ration Card ke bare me puri jankar mil jayegi.

पंजाब राशन कार्ड में Registered Family Members का नाम चेक करें

Yadi aapka naam Punjab Ration Card list me dikhai deta hai, To aap Ration Card ke tahat sabhi register parivar ke naam bhi dekh sakte hai, Iske liye niche diye gaye steps ko follow kare:-

  • Sabse pahle iske official site par visit kare.
  • http://epos.punjab.gov.in/
  • Iske homepage par report section ke andar “Beneficiary Details” ke link par click kare.
  • Ek naya page open hoga, Jaha aapkoa apna ration card number enter karna hai.
  • Jiske bad aapko apne register parivar ki list aa jayegi.

ERCMS Punjab Ration Card Status कैसे चेक करें?

Yadi aapka naam Punjab Ration Card List me nahi hai, To aap FPS ID ke madhyam se aasaani se ration card ki status check kar skate hai. Iske liye aapko niche diye gaye steps ko follow karna hoga:-

  • Sabse pahle iske official site par viist kare.
  • http://epos.punjab.gov.in/
  • Iske Homepage par report section ke andar ““FPS Status” ke link par click karna hai.
  • Iske bad ek naya page open hoga, Jaha aapko FPS ration number enter karna hai.
  • Jiske bad aap Ration Card Status check kar sakte hai.

Hamne is post me aap sabhi ko Punjab Ration Card List se sambandhit puri jankari share kiya gaya hai. Aur aap upar se apna Ration Card Status, Family members register ke bare me bhi puri jankari prapt kar sakte hai.

Yadi aapke pas abhi bhi Punjab Ration Card se sambandhit question hai, To aap use niche comment me puch sakte hai. Aur latest update ke liye hamare Website Page ko bookmark bhi kar sakte hai.

पूछे जाने वाले प्रश्न – FAQ’s

Q.1 2020 में पंजाब डिजिटल राशन कार्ड के लिए आवेदन कैसे करें|

Ans:- आप उपरोक्त लेख में दिए गए चरणों का पालन करके आसानी से डिजिटल राशन कार्ड के लिए आवेदन कर सकते हैं।

Q.2 यदि ERCMS पंजाब राशन कार्ड सूची में नाम नहीं मिला तो क्या करें?

Ans:- यदि आपका नाम राशन कार्ड सूची में नहीं दिखाई देता है, तो आप अपने आवेदन की स्थिति की जांच कर सकते हैं। इसके साथ ही आप पात्रता मानदंड की जांच करके फिर से राशन कार्ड के लिए आवेदन कर सकते हैं।

Q.3 ERCMS पंजाब क्या है?

Ans:- यह खाद्य, नागरिक आपूर्ति और उपभोक्ता मामले विभाग, पंजाब सरकार द्वारा शुरू की गई एक वेबसाइट है, जिसके माध्यम से आप नए राशन कार्ड और राशन कार्ड सूची के लिए आवेदन देख सकते हैं।

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment