Sarkari Yojna

Rajasthan Pravasi Majdur Registration E-Mitra App – राजस्थान प्रवासी मजदूर वापसी

Rajasthan Migrant Workers Online Registration:- Hello Friends, Aaj aap sabhi ko Rajasthan Pravasi Majdur Vapasi Yojna ke bare me jankari diya ja raha hai, Aur aapko bataya jayega ki aap apne Mobile Phone se E-Mitra App ke dwara is par online Registration kaise kar sakte hain. Jaisa ki aap sabhi jante hai COVID-19 Lockdown Mahamari ke chalte desh ke bahut saare Pravasi Majdur alag alag Rajya me fase huye hain aur vah apna ghar jana chahte hai. Isliye Rajasthan Sarkar ne sabhi ko sahayata karne ke liye Online E-Mitra Aap Launch kiya hai. Jiske antargat Rajasthan ke Pravasi Majdur jo anya Rajyo me fase hain ve is App ke madhyam se apna Registration kar sakte hain aur Rajasthan vapas aa skte hain. Lekin iske alava Rajasthan Government ne Helpline Number bhi jaari kiye hain, Jiske dwara bhi aap apna Registration karba sakte hain. Aap sabhi ke liye is post me Sarkar dwara jaari kiye gye Helpline Number niche uplabdh karaya gya hai.

Yadi aap bhi ek Rajasthan ka ek Pravasi Shramik hain aur kisi dusre Rajya me Lockdown Mahamari ke karan dusre Rajya me fase hain. To aap apne ghar vapasi ke liye aur adhik jankari prapt karna chahte hain to Emitra.rajasthan.gov.in par ja sakte hain. Aur aapko apne ghar vapasi ke liye online Registration karna hoga, Jiska direct link bhi is post me niche share kiya gya hai.

Rajasthan Migrant Workers Online Registration E-Mitra App

Rajasthan ke Chief Minister Ashok Gehlot ne Rajya ke sabhi Pravasi Nagrik jo dusre Rajyo me fase hain unhe apne ghar vapas lane ke liye E-Mitra App launch kiya hai. Jiske tahat Rajasthan ke rahne bale sabhi Pravasi Shramik ko Online Registration karbaya jayega. Uske baad Special Train aur Bus ke jariye apne apne ghar pahuchaya jayega. Jo ki aap Rajasthan Sarkar dwara jaari kiye gye official notification ko niche se dekh sakte hain.

राजस्थान प्रवासी मजदूर घर वापसी योजना

Coronavirus ke badhte sankrman ko dekhte huye Kendra Sarkar ne Lockdown ko 17 May tak aur bada diya gya hai, Iske karan sabhi Rajya ke Rahne bale Pravasi Majdur jo alag alag Rajyo me hain unhe aur prashani bad gyi hai. Isi ko dekhte huye Rajasthan Sarkar ne apne Rajya ke Pravasi Nagriko ko lane ke liye online website jaari kiya hai. Jispar sabhi Pravasi Majdur apna Registration karbakar apne ghar pahuch sakte hain.

Rajasthan Pravasi Majdur Online Registration Form – Overview

State GovernmentRajasthan Government
SchemePravasi Yatra Registration
StateRajasthan
Started byChief Minister Ashok Gehlot
ObjectiveAnya Rajyo Me Fase Rajasthan Ke Logo Ki Vapasi
BeneficiaryPravasi Majdur, Students, Tourist And Other Person
Registration ModeOnline
Article CategoryRajasthan Migrant Workers Registration
Official Websiteemitraapp.rajasthan.gov.in

To jo bhi Pravasi Majdur / Kamgar Rajasthan vpas lautna chahte hain ve is website se apna Registration Form online bhar sakte hain, Aur iske sath hi jitne bhi Students ya anya kisi bhi vyakti jo is Mahamari ke karan bus anya Rajyo me fase hain wo bhi is portal par Registration karke apna ghar laut sakte hain. Lekin aapko bata den ki is karya ko karne ke liye Rajasthan Sarkar ne 19 IAS Officer ko jimmedari di hai, Aur ek tim banaya gya hai.

राजस्थान प्रवासी मजदुर घर आने के लिए रजिस्ट्रेशन करें

Aap sabhi ko pata hona chahiye ki Rajasthan Sarkar ne in sabhi Pravasi Majduro ke liye Helpline Number bhi jaari kiye hain taki kisi ko kisi prakar ki samasya rahne par Call karke sahayata le sake. Aur iske liye aavedan form aap E-Mitra App se online bhar sakte hain. Aap is App ko is post me diye gye official link ka upyog karke, Ya fir sidhe Play Store se bhi online download kar sakte hain.

E-Mitra App ko online download karne ke baad aap ise open karke online Registration kar sakte hain, Tabhi Rajasthan Sarkar ko pata chal payega ki kaun kaun se Rajya me kitne log fase huye hain.

Aur sabhi Pravasi Majdur ya kisi anya vyakti ko unke ghar vapas pahuchane ke baad 14 dino ke liye unke family se alag quarantine center me rakha jayega.

Rajasthan यात्रा के लिए पंजीकरण कौन कर सकता है?

  • प्रवासी मजदूर (Migrant Worker)
  • विद्यार्थी (Student)
  • पर्यटक (Tourist)
  • अन्य पेशेवर (Other Professional)

राजस्थान प्रवासी नागरिक वापसी योजना रजिस्ट्रेशन के लिए दिशानिर्देश

Agar aap Rajasthan ke rahne bale hain aur Coronavirus Lockdown Mahamari ke karan kisi anya Rajya me fase huye hain to aapko Rajasthan Pravasi Nagrik Yojna me Registration karne ke liye kuchh nimnlikhit disha nirdesho ka palan karna hoga.

  • Yadi aap Rajasthan ke Mul Nivasit hain to aapke pass waha ka koi Original Praman Ptr hona jaruri hai.
  • Aur E-Mitra App ko download karke is par apna Online Registration karna hoga.
  • Mobile App use karne ke liye aapke pass internet connection nahi hai to aap Helpline Number 18001806127 itna par bhi apna Registration karba sakte hain.
  • Yadi aapko apna Bahan hai to Registration karte samay is baat ka ullekh karna hoga, Uske baad sambandhit District Collector ke dwara aapko Pass diya jayega.
  • Aur iske sambandhit department dwara aapko ghar jane ka date bata diya jayega.

How To Register Online From Rajasthan Pravasi Majdur e-Mitra App.

Rajasthan Sarkar dwara jaari kiye gye E-Mitra App se Online Registration karne ke liye aapko yaha par step by step tarika batlaya gya hai, Jise follow karke aap apna Online Register kafi aasani se kar sakte hain.

  • Iske liye aapko sabse pahle E-Mitra ke official webiste par visit karna hoga, Ya fir aap apne Mobile Phone me bhi is App ko online download kar sakte hain.
  • E-Mitra App ko open karne ke baad aapko Registration karne ke liye link dikhai dega.
  • Aap is link par Click karen aur is parkar se ek naya page open ho jayega.
  • Yaha par aapko 2 link dikhai dega jisme aapko kisi ek par click karna hoga.
  • Yadi aap Rajasthan vapas aana chahte hain, ya Rajasthan se kisi dusre Rajya me jana chahte hain us link par click karen.
  • Ispar Click karne ke bad aap Registration Form ko sahi se bhar den.
  • Form ko puri tarah se bharkar submit par click kar den.
  • Aapka form accept hone ke baad aapse sampark kar liya jayega.
Apply Online FormClick Here
Official WebsiteClick Here
Mobile App DownloadClick Here

HelpLine Number – 18001806127

Last Word:-

Migrant Workers Registration App Rajasthan par jakar aap is parkar se apna Registration kar sakte hain. Yadi aapke paas is Yojna se sambandhit aur saval hai to niche comment box se puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment