Contents
Rajasthan Pre DELED Result 2020:- Hello Friends, Rajasthan Primary Education Department Pre D.EL.ED Result apne official website par jaari kar diya hai. Jo Candidates BTSC Examination 2020 me upsthit huye hain, Ve iske official website www.predeled.com par jakar apne Result ki janch kar sakte hain. Sath hi is page me di gayi jankari ke anusar Candidates Cut Off Marks and Pre DElEd Merit List 2020 bhi download kar sakte hain.
Latest Update:- दोस्तों, BTSC D.El.Ed परीक्षा परिणाम 2020 प्री डी.एल.एड के अधिकारिक वेबसाइट www.predeled.com पर 7 अक्टूबर 2020 को शाम 4:00 बजे जारी कर दी गई है, इस परीक्षा में उपस्थित होने बाले सभी उम्मीदवार अपना रिजल्ट इस पृष्ट में निचे दिए गये सीधे लिंक से रोल नंबर के जरिये ऑनलाइन चेक कर सकते हैं|
Rajasthan Pre D.EL.ED Result 2020 Download
Aap sabhi jante honge ki Rajasthan Pre D.El.Ed Examination ke liye Aavedan form 15 June se lekar 8 August 2020 tak bhara gya tha. Is Examination ke liye kafi sankhya me Candidates ke dwara online aavedan form bhara tha. Iske baad 31 August 2020 ko Pre D.EL.ED Exam ko various Exam Center par saphaltapurvak aayojit kiya gya tha. Aur ab yani 7 October 2020 ko official website par Pre D.EL.ED Result 2020 jaari kiya gya hai. Isliye hamne is article me Result check karne ke liye direct link share kiya hai, Taki aap apna Result aasani se download kar saken.
Aapki jankari ke liye bata den ki Rajasthan Sarkar 06 October ko hi apne twitter handle par yah jankari di hai, Ki Pre D.EL.ED Result 2020 07 October 2020 ko Evning 04:00PM tak Department ke official website par jaari kar diya jayega. Us samay se hi is Exam me upsthit huye sabhi candidates Result ki janch karne ke liye kafi utsuk hain. Iske sath hi Pre D.ED.ED Merit List and BSTC Cut off Marks 2020 ke bare me bhi janane ke liye ichhuk the. Jiske liye is page me niche Result aur Cut Off Marks ki puri jankari uplabdh karaya gya hai.
Pre D.El.Ed Result & Merit List 2020 – Details
Name of Department | Department of Elementary Education Examinations, Rajasthan |
Courses | Pre D.El.Ed |
Examination Date | 31 August 2020 |
Result Release Date | 07 October 2020 |
Mode of Result | Online |
Merit List Release Date | Available Soon |
Article Category | Rajasthan Pre D.EL.ED Result 2020 |
Official Website | https://predeled.com/ |
Rajasthan BTSC Cut Off Marks 2020 Pre D.EL.ED Expected/ Previous
Aap sabhi ko is post ke madhyam batana chahunga ki Rajasthan Pre D.EL.ED Cut Off sabhi Category ke Candidates ke liye alag alag hoga. Ex. General Male and Female ke paas 440 or 415 hoga. Lekin aap jan len ki yah Final Pre D.EL.ED Cut Off Marks nahi hai. Yah previous years analysis ke aadhar par expected BSTC Cut Off hai.
Aap niche diye gye table se Pre D.EL.ED Expected Cut Off Marks ki janch kar sakte hain.
Categories | Pre D.EL.ED Expected CutOff |
UR Male | 430 – 440 |
UR Female | 405 – 415 |
SC Male | 400 – 410 |
SC Female | 365 – 375 |
OBC Male | 405 – 415 |
OBC Female | 365 – 375 |
ST Male | 355 – 365 |
ST Female | 310 – 320 |
How To Check Pre D.El.Ed Result 2020 Online?
Rajasthan Pre D.EL.ED Exam Result 2020 ki janch karne ke liye niche step by step tarika batlaya gya hai, Aap sabhi bataye gaye steps aur diye gye direct link ko follow kar apna Result online check kar sakte hain.
- Aap Pre D.El.Ed Department ke official website par sabse pahle visit karen.
- https://predeled.com/
- Website ke home page se Pre D.El.Ed Result 2020 ke link par click karen.
- Click karte hi screen par new page open ho jayega.
- Aap isme Registration Number, ID, Password etc Details ko enter karen.
- Ab aap Pre Deled Results par click kar den.
- Aapka Result screen par show ho jayega, Check karen, Aur ek hard copy nikal len.
Important Link
Download Pre D.El.Ed Result 2020 | Check Here |
Official Website | Visit Here |
Aap is tarah se diye gye link ke madhyam se Rajasthan Pre D.EL.ED Result 2020 ki janch kar sakte hain. Ho sakta hai jyada traffic ke karan website nahi khul raha ho, Aise me aapko ghabrane ki koi jarurat nahi hai. Aap kuchh der wait karen phir apna Result check karen.
Aur ha, Agar aapke paas isse related abhi bhi koi Saval hai, To niche Comment Section ke jariye puchh sakte hain.