Contents
Hello Friends, yadi aapne RRB Paramedical Staff Nurse ke liye online form bhara hai aur iske exam date ka wait kar rahe hain to is post me iske bare me puri jankari di jayegi aur saath hi ye bhi bataya jayega ki RRB Paramedical Staff Nurse ka admit card kaise download kar sakte hain.
aapko RRB Paramedical Staff Nurse ke official site se iske admit card download karne ke puri jankari aap sabhi ko is article me provide karai jayegi.
RRB Paramedical Staff Nurse bahut saare post jaise ki Staff Nurse, Health & Malaria Inspector Gr.III, Pharmacist – III, Audiologist cum – Speech Therapist, Physiotherapist, District Extension Educator Dietician, and Ophthalmic Technician cum Optician, ECG Technician, Radiographer, Lab Assistant Gr II, Lab Superintendent Gr III, Male Field Worker Dental Hygienist, Optometrist, Audiometry Technician, and X-Ray Technician & Cath Lab Technician ityadi ke liye online form nikala tha aur ab log iske exam date aur admit card ka wait kar rahe hain.
To chaliye sabse pahle baat kar lete hain hain iske exam date ke bare me to…
RRB Paramedical Staff Nurse Exam Date 2020
abhi waise to ye final nahi hua hai ki iska exam kab liya jayega lekin media reports ki manen to iska exam july ke 2nd week me liya jaa sakta hai.
Ab ye date final hai niche ke box me….
aur adhik jankari aap niche ke box se le skate hain.
Organization Name | Railway Recruitment Board |
Post Name | Paramedical Staff Nurse Post Recruitment 2019 |
Number of Posts | 1937 posts |
Date of Exam | 19, 20 & 21st July |
Admit Card | Releasing This Week |
Official Website | www.rrcb.gov.in |
RRB Paramedical Staff Nurse Syllabus
How to Download Paramedical Staff Nurse Admit Card 2020 RRB
Step 1 – Iske official site i.e. www.rrcb.gov.in par visit karen.
Step 2 – aap iske home page par honge. ab yahan se link “RRB Paramedical Staff Nurse Admit Card 2020” ki khoj karen aur us par click karen.
Step 3 – yaha par puchhi gyi jankari ko bharen aur submit par click karen.
Step 4 – aapka admit card aapke screen par show ho jayega. aap iska ek print lekar exam hall me jaa sakte hain.
Official site ka direct link niche diya gya hai….
रीजनल आरआरबी वेबसाइट्स के Direct Link इस प्रकार हैं-
Ahmedabad, Patna, Ajmer, Allahabad, Bangalore, Bhopal.
Bhubaneshwar, Bilaspur, Chandigarh,
Chennai, Gorakhpur. Guwahati, Jammu. Kolkata,
Malda, Mumbai, Muzaffarpur, Ranchi, Secunderabad,
Official Website | http://www.rrcb.gov.in |
aap yadi iska syllabus download karna chahte hain to ise aap niche ke link se download kar sakte hain.
http://www.rrbahmedabad.gov.in/images/CEN_02_2019_Paramedical_Eng.pdf
विषय | प्रश्नों की संख्या | आवंटित किए गए निशान |
पेशेवर क्षमता | 70 | 70 |
सामान्य जागरूकता | 10 | 10 |
जनरल अंकगणित, सामान्य बुद्धि और तर्क | 10 | 10 |
सामान्य विज्ञान | 10 | 10 |
संपूर्ण | 100 | 100 |