Contents
UBI KVS Teacher Login:- Union Bank of India (UBI) Teacher Login and Kendriye Vidyalaya Sangathan (KVS) UBI Free Login ke bare janane ke liye ichhuk sabhi candidates is page par all details check kar sakte hain. Kyonki is article me UBI Teacher Login, KVS UBI Free Login ke bare me pure vistar me bataya gya hai, aur link bhi share kiya hai. Us link ke madhyam se kafi aasaan tarike se UBI Free KVS Login kar sakte hain.
Kendriye Vidyalaya Sangathan (KVS) apne sambandhit School’s Teacher ko KVS se related all details jankari online pradan karne ke liye UBI Free KVS Login ki shuruaat ki hai. UBI Free KVS Login karke School’s teachers KVS se sambandhit jankari prapt kar sakte hain. Jiske bare me full information is post me diya gya hai.
UBI Free KVS Teacher Login
UBI Free KVS Teacher Login ki suruaat karne ka main point educational institutions ko develop karna hai. Aapko pata hoga Kendriya Vidyalaya me kafi sankhya me students study karte hain. Yahi karan hai ki Kendriya Vidyalaya Sangathan, fee payment, financial transactions sabse badi problems hai. But is problems ko dur karne ke liye Kendriya Vidyalaya Sangathan apne sabhi online task pura karne ke liye Union Bank of India ke sath partnership banaya hai, Jo Online Fees Payment & Other Related Services ko collect karne ka kaam karta hai.
Iske alava Kendriya Vidyalaya Sangathan teacher’s ke liye Online KVS Login facility bhi banaya hai, Jaha KVS ke sabhi teacher UBI Free KVS Login kar KVS se related jankari aasaani se prapt kar sakte hain. UBI Teachers Login karne ke liye epay.unionbankofindia.co.in par visit kar sakte hain.
UBI Free KVS Login Future
- यूनियन बैंक ऑफ़ इंडिया केंद्रीय विद्यालय संगठन के सभी स्कूलों का ऑनलाइन शुल्क बसूली करने पर ध्यान रखता है|
- UBI ऑनलाइन के साथ ऑफलाइन भी भुगतान का प्रावधान है|
- UBI पोर्टल के माध्यम से हितधारक, अभिभावक और छात्र KVS किसी भी डिजिटल कार्ड के माध्यम से शुल्क का भुगतान कर सकते हैं|
- KVS के हितधारक / माता-पिता / छात्र इंटरनेट बैंकिंग या मोबाइल बैंकिंग द्वारा भी अपने घरों में भुगतान कर सकते हैं|
- Union Bank of India सभी छात्रों के शुल्क की एक स्वचालित गणना प्रदान करेगा|
UBI Teacher Login 2021 @epay.unionbankofindia.co.in
Hamne aapko bataya Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) ek focal govt. schools hai. KVS ko pahle Kendriya Vidyalaya ke roop me jana jata tha. Lekin baad me ise change kakre foundations ke roop me Kendriye Vidyalaya Sangathan kar diya gya. Jaha kafi sankhya me students study kar rahe hain.
Isliye iske administration ne Union Bank of India ke sath milkar online fee & other related service collect kiya jata hai. KVS ke teacher UBI ke official website par jakar online mode me UBI Teacher Online Login kar sakte hain. UBI portal par Login karne ke liye niche step by step method share kiya gya hai.
How to Do UBI KVS Teacher Login?
यदि आप KVS में शिक्षक हैं तो आप नीचे दिए गए चरणों के द्वारा KVS Teacher Login कर सकते हैं|
- KVS UBI ke official website https://epay.unionbankofindia.co.in/kvsfcs/ par visit karen.
- Website ke home page se “Click here for – KV Fee Portal” par click karen.
- Click karte hi aap Login page par chale jaoge.
- Isme Login ID & Password ko enter karke Log In karen.
- Login karte next page open hoga, Jaha aap Home, Student, MISC, Reports, Change Password, & Sign Out ka option check karen.
- Iske baad Data Entry, Verify/Modify and Deactivate/Activate Accounts of Existing and New Admissions of Students ke bare me details enter karen.
- Aur last me apne TC ko print jarur kar len.
How to Pay KVS Fee Online through UBI Login?
UBI Link Login ke madhyam se KVS Fee pay karne ke liye niche diye gye steps ko follow karen.
- UBI ke official website https://epay.unionbankofindia.co.in/kvfee/ par visit karen.
- Iske home page se “Click Here for Online Payment“ par click karen.
- Aapke samne Login page open ho jayega.
- Unique Student ID and Date of Birth & Captcha Code enter karke Login karen.
- Aur Make Payment Option ke sath apni details check karen.
- Iske baad aap Debit/ Credit Card/ Net Banking & Other Payment Option ke jariye Fee Pay karen.
- Payment complete hone ke baad ek receipt milegi.
Important Links for UBI KVS Login
UBI KVS Contact Information
Union Bank of India, Saket branch,
A – 2/92 Saket, New Delhi – 110017
IP – 545802,
Telephone:- 011-29552032 / 33
Email ID:- helpdesk@unionbankofindia.com
I hope, aapke liye yah article kafi useful raha hai. But UBI Free KVS Login se related koi question hai to comment section me jarur puchhen.