UP ITI 1st Merit List 2020:- Hello Friends, Vyavasayik Pariksha Parishad ke dwara July 2020 me 1st Round Counselling Allotment Result ka ghosna kiya jayega, aur students ko July ke last week tak Allotted ITI Institutes me admission liya jayega. Iske liye Authority ke dwara jald hi iske official Merit List 2020 UP ITI ke liye jaari kiya jayega. Aur Result jaari hone ke baad authority ke dwara counseling ki process suru kiya jayega. Sabhi candidate schedule ke anusar 1st Round ki counseling process me shamil ho sakte hain jo ki Counseling online aayojit kiya jayega. To sabhi students jo 1st Round counseling ke liye upshathit huye the ve ab 1st round allotment result ki janch kar sakte hain. Iske bare me aur adhik jankari niche diye gye news cut me dekh sakte hain.
UP ITI 1st Round Merit List 2020
Bata den ki authority ke dwara jald hi Vyavsayik Priksha Parishad selected candidates ko UP ITI 1st Round ki Allotment list ki goshna kiya jayega. Jo bhi candidate ne iske liye aavedan kiye hain ve iske official portal par counseling ke kuchh din ke baad UP ITI 1st seat Allotment Result aur selection list ki janch kar sakte hain. Last update ke anusar authority ne July 2020 ke last week me UP ITI 1st counseling result ghosit kiya jayega.
Ab to sabhi candidate Merit List check karne ke liye bahute excited honge kyonki yah Janna chahte honge ki unhe apne hishab se best college me admission mila hai ya nahi. Merti list jaari hone ke baad sabhi students jinke pass minimum cut of marks hain ve aage ki counselling Round ke liye upashthit ho sakte hain. Qualification prapt karne ke liye students ko minimum cut of marks prapt karna hoga. Aur Merit list ke adhar par naam merit ke adhar par hoga. Aapko ITI counseling ke adhar par admission diya jayega, Aur kebal eligible candidates ko different ITI institutes me admission diya jayega jiski jankari aap niche se parpt kar sakte hain.
Name of Authority | Vyavasayik Pariksha Parishad |
Academic Session | 2020-21 |
Seat Allotment Rounds | 1st 2nd 3rd 4th Round |
1st Round Allotment Result | July 2020 |
2nd Round Allotment Result | August 2020 |
3rd Round Allotment Result Date | August 2020 |
4th Round Allotment Result Date | September 2020 |
Official Website | www.scvtup.in |
UP ITI First Round Seat Allotment Result & Selection List
Aap sabhi ko bata den ki Uttar Pradesh State me ITI College me admission ke liye sabhi process ko pura karne ke liye Uttar Pradesh me Vyavasayik Pareeksha Parishad hai. Iske department counseling process ko July 2020 me aayojit kiya jayega. Aur various government aur private ITI college institute me admission ke liye aavedan karne bale sabhi candidates ko seat diya jayega. Merti List Government aur Private college dono ke liye jaari kiya jayega jiske liye Candidate iske official portal www.scvtup.in par ja sakte hain. Aur iske bare me janne ke liye yogta list ki janch kar sakte hain ki aapko admission mila hai ya nahi. Admission ke liye online registration ki process puri hone ke baad candidate UP ITI 1st Round Merit list 2020 ki janch suru karegen jo jald hi online jaari kiya jayega.
Vacancy Details Official Link:-
Check UP ITI 1stRound Result 2020 Online
Uttar Pradesh State me ITI Admission ke liye lagbhag 2 Lakh Seats uplabdh hai jisme se 310 Government aur SCVTUP Counseling me ITI College aur 2515 Private College bhag le rahe hain. Sabhi Private College aur Government Institute me, different faculties, me ITI Diploma Course ki offer kiya gya hai. Different ITI College me Admission lene ke liye applicants ko minimum cut off marks ko paar karne aur Merit List me apna naam prapt karne ke liye aavashyakta hoti hai. VPPUP 1st Merit list Result 2020 ke bare me sabhi latest updates is post ke madhyam se provide kiya jayega. Iske karan jo bhi candidate Allotment seats se satisfied nahi hai ve seats up-gradation ke liye aavedan kar sakte hain. Jiske bare me yaha par aap sabhi ko step by step bataya gya hai.
- SCVT UP, UP ITI Metit List jald hi declare kiya jayega, Counseling process me bhag lene ke liye candidates ko Merti List se apne naam ki janch karne ki avsahyakta hoti hai.
- Applicants jo Merit List me apna naam prapt karte hain unhe online portal ke mdhyam se option bharne aur option ko lock karne ki aavashyakta hoti hai.
- Apni choice se bharne ki process ko pura karne ke baad department ke dwara seats ko allotment result online declare kiya jayega.
- Seats ka allotment candidates ka rank bhare huye option aur reservation categori ke adhar par kiya jayega.
- 4 Board dwara total 4 Counseling round ko regulated kiya jayega. Aur In Seats ko allotment prapt karne ke baad candidates ko admission process ko pura karne ke liye allotted college me report karna hoga.
Mandatory Documents for UP ITI Seat Allotment 2020
- 10th & 12th Exam Marksheet and Certificate
- UP ITI 2020 Application Form printout
- Transfer Certificate (TC)
- Migration Certificate
- Resident Certificate
- Valid ID proof
- Passport Size Photograph
- Other relevant documents
How To Check UP ITI 1st Seat Allotment Result 2020
- Aap sabse pahle SCVT ke official site www.scvtup.in par visit karen.
- Uske baad SCVTUP ke main page ke janch karen.
- Ab Exam tab ko khole aur latest announcement ki janch karen.
- Yaha par aap UP ITI 1st Allotment link ko khoje aur ispar click karen.
- Ab apna registration number aur date of birth ko enter karke final submit par click kar den.
- Ab aapke screen par UP ITI 1 seat allotment ki check karen.
- Aur ise apne future ke liye ise ek print bhi kar len.
Latest Update:- UP ITI 1st Merit List aur Allotment Result July 2020 me government ke liye ITI Diploma Course me admission ke liye declared kiya jayega.
UP ITI 1st Seat Allotment Result 2020 | Click Here |
OFFICIAL WEBSITE | Click Here |
UP ITI Reservation Category & Seat Matrix 2020
Yaha par aap sabhi ko bata diya jata hai ki Uttar Pradesh me ITI Deploma Course ke liye Class 10th aur Class 12th ke mark sheet ke adhar par admission diya jayega. Department ko Reservation Category ke anusar allotment ki ghosna kiya jayega. Jiske ke liye aap sabhi ko niche table me bataya gya hai.
Total Govt. ITI Institutes | 310 |
Total Private ITI Institutes | 2515 |
No. of Trades | 110 |
Course Duration | 12-24 Months |
SC | 27% |
ST | 02% |
OBC | 21% |
Freedom Fighter | 02% |
PH | 03% |
PWD | 20% |
Ex-Army | 05% |
Sir iti 2020 ki merit list kab aayegi upki
Up iti 2020 1st merid list kab tak Aayegi
Yadav chhotu
Sir mai apna nam check karna chahta hu merit list me
Sir mai apna nam check karna chahta hoon merit list me
Ictsm trade ayi thi je Maine flaot kiya tha
Ictsm trade ayi this jishe Maine float kiya tha
How did you get the ITI list checked?
Iti ki list check