JOBS

UP Lekhpal Recruitment 2021 | UPSSSC Lekhpal Bharti Online Application (7882) Posts

UP Lekhpal Recruitment 2021 Apply Online:- Hello Friends, Uttar Pradesh Subordinate Service Selection Commission (UPSSSC) UP Lekhpal Bharti 2021 ke liye bahut jald application form aamantrit karne ja raha hai. UPSSSC Lekhpal ke 7882 Posts ke liye application form uplabdh karayega. Jo bhi candidates Uttar Pradesh Lekhpal Bharti ke liye aavedan karna chahte hain, Ve is post se is vacancy ke bare me puri jankari prapt kar sakte hain.

Kyonki hamne yaha UP Lekhpal Bharti 2021 se juri sabhi jankari jaise Application Process, Important Dates, Eligibility Criteria and Application Fee etc. puri details share kiya hai. UP Lekhpal Bharti Application Form bharne ke liye ichhuk candidates is post se puri jankari prapt kar sakte hain.

Update:- UP Lekhpal Application Form 2021 UPSSSC ke official website http://upsssc.gov.in/ par uplabdh hoga, Ichhuk sabhi Candidates is page par diye gye link ka upyog karke Online Registration kar sakte hain.

UP Lekhpal Recruitment 2021 (7882 Posts)

Aap sabhi ki jankari ke liye bata den ki Uttar Pradesh Lekhpal Bharti 2021 ke liye jaari latest notice ke anusar Uttar Pradesh State bhar me Candidates ka selection total 7882 Posts ke liye kiya jayega, Jaisa aapko bataya gya.

Lekin application form bharne ki abhi koi official Dates ki ghoshna nahi ki gyi hai. But Media Reports ke anusar UPSSSC jald hi is Vancacy ke liye http://upsssc.gov.in par Registration process ko shuru karega.

Isliye UP Lekhpal Bharti Online Aavedan karne bale sabhi candidates se ek request hai ki aap is website par continue bane rahe. Kyonki jaise hi UPSSSC ke Officials dwara Lakhpal Bharti Online Registration ke liye Official Dates jaari kiya hai, Is page se aapko sabse pahle update kar diya jayega. Isliye aap is page ko Ctrl + D par click karke bookmark bhi kar sakte hain.

Uttar Pradesh Lekhpal Vacancy 2021 – Details

Recruitment Board Uttar Pradesh Subordinate Services Selection Commission (UPSSSC)
Name of Post Lekhpal
Total No. of Post 7882 Posts
Start Date Online Application December 2020 (Exapected)
Last Date of Application To be announced
Selection processWritten Exam
Category UP Lekhpal Recruitment Registration 2020
Official Website http://upsssc.gov.in/

UP Lekhpal Bharti 2021 – Eligibility Criteria

Uttar Pradesh Lekhpaal Bharti 2021 me Aavedan karne bale Candidates ko Eligibility Criteria ko pura karna hoga, Jo nimnlikhit hai.

Educational Qualification:-

  • Ichhuk Candidates ko 12th (Intermediate) Pass hona anivarya hai.
  • Iske alava Candidates ko General Hindi/ Mathematics/ General/ Knowledge/ Village Society and development me achchi jankari honi chahiye.

Age Limit:-

Candidates ka Age 18 Varsh honi chahiye, Age Limit ke bare me adhik jankari Upcoming Advertisement ke sath ghoshit ki jayegi.

Pay Scale:

Rs. 5200/- to Rs. 20,200/- and Grade Pay Rs. 2000/-

Application Fee

Candidates Category Application Fee
General & OBC Rs. 315/- 
SC/ ST Rs. 165/- 
PWD No Fee

Uttar Prdesh Lekhpal Exam Pattern 2021

UP Lekhpal Exam 2021 ka aayojan bhi bahut jald kiya jayega, Aap sabhi Candidates is page se Exam Pattern ki janch kar sakte hain. Bata den ki is exam me total 100 Question puchhe jayenge, Jo sabhi question MCQ hoga. Aur in sabhi question ke liye 90 Minute ka samay diya jayega. Aap yaha dekh sakte hain ki kaun se Subjects se Question puchhe jayenge.

  • General Hindi
  • Mathematics
  • General Knowledge
  • Village Society and development

How To Apply for UP Lekhpal Recruitment 2021?

Eligible and ichhuk candidates niche bataye gye steps ko follow karke UP Lekhpal Bharti 2021 ke liye online application form bhar sakte hain.

  • Sabse pahle UPSSSC ke official website par visit karen.
  • http://upsssc.gov.in/
  • Home page se “UP Lekhpal Bharti 2021 Registration” karne ke liye notification link par click karen.
  • Ab “UP Lekhpal Application Form 2021” ke link par click karen.
  • Screen par application form open ho jayega.
  • Form ko sahi se bharkar, Aapko Application Fee online pay karna hoga.
  • Last me Submit button par click kar den.
  • Aur apne Form ka ek Print jarur nikal len.

Important Link

UP Lekhpal Application Form Apply Online
UP Lekhpal Notification Click to Download
Official Website http://upsssc.gov.in/

Is tarah se aap UP Lekhpal Bharti 2021 ke liye online application form bhar sakte hain. Lekin agar aapke paas is vacancy se related koi saval hai to niche comment ke through massage kar sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment