Sarkari Yojna UP

UP Jane Ke Liye Registration Form | Pravasi Registration Online

Written by A to Z Classes

UP Pravasi Majdur Registration Form jansunwai.up.nic.in :- Uttar Pradesh Sarkar ne pravasi majduro ko apne rajya vapas lane ke liye nayi yojana shuru ki hai. Jiske tahat jo bhi pravsi majdur aur students dusre rajya me lockdown ke karna fase huye hai, Un sabhi ko special train ke madhyam se unhe vapas apne rajya me pahuchaya jayega. Is yojana ka naam “Pravasi Shramik Vapasi Panjikaran” hai, Is yojana ke tahat yadi aap apne ghar loutna chahte hain, To aapko iske official website se online registration form bharna hoga. Registration form kaise bhare aur is yojana ke bare me puri jankari is post me pradan ki gayi hai.

UP Pravasi Registration | Uttar Pradesh Pravasi Majdur Ghar Wapsi | UP Pravasi Ghar Vapsi Registration | यूपी जाने के लिए ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन | उत्तर प्रदेश आने के लिए ऑनलाइन फॉर्म

Uttar Pradesh ke nivasi jo Covid19 (Coronavirus) mahamari ke karan lockdown me dusre rajyon me fase huye hai. Uttar Pradesh Sarkar un sabhi pravasi majduro aur kamgaro ke ghar vapasi ke liye Helpline number aur registration form (State Wise) jari kiya hai. To ab Uttar Pradesh bus aur train ke jariye sabhi pravasi ko vapas apne rajya laane ke liye online form bharwa rahi hai taki unhe pata chal sake ki kitne log kaha kaha phase hue hain.

Is lockdown me jyadatar Uttar Pradesh ke nivasi Delhi, Gujarat, Bihar, Maharashtra me fasen huye hai, Ve sabhi ghar aane ke liye online form uplabour.gov.in, Upbocw.in se bhar sakte hain.

UP Pravasi Majdur Registration Form 2020

Uttar Pradesh ke Mukhymantri Yogi Aadityanath ne desh ke alag alag rajyon me fasen kamgaron aur majduron ko surakshit ghar tak pahuchane ke liye Helpline no. jari kiya hai, Jiski state wise table niche di gayi hai. Uttar Pradesh ne sambandhit rajya sarkaro se Pravasi shramiko ke naam, pata, address aur health status jankari mangi hai. Taki unhe surakshit vapapsi kary ko aage badhya ja sake.

Jaisa ki aap sabhi jante Lockdown do saptah tak aur badha diya gaya hai, Jiske karan jo bhi log bahar fase huye hai, Vo ab jald se jald apne ghar ko loutna chahte hai. To is post me madhyam se aap sabhi ko यूपी प्रवासी कामगार पंजीकरण form pradan ki gayi hai. Jise bharkar aap apne ghar lout sakte hain.

Yojana Ka Naam UP Pravasi Majdur Vapasi Registration
Department Uttar Pradesh {Labor Department}
Shuru Ki GayiMukhymantri Yogi Aadityanath
ObjectiveDusre Rajyo Me Fase Majduro ki Vapasi
Beneficiaries Pravasi Majdur / Kaamgar
Toll Free Number1075 (Toll-Free)
Official Websiteupbocw.in / uplabour.gov.in

Uttar Pradesh Pravasi Yatra Panjikaran Form

Aapko bata den Uttar Pradesh sarkar ne Delhi se lagbhag 4 Lakh Pravasi majdur aur kamgar, Hariyana se 12 Hajar Shramik aur Kota Rajasthan se 11 Hajar se adhik students ko surakshit ghar pahuchaya gaya hai. Aur ab sabhi majduro aur kamgaro ko vapas laya jaa raha hai. Karib 10 Lakh quarantine center / shelter home aur community kitchen taiyar kiye gaye hai, Jaha aane vale pravasi majduro aur kamagaro ko rakha jayega.

Vapas aane ke liye aapko Helpline no. par call kar ke batana hai ki aap kaha fase huye hai, Ya fir unhe UP Shramik Vapasi Registration Portal par panjikaran karna hoga. Aur fir sarkar train aur bus se lane ke liye unki list jari karegi. Yadi aap Uttar Pradesh ke adhikari se bat karna chahte hai, To niche diye gaye Toll Free No. par call kar sakte hain.

Updateयूपी प्रवासी के लिए ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन शुरू हो चूका है और इसके लिए ऑनलाइन फॉर्म http://jansunwai.up.nic.in/ से भरा जा सकता है.

UP Pravasi Panjikaran Helpline Number

राज्य का नामहेल्पलाइन नंबर
गोवा / कर्नाटक से उत्तर प्रदेश9415904444 और 9454400135
महाराष्ट्र से उत्तर प्रदेश7007304242 और 9454400177
गुजरात / दमन / div / दादर और नगर हवेली उत्तर प्रदेश के लिए8881954573 और 9454400191
पश्चिम बंगाल / अंडमान और निकोबार से उत्तर प्रदेश9639981600 और 9454400537
उत्तर प्रदेश में ओडिशा9454400133
तेलंगाना / आंध्र प्रदेश से उत्तर प्रदेश98866400721 ​​और 9454402544 और 9454400135 हैं
अरुणाचल प्रदेश / असम / नागालैंड / मेघालय / मणिपुर / त्रिपुरा / मिजोरम से उत्तर प्रदेश9454441070 और 9454400148 है
पंजाब और चंडीगढ़ से उत्तर प्रदेश9455351111 और 9454400190 है
मध्य प्रदेश / छत्तीसगढ़ से उत्तर प्रदेश9454410331 और 9454400157 है
राजस्थान से उत्तर प्रदेश9454410235 और 9454405388 है
हरियाणा से उत्तर प्रदेश9454418828
बिहार / झारखंड से उत्तर प्रदेश9621650067
दिल्ली / जम्मू-कश्मीर / लद्दाख से उत्तर प्रदेश8920827174 और 7839854579 और 9454400114 और 7839855711 और 7839854569
उत्तराखंड / हिमाचल प्रदेश से उत्तर प्रदेश8005194092 और 9454400155
तमिलनाडु / पांडिचेरी से उत्तर प्रदेश9415114975 और 945400162 है

Abhi aap diye gaye Help Line Number par call kar ke Pravasi Majdur Vapasi Yojana ke aadhikari se bat kar sakte hain. Ve aapko is yojana ke bare me puri jankari pradan karenge. Iske bad iske official site par jakar online panjikaran form bhar den. Form bharne ke bad aapko train aur samay ka pata bata diya jayega.

UP Pravasi Majdur Vapasi Yojana Key Facts

  • Uttar Pradesh ke Mukhymantri Yogi Aadiyanath ne un Pravasi majduron ki madad karne ke liye is yojana ki shuruat ki hai.
  • UP Pravasi Shramik Vapasi Panjikaran Form ko official website ko www.uplabour.gov.in par jari kiya hai.
  • Pravasi majdur UP sarkar dwara shuru kiye gaye Helpline number ke jariye bhi sampark kar sakte hai.

Who can register for Uttar Pradesh tour?

  • Migrant Worker
  • Student
  • Tourist
  • Other UP Professional

Documents required for UP Pravasi Majdur Return Registration?

  • Mobile number
  • Aadhar Card
  • Ration magazine
  • Any other Government ID proof
  • Description of your current location.
  • destination address
  • Medical health status

UP Pravasi Majdur Online Registration Kaise Kare?

Uttar Pradesh Pravasi Majdur ghar aane ke liye niche ke bataye gaye steps ko follow kar Registration form bhar sakte hai:-

  • Sabse Pahle Department ke official website http://jansunwai.up.nic.in/ par visit kare.
  • Iske home page par “प्रवासी श्रमिक पंजीकरण उत्तर प्रदेश” ke link par click karen.
  • Ab sabhi details yaha par bhare aur submit button par click kare.
  • Aapke Mobile par bheje gaye OTP number enter karen.
  • Aur jaruri document upload kare.
  • Submit button par click kare, Form ka ek print out nikal len.

To is prakar aap Uttar Pradesh Pravasi Registration Form ko online bhar sakte hain. Yaha par puri jankari share kar di gyi hai aur direct link bhi upar ke box me update kar di gyi hai.

To ise bharkar apne ghar vapas laut sakte hain. Lekin dhyan rakhen ki logo ki sankhya bahut adhik hai aise me aapka naam list me aane me der ho sakti hai, aap apne time ka wait karen.

पूछे जाने वाले प्रश्न – FAQ’s

Q.1 उत्तर प्रदेश प्रवासी मजदूर वापसी योजना में ऑनलाइन पंजीकरण कैसे करें?

Ans:- UP Pravasi Majdur Yojana Online Registration के लिए आपको आधिकारिक वेबसाइट http://uplabour.gov.in/ या http://upbocw.in/ से आवेदन करना होगा. अभी के लिए आप ऊपर के नंबर पर बात करके हेल्प ले सकते हैं|

Q.2 यूपी प्रवासी श्रमिक पंजीकरण के लिए मुझे किन दस्तावेजों को अपलोड करना है?

Ans:- इसके लिए आवेदन करने के लिए आपको आधार कार्ड, संपर्क नंबर, आईडी कार्ड, पासपोर्ट साइज फोटोग्राफ की आवश्यकता पड़ेगी|

Q.3 मेरे पास मेरा वाहन है और मैं अपने राज्य में वापस जाना चाहता हूं मुझे क्या करना चाहिए?

Ans:- इसके लिए आपको इ पास की जरुरत होगी. आप वहां पर ये दर्शाकर इ पास प्राप्त कर सकते हैं और वापस अपने घर आ सकते हैं.

Q.4 गंतव्य (Destination) तक पहुंचने के बाद क्या हम संगरोध (Quarantine) में होंगे?

Ans:- गंतव्य तक पहुंचने के बाद आपको 14 दिनों के लिए घर के संगरोध में रहना होगा.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

46 Comments

Leave a Comment