Sarkari Yojna UP

UP Ration Card List 2020 – Check यूपी नई राशन कार्ड लिस्ट @fcs.up.nic.in

UP Ration Card List 2020:- Yadi aap Uttar Pradesh ration card ki nayi list check Karna chate hai, To aap is post me diye gaye link ka upyog kar sakte hai. NFSA ke liye UP BPL/ APL/ AAY Beneficiary List naye ration card district wise aur janpad wise list ab Official website @fcs.up.nic.in. par uplabdh hai.

उत्तर प्रदेश के खाद्य और नागरिक आपूर्ति विभाग ने उन लोगों की नई सूची जारी की है जिन्होंने हाल ही में नए राशन कार्ड के लिए आवेदन किया था. तो यदि आप भी इनमे से एक हैं तो इसकी लिस्ट को निचे के लिंक से डाउनलोड करें और चेक करें की आपका नाम उसमे है की नहीं. उत्तर प्रदेश सरकार ने BPL / APL राशन कार्डधारक की नई सूची जारी की है जो NFSA के तहत राशन के लिए पात्र हैं. नयी लिस्ट चेक करने के लिए निचे के पूरी जानकारी को जरुर पढ़ें

Uttar Pradesh ki Food and Civil Supplies Department rajya ke garib parivaro ke liye Bhojan aur vastuye uplabdh kara rahi hai jinke pass ration card hai. Is coronavirus lockdown period me, Uttar Pradesh Sarkar ne UP new ration card list jari ki hai. Aavedak yaha is post me UP Ration Card 2020 Application Form Status District Wise check kar sakte hai. Hamne ise check karne ke liye direct link provide kiya hai.

Uttar Pradesh ke Chief Minister Yogi Ji ne ghoshna ki hai ki Covid-19 mahamari lockdown me labharthi ko aapke vitrak se Free Ration milega. Lekin is yojana ka labh lene ke liye sabke pas Ration card hona chahiye. To jo Uttar Pradesh ke nivasi ration card ke liye apply kar chuke hai. Ve niche se New UP Ration Card List check kar sakte hai.

UP Ration Card New List 2020

अब आप सभी के लिए खाद्य और नागरिक आपूर्ति विभाग की आधिकारिक वेबसाइट से राशन सूची में अपना नाम जांचना आसान है. निचे स्टेप बाई स्टेप बताया गया है जिसे फॉलो करके न्यू लिस्ट चेक कर सकते हैं यूपी राशन कार्ड के लिए.

अब यदि आप एनएफएसए की सूची के तहत अपने विवरणों की जांच करना चाहते हैं, तो आप आसानी से आधिकारिक वेबसाइट से ऐसा कर सकते हैं, जिसमें आपको हर विवरण के बारे में पता चल जाएगा जैसे कि आप डीलर से राशन खरीदते हैं. इसके माध्यम से आवेदक यूपी एपीएल / बीपीएल राशन कार्ड सूची में अपना नाम आसानी से देख सकते हैं

UP Ration Card 2020 List [New] Download

Uttar Pradesh Sarkar ne garibi rekha se niche logo ke liye, Covid-19 Lockdown se nipatne ke liye ration degi. Isi biche Sarkar ne UP New Ration Card List jari kar di gayi hai. Ab aap agar naya ration card banvana chahte hai ya aapko ration kitna milega, Isse juri jankari janna chahte hai, To aapko iske official website par jana hoga.

Name of DepartmentFood and Civil Supplies Department, Lucknow
Article NameUP New Ration Card List 2020
Name Of StateUttar Pradesh
RationsWheat: Rs. 02 Per KG
Rice: Rs. 03 Per KG
Sugar: Rs. 13.50 Per KG
Eligible CandidatesBPL/ APL/ AAY
Scheme ProviderUnder NFSA
official websiteFcs.up.gov.in

UP Ration Card BPL, APL, AAY

  • BPL Ration cards- BPL ration card un gharo me hai jo garibi rekha se niche hai, Aur unki family income Rs2000 prati mahine se kam hai. BPL Ration Card ka rang laal hai.
  • APL Ration Cards- APL ration card garibi rekha se upar gharo me hai. Aur unnki varshik aay Rs.24000 / – se kam hai. APL Ration Card ka rang nila hai.
  • AAY Ration cards- Anthyodaya Anna Yojana (AAY) ration card garibo ke liye hai. Yah unke liye hai, Jo sabse jyda garib hai. AAY Ration Card ka rang Pila hai.

UP Ration Card List nfsa.up.gov.in

Coronavirus lockdown ki vajah se garib logo ko bahut parshani ho rahi hai. Uttar Pradesh Sarkar ne Ration Card Holder ko free me gehu, chaval, tel aur any samagri dene ki ghoshna ki hai. Hal me hi Uttar Pradesh Food and Civil Supplies Department ne UP ration card 2020 ki nayi list jari kar diya hai.

Yadi aapne UP New Ration Card BPL / APL ke liye avedan kiya hai, To aap yaha bataye gaye steps ko follow karke UP Ration Card List 2020 check kar sakte hai.

Bihar Ration Card List 2020 

How to Check Your Name in UP New Ration Card List 2020?

Uttar Pradesh Ration Card 2020 ki nayi list check karne ke liye niche diye link aur bataye gaye steps ko follow kare:-

  • Sabse pahle NFSA ke official site par visit kare.
  • http://fcs.up.gov.in/FoodPortal.aspx
  • Iske home page NFSA Ration Card List 2020 ke link pa click kare.
  • Aap ration card list check karne ke liye apne District choose kare.
  • Aur ab area aur distributor name chune.
  • Ab ek List show ho jayegi, jaha se apna Name aur Ration detailss check kare.
  • Fir aap use download ya save bhi kar sakte hai.

Important Link

Check UP Ration List 2020Click Here
Official WebsiteClick Here

Yaha hamne aapko Uttar Pradesh Ration Card List check karne ki puri jankari pradan ki hai. Aap upar diye gaye link se ration card list check kar sakte hai. Yadi aapko ration card list check karne me koi problem ho rahi ho, To use niche comment section me jarur puche.

पोस्ट यूपी नई राशन कार्ड सूची 2020
राज्यउत्तर प्रदेश
विभागखाद्य और रसद विभाग, यूपी सरकार
सरकारी वेबसाइटwww.fcs.up.gov.in
राशन श्रेणीएपीएल और बीपीएल

यदि आपका नाम यूपी राशन कार्ड सूची में नहीं है, तो कहां संपर्क करें?

अपने राशन कार्ड से संबंधित किसी भी शिकायत या शिकायत के लिए, आप अपने राशन वितरण / दुकानदार, क्षेत्रीय अधिकारी से संपर्क कर सकते हैं। आप टोल-फ्री नंबर पर भी कॉल कर सकते हैं। नीचे प्रदान किया गया-

  • 1800 1800 150
  • 1800 1800 1967

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment