Contents
- 1 Uttar Pradesh Shramik Registration Process 2020
- 1.1 UP Shramik Registration – Overview
- 1.2 Uttar Pradesh Labor Department Registration
- 1.3 Objective of UP Shramik Registration 2020
- 1.4 श्रमिक पंजीकरण कौन कौन करवा सकते है?
- 1.5 श्रमिक मजदूर वर्ग इन 17 सरकारी योजनाओ का लाभ उठा सकते है
- 1.6 Benefit of Shramik Registration
- 1.7 Eligbibility Criteria
- 1.8 Important Document
- 2 How To Apply For UP Labor Card?
UP Shramik Registration:- Desh me Labour Department dwara Majduro ke liye kai saare Scheme ko shuru ko ki gyi hai, Jinka Labh Unorganized Sector me kaam karne bale Majdur ko diya jata hai, To ham yaha aapko Uttar Pradesh Labour Card Registration process aur Benefit ke bare me pure vistar tarike se batane ja rahe hai. Jiske jariye Rajya ke sabhi Majdur kai saare Sarkari Yojnao ka Labh utha sakte hain.
Sabse pahle to Sharamik Registration Scheme ke antargat State Government dwara Rajya ke sabhi Majdur Varg ko is Yojna me Register hone ki avsar pradan karti hai, Aur Register Majduro ko sabhi Sarkari Yojnao ka Labh prapt karne ka chance diya jata hai.
Bata den ki is Majdur Registration Form ki Shuruaat Uttar Pradesh Chief Minister Yogi Aditya Nath Ji ke Niredesha anusar kiya gya hai, Taki Rajya ke jo bhi Majdur Kisi Nirman Area me Kaam kar rahe hain, Ya phir Pravasi Majdur hain to Labour Department ke official website par jakar apna Registration karba sakte hain. Iske baad Upcoming sabhi Government Scheme ka Labh aasani se utha sakte hain.
Uttar Pradesh Shramik Registration Process 2020
Uttar Pradesh ke Majdur Varg ke Logo is Shramik Registration karne ke baad Rajya Sarkar dwara kuchh aarthik madad ki jayegi, Jo Sarkari Yojna ke tahat pradan ki jane bali Sahayata Rashi sidhe Register Majduro ke apne Bank Account me Transfer kiya jayega.
Abhi aapko bata den ki UP Government Scheme ke madhyam se Rajya ke Majduro ki aartihk sahayata ke liye Vartman Samay me Rs. 12,000 se lekar 1,00,000 Lakh Rupaye tak ki Rashi pradan kiya ja raha hai, Jiska Labh uthane ke liye Shrimiko ko apna Registration karbana hoga, Aur apna Labour Card banana hoga.
UP Shramik Registration – Overview
Name of Scheme | Shramik Registration 2020 |
Started by | UP Chief Minister Yogi Aditya Nath |
Beneficiary | Rajya ke Shramik Log |
Objective | Shramiko Ko Labh Pradan Karna |
Registration Process | Online |
Official Website | www.uplabour.gov.in/ |
Category | Government Schemes |
Uttar Pradesh Labor Department Registration
Agar Rajya ke koi bhi ichhuk Majdur Labour Card banbana chate hain, To aap sabhi jan len ki UP Shramik Card 2020 Sirf un sabhi Logo ke liye banaya ja raha hai jo Majdur Varg me Kaam karke apna Jivan Yapan kar rahe hain. Jabki apne ghar baithe iske official website se online Registration kar sakte hain. Aur Labour Card banbane ke baad is Card ke jariye Shramik ke sath sath unke Ladke aur Ladakiyon ko bhi Sarkari Yojano ka Labh Mil payega.
Objective of UP Shramik Registration 2020
Uttar Pradesh Shramik Registration ka Mukhya Udeshya hai ki Rajya ke jo bhi Majdur kisi Nirman Area me kaam kar rahe hain un sabhi Logo ko aarthik sahayata pahuchane ke liye Uttar Pradesh ke Mukhyamantri dwara Shramik Registration Process ko shuru kiya hai. Jiske antargat Majdur ke sath sath unke Padhne bale Ladke aur Ladakiyon ko bhi bahut se Sarkari Scheme ka Labh pahuchaya jayega.
श्रमिक पंजीकरण कौन कौन करवा सकते है?
- Building workers
- Carpenter
- Raj Mistri
- Blacksmith
- Plumber
- Janitor
- Stone breakers
- Accountant
- Kuan Khodne Bale
- Thatch filters
- Road builders
- Electric ones
- Painting
- Runner-up
- Mosaic Polish
- Rock breakers
- Dam Manager, Workers Under Construction
- Window grills and door mounting and installation
- The makers of IT at IT kilns
- Cement, stone tillers
- Choosers
श्रमिक मजदूर वर्ग इन 17 सरकारी योजनाओ का लाभ उठा सकते है
- Medhavi Students Award Scheme
- Child Benefit Scheme
- Construction Workers Girl Help Scheme
- Construction Workers Food Sssistance Scheme
- Maternity Benefit Scheme
- Sant Ravidas Education Assistance Scheme
- Skill Development Technical Scheme
- Residential school scheme
- Tire Energy Assistance Scheme
- Medical Facility Scheme
- Kanya Vivah Yojna
- Awas Sahayata Yojna
- serious Illness Sahayata Yojna
- Disability Pension Scheme
- Pension Sahayata Yojna
- Construction Worker Death And Viklangta Yojna
- Construction Worker Last Scheme
Benefit of Shramik Registration
- Kanya Vivah Yojna ke tahat 55,000 Rupaye ki Sahayata Rashi Sarkar ke taraf se di jayegi.
- Medhavi Students ko Class V To VII tak 4,000 Rupaye, Class VIII me 5,000 Rupaye, 9th me 10,000 Rupaye, 11th me 12,000 Rupaye aur Graduation Degree ki Padhai karne par 22,000 Rupaye tak ki Rashi pradan ki jayegi.
- Is Yojna me B.A Ke Students ko 15,000 Rupaye Aur M.A ke Students ko 17,000 Rupaye diya jayega.
- Maternity Benefit Scheme ke tahat Register Mahilao ko12,000 Ruapye ki aarthik sahayata, Aur Ladka hone par 10,000 Rupaye Jabki Ladki hone par 12,000 Rupaye ki sahayat di jayegi.
- Aur Majdur ko Awas Yojna ke tahat 1 Lakh Rupaye pradan kiye jayenge.
- To in Saari Yojnao ka Labh uthane ke liye Shramik Registration karabana aavashyak hai.
Eligbibility Criteria
- Sabse pahle ek Uttar Pradesh ka Sthai Nivasi hona chahiye.
- Aavedan ki Age 18 Se 60 Varsh ke bich honi chahiye.
- Aur jo Shramik pichhle 12 Month me kam se kam 90 Din Nirman Shramik ke roop me karya kiya ho.
- Shramik Registration Sirf Parivar ke Mukhya Member ke naam hi Card banaye jayenge.
Important Document
- Aadhar Card
- Ration card
- Voter ID
- Bhamashah Card
- Bank detail
- Mobile Number
- Passport Size Photo
- Identity Card of all Family Members
How To Apply For UP Labor Card?
- Sabse pahle Labour Department ke official website par visit karen.
- http://www.uplabour.gov.in/
- Iske home page se aap Act Management System ke Link par click karen.
- Ab Labour Act Management System open ho jayega, Aap apni Language ko select karen.
- Iske baad aap Register Now par click karke New Registration par click karen.
- Is Form me apni Details ko enter karke User Id aur Password banaye.
- Isme apni User Id Aur Password enter karke Log.in karen.
- Ab aap I Hava Read All Instruction Carefully par click karke I Agree par click karen.
2nd Step:-
- Ab aapko Application Form me puchhi gyi saari Details ko bharna hoga.
- Aur Application Form bharne ke baad isme sabhi Important Document ko Attach karen.
- Iske baad Payment Button par click karke apni Application Number enter karke Fee Pay karen.
- Ab aap Treasury ke websit par jakar Pay without Registration par click karke Deparment ko Select karen.
- Last me sabhi Prakriya ko pura karne ke baad ise Submit par click kar den.
- is prakar se apna Registration pura ho jayega.
Official Website:- http://www.uplabour.gov.in/
Aap upar me bataye gye step by step tarike ko follow karke apna Shramik Registration Form online bhar sakte hain, Jiska official Link aapke samne uplabdh hai. Yadi aapko UP Shramik Registration Form bharne me kisi prakar ki problems aati hai to aap Comment box ke jariye puchh sakte hain.