Sarkari Yojna UP

UP Vidhwa Pension List 2022 {District Wise} – Check Status Online

Vidhwa Pension
Written by A to Z Classes

UP Vidhwa Pension List 2022:- Uttar Pradesh Sarkar ne varsh 2022 ke liye Vidhwa Pension List jari kar diya hai. Jo mahilaye vidhwa hai, Aur unke pass Certificate hai. Ve sabhi mahilaye Pensioner List check kar sakte hai. Aap iske official website www.rsspy-up.gov.in. se District wise amount bhi check kar sakte hai. Yadi aap iske liye aavedan karna chahte hai, To yaha diye gaye Link se iske official site par jakar application form bhar sakte hai. Aur yadi aapne avedan kar diya hai, To iske application form ka status bhi check kar sakte hai.

Aap sabhi UP Vidhwa Pension List 2022 is page se ya fir iske official site se check kar sakte hai. Uttar Pradesh rajya sarkar ne Vidhwa mahilao ki madad ke liye vidhwa pension yojana shuru ki hai. Yah yojana garibi rekha se niche 18 se 60 varsh ke bich (BPL) vidhwa mahilao ke liye shuru ki gayi hai. Is article me UP Vidhwa Pension List 2022 se sambandhit jankari prapt kar sakte hai.

योगी सरकार ने सभी विधवा पेंशनरों के खाते में 1000 / – रुपये की पेंशन हस्तांतरित की है। सरकार ने जिलेवार सूची अपलोड की है, जहां उन विधायक लाभार्थियों के नाम सूचीबद्ध हैं, जिन्होंने अप्रैल प्रथम सप्ताह में राशि प्राप्त की है। नीचे दिए गए विवरण की जाँच करें।

Latest Update:- यूपी सरकार द्वारा 2606213 विधवा पेंशनर्स के खातों में Rs 2606213000 रुपए अप्रैल के पहले हफ्ते में जमा किये जा चुके है। जिसकी सूची ऑफिसियल वेबसाइट www.rsspy-up.gov.in पर उपलब्ध है। आप सभी अपना नाम और धनराशि को अपने डिस्ट्रिक्ट और वार्ड नंबर से देख सकते है। 

UP Vidhwa Pension List 2022

Aapko bata den Uttar Pradesh Sarkar ne Coron Virus ke sankat ke biche 3 Crore Mahilaye ke bank account me 3 mahine ka advance cash transfer kiya jayega. Aprail ke pahle saptah se yah kaam shuru kar diya jayega. Vidhwa Pension List ke bare me puri jankari prapt karne ke liye is post ko ant tak padhe.

Uttar Pradesh rajya sarkar sabhi vidhwa mahilao ko jivan yapan aur bunyadi jaruraton ko pura karne me sahyog ke liye har mahine 300 Rupaye ki rashi pradan karti hai. Jo vidhwa mahilaye Pension Form apply karna chahte hai, Ve online ya offline mode ke madhyam se Vidhwa Pension Form bhar sakti hai.

UP WIDOW pension scheme 2022

Name of SchemeUP WIDOW pension Yojana 2022
Launched byState Government
ObjectiveTo Provide financial funds to widows
AmountRs. 300/- Per month
Article CategoryVidhwa Pension List

UP Vidhwa Pension Scheme 2022 – Eligibility criteria

Vidhwa Pension Yojana dwar jari kiye gaye Instructions aur eligibility criteria niche uplabdh hai.

How To Check The Status of Pension List 2022?

Yadi aap Uttar Pradesh Vidhwa Pension Yojana ka List check karna chahte hai, To niche diye gaye Link ka upyog kare aur bataye gaye steps ko follow kar List check kar sakte hai:-

Is prakar aap diye gaye Link aur bataye gaye Steps ko follow kar Uttar Pradesh Vidhwa Pension List 2022-21 check kar sakte hai. Aur iske adhik jankari ke liye aap iske official site par visit kar skate hai.

Yadi aapko UP Vidhwa Pension List 2022 check karne me problem aa rahi hai, To niche comment kar aap apna saval puch sakte hai.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment