Hindi Jankari Jankari

UP Voter List 2021: Uttar Pradesh Gram Panchayat Voter List 2021 Download PDF, Check Status

UP Voter List 2021 | Gram Panchayat Voter List UP | UP Matdata Suchi 2021 | Uttar Pradesh Voter ID List 2021:- State Election Commission Uttar Pradesh, Lucknow New Voter List 2021 online jaari kar diya hai. Uttar Pradesh State ke rural and urban area ke jo bhi nagrik aagami dino me hone bale elections me apna matdan dena chahte hain to vah State Election Commission UP ke official website http://sec.up.nic.in/ par jakar District wise UP Voter List 2021 me apna naam dekh sakte hain.

Aur New Voter List UP 2021 me jin logo ka naam shamil rahta hai vah hone bale aagami Panchayati Elections me apna Vote de sakte hain. UP Voter List me District wise naam check karne ki puri jankari di gyi hai. Lekin jinka naam Voter List me nahi hai to is website se online portal par jakar aavedan kar kar sakte hain. Iske alava diye gye direct link se UP Matdata Suchi pdf me download bhi kar sakenge.

UP Voter List 2021 | UP पंचायत चुनाव मतदाता सूची 2021

Bata den ki UP State ke Panchayat Raj Bodies 3 alag alag karya hote hain. 1st Nagar Palika Parishads 2nd Nagar Panchayats and 3rd Municipal Corporation ke liye hai. Yah sabhi Govt. of UP ke tahat members, chairpersons, corporates, and mayors offices State Election Commission ke antargat ata hai.

Isliye Uttar Pradesh ke jin yuvaon aur yuvatiyon ne jinki age 18 varsh ho chuka hai aur jinhone apna Voter ID Card banvane ke liye hal hi me aavedan kiya hai to apna naam Uttar Pradesh Matdata Suchi 2021 me check kar sakte hain.

Iske liye logo ko kahi jane ki aavashyakta nahi hai, aap hamare website se State Election Commission UP ke official website par jakar UP Voter List 2021 me District wise kafi aasaani se apne naam ki janch kar sakte hain. Jinka naam यूपी मतदाता सूची 2021 me aata hai ve agle chunav me matdan kar sakte hain.

Uttar Pradesh Voter List 2021 Highlights

Article Category Uttar Pradesh Voter List 2021
Launched By.Government of UP
Department Name State Election Commission UP, Lucknow
Beneficiary Citizens of uttar pradesh
Year 2021
Voter List Download Mode Online
Official Website http://sec.up.nic.in/

Uttar Pradesh Voter List 2021

To is page par diye gye direct link se Uttar Pradesh Rajya ke sabhi labharthi jaari ki gyi New Voter List 2021 me apna naam check kar sakte hain. Iske sath sath Electoral Roll PDF file ko bhi District wise download kar sakte hain online mode me.

Electoral Roll PDF me un sabhi matdataon ka naam shamil kiya gya hai jinke paas UP Voter ID Card hai. Aur unka naam Election Commission of India me shamil kiya gya hai. Sabhi apne ghar baithe Online List me apna naam dekh sakte hain.

तो चलिए अब आपको बताते हैं की आप सभी किस प्रकार से उत्तर प्रदेश जिले बार मतदाता सूची 2021 में अपना नाम किस प्रकार से ऑनलाइन चेक कर सकते हैं|

How to Check Uttar Pradesh District Wise Voter List 2021?

  • Niche diye gye link se sabse pahle official website par visit karen.
  • http://sec.up.nic.in/site/index.aspx
  • Website ke home page se ‘Voter Service’ ke option par click karen.
  • Aur ‘Search Panchayat Voters’ link par click karen.
  • Aapke screen par is type ka new page opne ho jayega.
  • Isme apna District, Development Section, Village Panchayat, Voters Name, Father/ Mother Name, House No & Captcha Code enter karke Search par click kar den.
  • Ab aapke computer screen par UP Panchayat Matdata Suchi 2021 screen par open ho jayega.
  • Aap yaha se apne apne Pnachayat ke link par click karke naam check kar sakte hain.

UP वोटर लिस्ट फोटो के साथ कैसे डाउनलोड करें?

  • Sabse pahle CEO UP ke official website par visit karen.
  • http://ceouttarpradesh.nic.in/
  • Iske baad “Electro Roll PDF” bale option par click karen.
  • Ek new page opne ho jayega, Yaha se District ko select karke AC select karen aur Show par click karen.
  • Ab aapke screen par pura list show ho jayega.
  • Aap Poling Section Name ke samne View par click karke Matdata Suchi Photo ke sath download kar sakte hain.

How to Check UP Voter List Status?

Important Link:-

UP Panchayat Voter List 2021 Download LinkClick Here
Download Electro Roll PDFClick Here
Check Status Click Here
Official Website Go Here

To UP Voter List 2021 online download karne ki puri jankari ke sath direct link diya gya hai. Lekin agar aapko abhi bhi check karne me koi problems hoti hai to comment ke through help le sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment