JOBS

Uttarakhand Postal Circle Recruitment 2020 – Apply For 724 Gramin Dak Sevak (GDS) Vacancy

Uttarakhand Postal Circle Recruitment 2020 (GDS) Bharti:- Hello Guys, Indian Postal Department Uttarakhand ne Branch Post Master, Assistant Branch Post Master, Gramin Dak Sevak (GDS) Post ke liye Total 724 Posts me Bharti nikali gyi hai, Yadi aap Uttrakhand Postal Circle Recruitment ke liye kafi din se wait kar rahe hain to aapke liye ek Sunahra Avsar hai ki aap iske liye online aavedan kar sakte hain. Jiske liye hamne is article me saari jankari jaise Application Porcess, Eligibility Criteria, Important Date, Merit List, Age Limit, Official Link Ityadi jaise aur bhi Mahatvapurn jankari is Page me aap sabhi ke bich Share kiya hai.

Sabse pahle aapko bata den ki India Post Office Department ne Uttrakhand ke Various Districts jaise Chamoli, Pauri, Nainital, Dehradun, Almore, Tehri, Uttarkashi, Pithoragarh aur Bageshwar etc, me Gramin Dak Sevak Bharti 2020 ke liye 724 Posts me Online Application Form aamatntrit kiya gya hai. To aap is post ko dhyanpurvak last tak padhe aapko isse judi saari information yaha par mil jayegi.

Uttarakhand Postal Circle Recruitment 2020

To jo bhi Candidates India Post Office Department Uttrakhand dwara Branch Post Master, Assistant Branch Post Master aur Gramin Dak Sevak Post ke liye nikali gyi Vacancy 2020 me aavedan karna chahte hain, Ya phir jo Candidates iske liye eligible hain ve ab iske liye online aavedan form Last Date 7 July 2020 se pahle bhar sakte hain. Jiska official link is post me niche provide karaya gya hai.

Update:- Uttarakhand Post Office Recruitment 2020 Ke Liye Online Application Form 8 June 2020 Se Shuru Ho Chuka Hai, Jo Candidates Uttrakhand Gramin Dak Sevak Bharti Ke Liye Aavedan Karna Chahte Hain Unhe Last Date 7 July 2020 Se Pahle Aavedan karna Hoga. Application Form Bharne Ke Liye Is Page Me Direct Link Niche Update Kiya Gya Hai.

Uttarakhand GDS Recruitment 2020 – Details

Yaha par aap sabhi ke liye kuchh Mahatvapurn Details diya gya hai jo Nimnlikhit hai.

Name of OrganizationUttrakhand Postal Circle
Name of The PostGramin Dak Sevak
Post NameBranch Post Master, Assistant Branch Post Master, Gramin Dak Sevak (GDS)
Total Number of Post724 Posts
DepartmentIndia Post GDS Online Engagement
Job CategoryUttarakhand State Govt Jobs
Application Start Date08th June 2020
Last Date of Application07th July 2020
Application ModeOnline
Official Websitewww.upost.gov.in or http://appost.in/gdsonline/

Eligibility Criteria For Uttrakhand GDS Vacancy 2020

Educational Qualification,

  • Candidates ko Class 10th ya 12th Pass hona jauri hai.
  • Compulsory knowledge of Local Language, Iske sath English ka bhi Knowledge hona anivarya hai.
  • 60 Days Computer Training Course ka Certificate hona aavashyak hai.

Age Limit,

  • Minimum Age:- 18 Years
  • Maximum Age:- 40 Years
  • SC/ ST /OBC/PWD/ PH Candidates ko Sarkari Rule ke aadhar par Age me Chhut diya jayega.

GDS Application Fee,

CategoryFee
UR / OBC / EWS MaleRs. 100 /-
SC / ST / Female / PWDFree

Selection Process,

  • Merit List Ke Aadhar Par Kiya jayega.

Important Dates,

EventImportant Dates
Application Form State Dates08 June 2020
Last Date of Application Form07 July 2020

Uttrakhand Post Office Recruitment Vacancy Details

CategoryNo of Post
URTotal Post 411
EWSTotal Post 38
OBCTotal Post 96
SCTotal Post 134
STTotal Post 27
PWD-ATotal Post 2
PWD-BTotal Post 9
PWD-CTotal Post 7
TotalTotal No of Post 724

Required Documents

Application Form bharne ke liye Candidates ke pass kuchh Important Document hona anivarya hai, Jo niche diya gya hai.

  • X class / SSC Certificate
  • X class / SSC Mark Sheet
  • Date of Birth proof
  • Computer Certificate
  • Community Certificate
  • Photograph & Signature
  • Certificate of Disability (if any)
  • Certificate of Transgender (if any)

How To Fill the Uttrakhand GDS Application Form?

Uttrakhand GDS Application Form online bharne ke liye niche diye gye Link aur bataya gye step ko follow karen.

  • Aap  Gramin Dak Sevak Jobs Recruitment ke official website www.appost.in par visit karen.
  • Iske baad Uttrakhand State tak Scroll karen.
  • Screen par State Name se Official Uttrakhand GDS Bharti 2020 Notification show ho jayega.
  • Bharti ki Conform jankari ke liye ise download kar len.
  • Details Verification ke baad Uttrakhand GDS Online Application Form par click karen.
  • Application Form me puchhi gyi saari Details ko enter karen.
  • Ab apna Fee Pay karen.
  • Last me Submit bale button par click kar den.

Important Link:-

Apply Online FormGo Here
Official NotificationClick Here
Official WebsiteWebsite

Uttrakhand GDS Merit List

Application Process smapt hone ke baad iske Officials dwara Uttrakhand Gramin Dak Sevak GDS ke liye Merit List jaari kiya jayega, Aur Selection Candidates ki Merit List iske official website par Publish ki jayegi, Jo ki Candidates ka Selection Qualification Class 10th me Prapt Marks ke aadhar par kiya jayega. Phir unhe Uttrakhand Post Office ke tahat GDS ke roop me Select kiya jayega.

How to Check Uttrakhand GDS Merit List

  • Aap GDS ke official portal par visit karen.
  • Home page se Result bale option par click karen.
  • Ab Uttrakhand 724 Post Result ke Link par click karen.
  • Result ki Merit List PDF Form me download ho jayega.
  • Ise open karke apna Naam check kar sakte hain.
  • Aap PDF Form ka ek Print Out bhi kar len.

Yadi aap Uttrakhand GDS Vacancy 2020 ke bare me aur adhik jankari prapt karna chahte hain to iske official website par visit kar sakte hain. Ya phir niche diye gye comment box ke madhyam se puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Comment