Contents
Vidhwa Pension List 2022:- Bharat Sarkar varsh 2022 ke liye Vidhwa Pension Yojana lekar aayi hai. Jo mahilaye vidhwa hai, Aur unke pass Widow certificate hai, Ve apne Rajya ke official website se online Vidhwa Pension Yojana Application Form bhar sakte hai. Is bar Corona virus ke sankat ke niptane ke liye Vidhwa mahilao ko sarkar sahayata rashi pradan karne ja rahi hai, Jiske liye aap niche diye gaye list check kar sakte hai.
Aap sabhi Vidhwa Pension Yojana List 2022 is page se ya fir iske Official website https://pensionersportal.gov.in ke madhyam se apni Vidhwa Pension List ki status check kar sakte hai. Har rajya sarkar ne Vidhwa mahilao ki madad ke liye vidhwa pension yojana shuru ki hai. Yah yojana garibi rekha se niche 18 se 60 varsh ke bich (BPL) vidhwa mahilao ke liye shuru ki gayi hia.
Latest Update:- कोरोना वायरस संकट के बीच 3 करोड़ लोगों के बैंक अकाउंट मे 3 महीने क एडवांस कैश ट्रान्सफर करेगी. अप्रैल महीने के पहले सप्ताह से यह काम शुरू कर दिया जाएगा. विधवा पेंशन योजना कि पुरी जानकारी प्राप्त करने के लिए आप इस आर्टिकल से प्राप्त कर सकते है.
Vidhwa Pension List 2022
Vidhwa Pension Yojana ke tahat, Sabhi rajya sarkar sabhi vidhwa mahilao ko jivan yapan aur bunyadi jaruraton ko pura karne me sahyog ke liye har mahine 300 Rupaye ki rashi pradan karti hai. Jo vidhwa mahilaye Pension Form apply karna chahte hai, Ve state wise online ya offline mode ke aavedan form ke madhyam se Vidhwa Pension Form bhar sakti hai.
Vidhwa Pension Yojana List check karne ke liye aap iske official website ke madhyam se Vidhwa Pension List 2022 ki janch kar sakti hai. Latest update ke liye is page par bane rahe.
विधवा पेंशन की पूरी जानकारी
Name of Scheme | Widow Pension Scheme |
Launched by | Central Government |
Objective | To Provide financial funds to widows |
Amount | Rs. 300/- Per month |
Article Category | Vidhwa Pension List |
Vidhwa Pension Yojana जानकारी 2022
Widow Pension Yojana 2022 Eligibility
Central government ne sabhi rajya ke liye Vidhwa Pension Yojana ki shuruat ki hai. Organization un sabhi maihlao ko kai Protsahan pradan karega jinke pass unke dekhbhal ke liye koi nahi hai. Aaj ke is article me Vidhwa Pension Yojana me pratyek mahilaye ke empowerment ke sath Sarkar ke navchar ki disha me ek behtarin kadam hai.
Hamne yaha Vidhwa pension yojana ki mahatvpurn bate share karenge. Yha ham eligibility criteria, important document, application procedure, pension amount aur Online apply kaise kare iske bare me jankari di gayi hai.
Eligibility Criteria for Vidhwa Pension Yojana
- Keval Vidhwa mahilaye hi aavedan kar sakte hai.
- Ek mahila ki aayu 18 se 60 Varsh ke biche honi chahiye.
- Yadi pati ke mirtyu ke baad mahila ne dobara vivah kiya ho, To koi bhi labh nhhi utha sakte.
- Vidhwa mahilao ke bcahe adult nahi hone chahiye.
Widow Pension Amount
- Aavedak ko 300 Rupaye ki pension milegi.
- 80 Varsh ki aayu prapt karne ke bad, Aavedak ko 500 Rupaye prati mahine milegi.
How to Apply for Widow Pension Online Form?
Vidhwa Pension Yojana ka application form bharne ke liye aap iske official site par visit kar sakte hai. Aur niche bataye gaye steps ko follow kare:-
- Sabse pahle niche diye gaye Link se official site par visit kare.
- https://pensionersportal.gov.in
- Iske homepage par “Widow Pension” ke link par click kare.
- Aur fir aap us page par “Apply Now” ke link par click kare.
- Aapke samne Application form show ho jayega.
- Form thik se bhar den, Aur submit button par click kare.
- Aapka form submit ho jayega, Aur fir aap is yojana ka labh utha sakte hai.
State Wise Widow Pension Website List
State | Official Website |
Andhra Pradesh | Check Here |
Arunachal Pradesh | Check Here |
Assam | Check Here |
Bihar | Check Here |
Chattisgarh | Check Here |
Chandigarh | Check Here |
Delhi | Check Here |
Gujarat | Check Here |
Jharkhand | Check Here |
Kerala | Check Here |
Karnataka | Check Here |
Madhya Pradesh | Check Here |
Maharashtra | Check Here |
Odisha | Check Here |
Punjab | Check Here |
Rajasthan | Check Here |
Sikkim | Check Here |
Tamil Nadu | Check Here |
Uttarakhand | Check Here |
Uttar Pradesh | Check Here |
Required Documents for Vidhwa Pension Yojana Registration
- Applicants Photo in JPEG Format
- Birth Certificate
- ID Proof (Voter card/ Aadhar Card/ Ration Card)
- Bank Passbook
- Income Certificate
- Death Certificate of husband