JOBS

वन विभाग भर्ती 2020 | Forest Department Recruitment- Upcoming Vacancy

Van Vibhag Bharti
Written by A to Z Classes

Forest Department Recruitment 2020:- Hello Friends, Forest Department Area me kai Carrier ke avasar uplabdh hai. Aap sabhi is Page ke madhayam se India ke Sabhi Rajya ke Latest Forest Department Recruitment 2020 ke liye yaha se Apply kar sakte hai. Candidates is saal 2020 me kai sare Van Vibhag Bharti ka labh utha sakte hai. Aap niche is Post se kai sare Vacancy ki jankari prapt kar sakte hai.

Forest Department ke Vacancy me Carrier ke avasar Public aur sath hi Private Sector me bhi uplabdh hai. Public Sector ki Forest Guard Vacancy 2020 me Zoological Parks, Wildlife Ranges, Forest Nurseries, Wildlife Research Institute, Indian Council of Forestry Research and Education se related Jobs pradan karti hai.

Jo Candidates Forestry me bachelor’s degree ki upadhi rakhne bale Central Union Public Service ke dwara aayojit Indian Forest Service (IFS) Exam ke madhyam se Central Government Vacancy ke liye aavedan kar sakte hai. Aur aap Lecturer ke pad ke liye College me bhi aavedan kar sakte hai.

Van Vibhag Bharti 2020

Har varsh UPSC, IRTS, IRAS, IRSE, IRSEE, IRSSE, IRSS, NTPC Exam aadi competitive examinations ke madhyam se Forest Department Recruitment me lakhon seats ko bhara jata hai. Aap in sabhi Exams ki taiyari Mock Tests, placement papers, Aptitude skill test, Current Affairs, etc ke madhyam se kar sakte hai.

Uttar Pradesh Forest Department me bahut jald hi Field employee ki bharti hogi. Pichle kafi samay se Forest Guard ke karib 2750 pad khali hai. Janglo ki behatar dekhbhal ke liye Forest Guard ke sabhi khali pad bharne ke faisla kiya gaya hai. Forest minister ne niyukti prakriya ke liye jaruri prastav banakar bhejne ke nirdesh diye hai.

Forest Department Vacancies 2020 – Upcoming Forest Department Jobs

Company NameJob TitleEligibility
Dr Y. S. Parmar University of Horticulture and ForestryLecturer – 6 VacanciesM.A, M.Sc, M.Phil/Ph.D
Dr Y. S. Parmar University of Horticulture and ForestryGuest Faculty – 1 VacancyM.Phil/Ph.D
Forest Survey of IndiaSuperintendent – 8 VacanciesAny Post Graduate
IIFM BhopalAssistant Manager – 1 VacancyAny Graduate
TATA AIARelationship ManagerAny Graduate,Any Post Graduate
Karnataka Forest DepartmentForest Guard – 339 Vacancies12TH, 10TH
ICFRETechnical Assistant – 6 VacanciesB.Sc, BS

Forest Department Recruitment Eligibility

Candidates ke pass HSC/12th, MSC, M.Phil/Ph.D, M.A Degree hona chahiye aur koi bhi UG/PG Graduate aavedan kar sakte hai. Applied candidates ka chayan Written Exam or Personal interview me pradarshan ke aadhar par kiya jata hai, Aur fir shortlisted candidates ko Posts ke liye niyukt kiya jayega.

Candidates iske eligibility ke anusar forest department jobs ke liye Online aavedan kar skate hai. Iske Jobs related News updates ke liye aap is Page se jure rah sakte hai. Yaha Indian Forest Department dwara kisi bhi Recruitment ke liye sabse pahle aapko update kar diya jayega.

Yaha se aap detail recruitment notifications jaise Education Qualification, Age limits, no of vacancies, Application Procedure, selection procedure, important dates, Brief description Forest Department Recruitment 2020 ki jankari prapt kar sakte hai.

Original Document Proofs List For Exam

  • Aadhar Card
  • PAN Card
  • Voter ID
  • Driving License
  • Passport
  • Photographs
  • Any other ID proof issued by a Gazetted Officer

Forest Department Recruitment 2020

Yaha se aap kai sare Forest Department Bharti Exam me shamil ho skate hai, Exam me shamil hone ke liye aap sabhi ko sabse pahle iske liye Registration karbana hoga, Aur iske bad iska Admit Card download kar, Iske hone bale Exam Dates ke anusar iske Exams me shamil ho sakte hai. Aap sabhi Forest department recruitment Exams ke liye Registration IFS ke official site se kar sakte hai.

Check This Forest Department Recruitment:-

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment