Contents
Bihar SHS Bharti 2020:- Rajya Swasthay Samiti, Bihar ke tahat alag alag padon ke liye online application form jari karti hai. Application form jari kar di gayi hai, yaha se aap ise online aavedan bhi kar sakte hai. Yadi koi bhi ichhuk candidates iske liye online application form bharna chahte hai, Ve is post ke madhyam se Bihar SHS Bharti ki puri jankari prapt kar sakte hai.
Rajya Swasthay Samiti, Bihar ke liye online application form 20th March 2020 se shuru ho chuki hai, Aur iske liye 09th April 2020 tak Application form bhara jayega. Ab jo bhi candidates Bihar ke State Health Society ke antargat Bharti me shamil hona chahte hai, ve sabse pahle iske liye application form bhar skate hai.
Is article me aap sabhi ke liye Bihar SHS se juri Vacancy Detail, Qualification, Age limit, Application fee, Important dates ke bare me sati jankari hindi me di ja rahi hai. Yaha Bihar SHS ke official site ka Direct Link bhi share kiya gaya hai.
Bihar SHS Bharti Online Form 2020
Aapko bta den Bihar SHS Bharti ke liye Total 70 Post ke liye vacancy nikali gayi hai. Yah post Sr. Lab Technician (RNTCP), Clinical Psychologist (NMHP), Psychiatric Social Worker (NMHP) ke alag pado ke liye vacancy nikali gayi hai. Niche is post me sari jankari di gayi hai, Application Form bharne se pahle aap iski puri jankari yaha se prapt kar sakte hai.
Article | Bihar SHS Bharti Online Form 2020 |
Authority | Rajya Swasthay Samiti, Bihar |
Vacancy Post | Various Post (Given Below) |
No. of Post | 70 Posts |
Start Online Application | 20.03.2020 |
Mode of Apply | Online Mode |
Official Website | http://statehealthsocietybihar.org/ |
Bihar SHS Vacancy Details
Rajya Swasthay Samiti, Bihar ke dwara alag alag pado ke liye Vacancy nikali gayi hai, Niche di gayi Vacancy me se kisi bhi post ke liye Online Application Form bhar sakte hai.
Name of Post | No. of Post |
Sr. Lab Technician (RNTCP) | 20 |
Clinical Psychologist (NMHP) | 21 |
Psychiatric Social Worker (NMHP) | 29 |
Total Post | 70 |
Bihar SHS Age Limit
The age limit as on 01.01.2020
- Minimum Age – 21 Years
- Maximum Age – Post-Wise Age is given below
Category | Max. Age |
Unreserved/ EWS | 37 Years |
Unreserved/ EWS (Female) | 40 Years |
BC/ MBC (Male & Female) | 40 Years |
SC/ ST (Male & Female) | 42 Years |
Bihar SHS Application Fees
Bihar SHS Application Form bharne ke liye candidates ko Fees bharna hoga, Aap application form bharne bakt hi iska Fees aap jama kar sakte hai. Bihar SHS me alag alag Category ke liye Fees rakhi gayi hai:-
Category | Male | Female |
General | 500/- | 250/- |
EWS/ BC/ MBC | 500/- | 250/- |
SC/ ST (Bihar Domicile) | 250/- | 250/- |
Divyang | 250/- | 250/- |
Bihar SHS Educational Qualification
Aap Bihar SHS Bharti me shamil hone ke liye aapke pass kuch qualification hona jaruri hai, Is Bharti me alag alag Post ke liye alag qualification rakhi gayi hai.
Name of Post | Educational Qualification |
Sr. Lab Technician (RNTCP) | M.Sc in Medical Microbiology/ Applied Microbiology/ General Microbiology/ Clinical Microbiology/ Biotechnology/ Medical Biotechnology |
Clinical Psychologist (NMHP) | PG Degree in psychology or clinical psychology or Applied psychology and master of philosophy in clinical psychology or medical and Social psychology obtained after completion of full-time course of 2 years which includes supervised clinical training from any recognized university. |
Psychiatric Social Worker (NMHP) | PG degree in Social Work and Master of Philosophy in Psychiatric Social work obtained after completion of a full-time course of two years, which includes supervised clinical training from a recognized university. |
How To Apply Online For Bihar SHS Bharti?
Bihar SHS Bharti ka Application form bharne ke liye aap niche ke diye gaye Link ka upyog kar sakte hai, Aur bataye gaye Steps ko follow kar aasaani se online application form bhar skate hai.
- Sabse pahle sare jaruri Documents collect kar len.
- Fir uske bad Bihar SHS ke official site par visit kare.
- http://statehealthsocietybihar.org/
- Ikse official notice par Advertisement number – 03/2020 check kare.
- Official notification dhyan se padhe.
- Aur fir iske Application form ke link par click kare.
- Form bharne ke bad ise Submit kar den aur ek print out le len.
Bihar SHS me selection ke liye koi bhi Computer Based Test (CBT) aur Interview nahi Liya jayega, Direct academic qualification marks ki madad se iska Selection hoga.
Important Link
Apply Online | Registration || Login || Other Link |
Download Notice | Notice 1 || Notice 2 |
Official Website | Website |
Aap bataye gaye tarike ke anusar iska Application form bhar sakte hai. Is page me aap sabhi ko Bihar State se juri Job ki sari jankari share ki gayi hai. Kisi bhi Help ke liye aap niche comment box me apna questions puch sakte hai.