Jankari

Vice President of India List | यहाँ देखें भारत के उपराष्ट्रपति की लिस्ट

List of Vice President of India:- Hello Guys, Kya aap bhi Vice President of India (भारत के उपराष्ट्रपति) ki List ko check karna chahte hain, Ya phir India ke sabhi Vice President ke bare me janana chahte hain. To aap bilkul sahi jagah par hain. Aaj ke is article me ham भारत के उपराष्ट्रपति ki puri list share kiya, Sath hi puri jankari bhi pradan karaya hai. Jo aapke liye kafi mahatvapurn hai.

List of Vice President of India In Hindi

Aapko bata den ki hamare India me Vice President ka kafi mahatva hai, Ji ha, Bharat me President (राष्ट्रपति) ke baad koi dusra aur sabse bada Constitutional Post hai, To vah Vice President. Vice President Rajya Sabha ka Chairman yani Head bhi hota hai. Aur President ke tarah Vice President ka Karyakal (5 Years) ka hota hai.

Vic President ka Post kafi responsibility hota hai, Yadi President kabhi absent rahta hai, To President ke kaamo ko Vice President dwara pura ki jaati hai. Hamare India me Freedom (स्वतंत्रता) ke baad abhi tak kul 13 Vice President rahe hain, Jinhone apne kaamo ko Kushlta purvak sambhala hai.

Aaiye jante hain India ke un sabhi Vice Presidents ki List (List of Vice Presidents of India) ke bare me.

List of Vice Presidents of India – (भारत के उपराष्‍ट्रपतियों की सूची)

To yaha aapko India ke un sabhi Vice Presidents ka Naam bataya gya hai, Jo Freedom (स्वतंत्रता) ke baad saphaltapurvak Vice President of India (भारत के उप राष्ट्रपति) bane. Naam kuchh is prakar hai.

1. सर्वपल्ली राधाकृष्णन (Sarvapalli Radhakrishnan):-

Sarvpalli Radhakrishnan India ke 1st Vice Presidents hain, Inka janm 05 September 1888 me Chennai ke Tiruttani me hua tha. Yah 1952 se 1962 tak Vice President ke Post par the. Dr. Sarvepalli Radhakrishnan ki Death 08 February 1975 ko huyi thi.

2. डॉ जाकिर हुसैन (Dr. Zakir Hussain):-

Dr. Zakir Hussain India ke 2nd Vice President hain, Inka janm 08 February 1897 ko Hyderabad me hua. Aur Dr. Zkri Hussain 1962-1967 tak Vice President ke Post par karyarat rahe. Inki Death 03 May 1969 ko huyi thi.

3. वी वी वेंकटगिरी (VV Venkatagiri):-

Yah Desh ke 3rd Vice President bane, Inka janm 10 August 1894 ko Odisha ke Barhampur me hua tha. Yah 1967 Se 1969 Tak India ke Vice President bane. Aur inki Death 24 June 1980 ko huyi thi.

4. गोपाल स्वरूप पाठक (Gopal Swaroop Pathak):-

Yah Desh ke 4th Vice President bane, Inka Janm 26 February 1896 me Bareilly me hua tha. Gopal Swaroop Pathak 1969 Se 1974 tak India ke Vice President rahe. Aur inki Death 04 October 1982 ko huyi thi.

5. बी डी जत्ती (B D Jatty):-

B D Jatty India ke 5th Vice President bane, Inka janm 10 September 1912 ko Karnatak me hua, Aur 1974 Se 1979 tak Bharat ke Vice President rahe. Aur inki Death 07 June 2002 ko huyi thi.

6. न्यायमूर्ति मोहम्मद हिदायतुल्लाह (Justice Mohammad Hidayatullah):-

Yah Desh ke 6th Vice President bane, Aur inka janm 17 December 1950 ko Lucknow me hua tha, Yah 1979 Se 1984 tak India Vice President rahe. Inki Detah 18 September 1992 ko huyi thi.

7. आर वेंकटरमन (R. Venkataraman):-

R Venkataraman India ke 7th Vice President rahe, Inka janm 04 December 1910 ko Tamilnadu me hua. Aur 1984 Se 1987 tak Vice President rahe. Inki Death 27 January 2009 ko huyi thi.

8. डॉ शंकर दयाल शर्मा (Dr. Shankar Dayal Sharma):-

Dr. Shankar Dayal Sharma India ke 8th Vice President bane, Inka Janm 19 August 1918 ko Bhopal me hua tha, Inhone 1987 Se 1992 tak Bharat ke Vice President Post ko sambhala. Inki Death 26 December 1999 ko huyi thi.

9. के आर नारायणन (K R Narayan):-

K R Narayan Bharat ke 9th Vice President hain, Inka janm 04 February 1921 ko Kerala me hua, Aur 1992 Se 1997 Tak Bharat ke Vice President rahe. Inki Death 09 November 2005 ko huyi.

10. कृष्णकांत (Krishnakant):-

Yah Desh ke 10th Vice President hain, Inka janm 27 February 1927 ko Punjab me hua tha, Aur 1997 Se 2002 tak Bharat ke Vice President ke Post par rahe. Inki Death 27 July 2002 ko huyi thi.

11. भैरों सिंह शेखावत (Bhairon Singh Shekhawat):-

Bharat ke 11th Vice President hai, Inka janm 23 October 1023 ko Rajasthan me hua, Aur 2002 Se 2007 tak India ke Vice President rahe. Inki Death 15 May 2010 ko huyi thi.

12. मोहम्मद हामिद अंसारी (Mohammad Hamid Ansari):-

Mohammad Hamid Ansari 13th Vice President hai, Jinka janm 01 April 1037 ko Kolkata me hua tha. Aur 2007 Se 2017 tak Vice President Post par rahe.

13. मुप्पवरयु वेंकैया नायडू (Muppavaru Venkaiah Naidu):-

Muppavaru Venkaiah Naidu Desh ke 13th Vice President hain, Inka janm 01 July 1949 ko Andra Pradesh hua tha. Yah 2017 Se Present Samay tak Bharat ke Vice President hain.

भारत के सभी उप राष्ट्रपतियों की महत्वपूर्ण जानकारी

Vice President Name’sBirth TenurePolitical Party
Dr. Sarvepalli Radhakrishnan1888-19751952-1962Freedom
Dr. Zakir Hussain1897-19691962-1967Freedom
VV Venkatagiri1894-19801967-1969Freedom
Gopal Swaroop Pathak1896-19821969-1974Freedom
B D Jatti1912-20021974-1979Indian National Congress
Justice Mohammad Hidayatullah1905-19921979-1984Freedom
R. Venkataraman1910-20091984-1987Indian National Congress
Dr. Shankar Dayal Sharma1918-19991987-1992Indian National Congress
K R Narayan1921-20051992-1997Freedom
Krishnakant1927-20021997-2002Janta Dal
Bhairon Singh Shekhawat1923-20102002-2007BJP
Mohammad Hamid Ansari19372007-2017Indian National Congress
Muppavaru Venkaiah Naidu19942017 Present TimeBJP

To yaha aapko List of Vice Presidents of India, List of Vice Presidents of India In Hindi, Indian Vice President (1947-2017), Indian Vic Presidents List ki puri details jankari share kiya gya hai. Adhik jankari ke liye yaha Click karen. Chahe to aap niche comment section se bhi puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment