Contents
KBC Online Registration Form 2020:- Hello Guys, Kya aap bhi janana chahte hain ki KBC 2020 me Online Registration kaise karen ya KBC me kaise jaye. To aaj ham aapko KBC Session 12 me Register karne ke liye puri jankari is post ke madhyam se batane ja rahe hain. Yadi aap KBC me Register karna chahte hain to aapko iske liye bahut jald online aavedan karna hoga, Jiske Dates, Eligibility Criteria, Dcoument, Iske liye Registration kasie karen in sabhi details jankari is page me share kiya gya hai.
To aapko bata den ki Sony TV ne Online Mode ke madhyam se Kaun Banega Crorepati (KBC) TV Show ke Session 12 ke liye Online Registration 9 May 2020 se shuru kar diya hai, Eligible Candidates KBC Session 12 me jane ke liye iske official website www.sonyliv.com ke madhyam se aavedan kar sakte hain.
Latest Update:- कौन बनेगा करोड़पति सीजन 2020 के लिए रजिस्ट्रेशन प्रक्रिया 9 May 2020 से शुरू कर दी गयी है, जो भी उम्मीदबार इसके लिए इच्छुक हैं वो सोनी टीवी के अधिकारिक वेबसाइट पर जाकर अपना पंजीकरण कर सकते हैं, जिसका डायरेक्ट लिंक इस पेज में निचे अपडेट किया गया है.
KBC Online Registration Season 12
Agar aap KBC me jakar apni Luck Try karna chahte hain to abhi se aapko Registration karke iske liye taiyari karna hoga, Yadi aapke pass Common Sense achha hai to aap Kaun Banega Crorepati ki Hot Seet par baith kar Amitabh Bachchan ke sath unke savalo ke javab dekar Crorepati ban sakte hain. Aap sabhi ko malum hai ki KBC ek TV Industries ka sabse popular show hai, Jo bahut jald debut hone bala hai.
Aap sabhi ko mili jankari ke anusar bata den ki is Saal KBC TV Show August September me shuru hone ki ummid hai, Jiske liye Official Website par Registration 9 May se Start ho chuka hai, Aur Registration karne ka Last Date 22 May 2020 hai, Yadi aap iske liye Registration karne bale hain to aapko 22 May 2020 se pahle karna hoga.
KBC Online Registration Form 2020 Important Details
Organization Name | Kaun Banega Crorepati (KBC) |
Session | KBC 12 |
Telecasted on | Sony TV |
Questions | Multiple-Choice Based |
Show Hosted by | Mr. Amitabh Bachchan |
Registration Process | Online Mode |
Selection Process | Registration, Screening, Audition, Interview |
Registration Start Date | 09 May 2020 |
Last Date of Registration | 22 May 2020 |
Official website | Click Here |
Eligibility Criteria For KBC Registration 2020
Kaun Banega Crorepati (KBC) Session 12 ke liye Registration karne se pahle Candidates ko kuchh Eligibiltiy Criteria ko bhi pura karna hoga, Jo niche bataya gya hai.
- Sabse pahle to Canididates ko ek Bhartiye Nagrik hona chahiye.
- Aur 9 May 2020 ka unka Age 18 varsh honi chahiye.
- Contestant ko Show me bhag lene ke liye health & mentally roop se fit hona chahiye.
- Iske liye Contestant ke pass Valid Identity Proof hona aavashyak hai.
- Kisi bhi Educational Qualification ki aavashyakta nahi hai.
- Isme koi bhi vyakti dusre logo ki taraf se bhag nahi le sakta hai.
- Candidates ko Hindi bolne ki saksham hona chahiye.
- Pratiyogita mein pravesh se sambandhit niyamo aur dishanirdesh ka palan karna chahiye.
Documents Required
4 passport-sized Color Photographs.
Valid ID Proof’s
- Aadhar card (UID)
- PAN Card
- Birth Certificate
- Passport
- Voter ID
- Driver’s License
Valid Address Proof’s
- Landline Phone / Electricity Bill
- Passport
- Voter ID
- Driver’s License
- Ration card
- UID / Aadhar card
Format of KBC 2020
Aap niche diye gye KBC ka Format dekh sakte hain.
- Sabse pahle Selected Contestants ko Fastest Finger First kehlna hai jaha unhe diye gye Time me Four Answers ko nirdisht aadesh me vyavasthit karna hai.
- Fastest Finger First ka winner KBC khelne ke liye host me shamil honge.
- Computer Screen par Four Options ke sath aur kai option honge, Jisme se Contestants ko One Option ko select karna hoga. Aur vah diye gye Life Line ka madad bhi le sakte hain.
- Yadi ve javab nahi jante hain To Contestants Show ko chhod sakte hain, Aur pahle se jite huye paise le sakte hain.
Process of KBC Online Registration Form 2020
Method 1:-
- Aap sabse pahle Sony Live App open karne aur Registration karne ke liye KBC link par click karen.
- Ab aapko Popup karne bale Registration question ka Answer denga hona.
- Iske baad Registration Form open ho jayega, Jisme puchhi gyi saari details ko bharen.
- Aur Form ko puri tarah se bharkar submit par click kar den.
- Submit hone ke baad aapke screen par ek SMS prapt ho jayega.
- Aap is prakar se KBC Session 12 ke liye Registration Form Online bhar sakte hain.
Method 2:-
Aap niche diye gye step ko follow karke SMS Registration Process ki janch kar sakte hain.
- Aap SMS ke madhyam se On-air Question ka Answer dekar App par Question ka Answer de sakte hain.
- Aapko SMS bhejne ke liye charge Rs 3 Rupaye dena hoga, (except on Jio phones).
- Ab SMS me aapko KBC <space>< A/B/C/D> <space><Age in completed years> <space><Gender> type karna hoga, Aur diye gye Number par bhejna hoga. (509093)
- Successful Submission ke baad aapko apne Mobile number par SMS prapt ho jayega.
Important Link:-
KBC Registration | Apply Here |
Sony Liv App Download | For Android Mobile For IOS, Iphone, Macbook |
Official Website | www.sonyliv.com |
Result of KBC 2020
Shortlisted kiye gye Contestant ko Line ke band hone ke samay 5 dino ke andar Team dwara Sampark kiya jayega, Unka selection tabhi kiya jayega jab unke dwara diye gye Answer correct & valid honge. Aur ve apne Register Mobile Number par prapt karenge.
Mai karonpati banana chahata hau
I am karridhpati
Mai karonpati banana chahate hai
I am students
Vill Khirdaha panchayat simaria wad no 13 block jokihat district Araria pin code 854329 Bihar
I need some money