Contents
NHM MP CHO Recruitment 2020:- Hello Friends, National Health Mession (NHM) Madhya Pradesh Community Health Officer (CHO) ke Post par Bharti ke liye ek Official Notification jaari kiya hai. Aur jaari kiye gye official notification ke anusar CHO ke liye kul 3,800 Post par Bharti nikali gayi hai. Agar jo Candidates Community Health Officer ke Post par Application Form bharna chahte hain, To is article ki madad se Aavedan kar sakte hain.
Kyonki is aricle me NHM MP CHO Recruitment 2020 se related saari jankari jaise Application Process, Important Date, Eligibility Criteria, etc. provide karaya ja raha hai. Sath hi Application Form bharne ke liye official website ka link bhi share kiya gya hai, Jiske jariye kafi aasani se online Aavedan Form bhar sakte hain.
Latest Update:- NHM MP CHO Recruitment 2020 Ke Liye Official Notification NHM Ke Official Website www.nhmmp.gov.in Par Jaari Kiya Gya Hai, Jiske Anusar Online Aavedan 18 September 2020 Se Shuru Ho Chuka Hai, Ichhuk Candidates Last Date Se Pahle Online Application Form Bhar Sakte Hain.
NHM MP CHO Recruitment 2020 Online Application
To National Health Mession (NHM) Madhya Pradesh ne Community Health Officer (CHO) ke post par Bharti ke liye Application Form jaari kiya hai. Aap aavedan form ki last date 8th October 2020 se pahle Online Form bhar sakte hain.
Lekin aapko bata den ki yah Cadre Ayushman Bharat ke tahat Public Health Programmes ko better implementation ke liye Health and Wellness Centers (H&WCs) ke roop me Sub Centers ko strong karne aur disease prevention and health promotion ke sath comprehensive primary health ko care karne aur service delivery ko enable karne ke liye ek part hai.
NHM MP (CHO) Vacancy 2020 – Overview
Authority | National Health Mission Madhya Pradesh |
Name of Post | CHO (Community Health Officer) |
Total No of Posts | 3,800 Seats |
Type of Job | Contractual |
Start Date of Online Form | 18th September 2020 |
Last Date of Online Form | 8th October 2020 |
Exam Mode | Online |
Salary | Rs. 15000/- Plus Rs. 7500/- Incentive (Per Month) |
Official Website | www.nhmmp.gov.in. |
MP Community Health Officer Recruitment 2020 – Eligibility Criteria
Educational Qualification:-
- B.Sc. (Nursing) OR Post Basic B. Sc. (Nursing) with Integrated Certificate Course from Recognized Board.
- Registration with MP Nursing Council.
Age Limit:-
Candidates ko Madhya Pradesh CHO Recruitment 2020 ke liye (01/01/2021) ke anusar niche diye gye Age Lime pura hona chahiye.
- Minimum:- 21 Years
- Maximum:- 40 Years
Age Limit ke bare me adhik jankari ke liye Official Notification ko check kar sakte hain.
Application Fee:-
Various Category ke MP CHO Bharti ke liye Application Form bharne bale Candidates Application Fee online ke madhyam se Pay kar sakte hain.
- GEN/ OBC/ EWS Applicants: NA
- SC/ ST/ PH Applicants: NA
Important Date of NRHM MP CHO Recruitment 2020
Release Official Notification For NHM MP CHO Recruitment | 18th Sep. 2020 |
Start Date of Online Application | 18th Sep. 2020 |
Last Date of Online Application | 8th Oct. 2020 |
Last Date of Deposit Fee | 8th Oct. 2020 |
Admit Card Released Date | To be Release |
MP CHO Exam Date | To be Release |
Madhya Pradesh CHO Recruitment 2020 – Total Posts
Category | Posts |
General | 1026 |
EWS | 380 |
OBC | 1026 |
SC | 608 |
ST | 760 |
Total | 3800 |
How to apply online for NHM MP CHO Recruitment 2020?
National Health Mession (NHM) Madhya Pradesh Community Health Officer (CHO) ke Post aavedan karne ke liye ichhuk Candidates niche bataye gye steps ko follow karke online aavedan kar sakte hain.
- Candidates ko NHM MP ke official site par visit karna hai.
- https://mpnhm-cho.samshrm.com/
- Iske home page par jakar MP CHO Application Form par click karna hoga.
- Ab ek naya page open ho jayega.
- Yaha se Apply Now par click karke phir se Apply Now par click karen.
- Iske baad aapko Mobile Number aur Password ke sath Log.In karna hai.
- Log.In karne ke baad Application Form Open ho jayega.
- Aap is Form ko sahi se bharkar, Sabhi Important Document ko upload karen.
- Form ko puri tarah se bharkar Submit bale button par click kar den.
Important Link:-
Download Official Notification:- Click Here
Apply Online Form | Click Here |
Official Website | http://www.nhmmp.gov.in/ |
NHM MP CHO ke Post par Application Form bharne bale Candidates bataye gye steps ko follow karke online Aavedan kar sakte hain. Jiski puri jankari is page me provide karaya gya hai. Yadi aapke paas abhi bhi is Bharti se related koi Saval hai, To niche comment me puchh sakte hain.
Very good information shared, thanks for this.
Very good article shared, thanks for this.
Good information was shared, thanks for this.
You have shared really good information, Thanks
You have shared a really good article, Thanks for this.