Sarkari Yojna

PM Ujjwala Yojana List 2020 – फ्री गैस Apply Online @www.pmuy.gov.in

Written by A to Z Classes

PM Ujjwala Yojana 2020:- Bharat Sarkar ke dwara shuru ki gayi Pradhan Manti Ujjwala Yojana ke tahat is Lockdown ke chalte, Pure Bharat desh me 3 mahine tak bilkul muft Cylinder Gas uplabdh karai jayegi. Aap iski puri jankari is Post ke madhyam se prapt kar sakte hai. Pradhan Manti Ujjwala Yojana Bharat sarkar ki ek pahal hai, Jo garibi rekha se niche rahen vali mahilaye (BPL) ki madad karta hai. Jin candidates ka naam BPL List me hai, Ve Ujjawala Yojana ka labh utha sakte hai aur PM Ujjwala Yojana (PMUY) se Registration form bhar sakte hai. Jiske bad aap aap muft Cylinder Gas ke liye PMUY New BPL List me apna naam dekh sakte hai.

PM Ujjwala Scheme kendra sarkar dwara funded scheme hai, Jiska mukhya udeshya desh ke BPL parivaro ko 5 Crore (50 million) LPG Connections pradan karna hai. Aur sath hi sath Rs.1600 pratyek connection par provide kiya jayega. Bharat Sarkar dwara is Yojana ke liye Rs.8000 Crores ka Package diya gaya hai. Aap niche diye gaye Table se उज्ज्वला योजना बीपीएल न्यू लिस्ट 2020 dekh sakte hai.

Latest Update:- Lockdown के दौरान BPL परिवारों को सहायता प्रदान करने के लिए, सरकार ने अगले 3 महीनों के लिए प्रधान मंत्री उज्ज्वला योजना के सभी लाभार्थियों को 3 Free LPG Cylinder प्रदान करने की घोषणा की है| निचे इसकी पुरी डिटेल्स दि गई है|

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana List 2020

Pradhan Mantri Ujjwala Yojana ki shuruat 1st May 2020 ko Prime Minister Narendra Modi ke dwara Balia, Uttar Pradesh me kiya gaya tha. Yah Yojana central government-funded scheme hai, Jiska udeshya hai BPL parivaro ko LPG Connection pradan karna hai. PMUY scheme vartman me sakriye hai, Aur desh ke 715 Districts ko cover karti hai. Jin logo ne Ujjwala Yojana ke tahat labh utha rahe the, Unko agle 3 mahine tak muft cylinder muhaiya karaya jayega.

PM Ujjwala Yojana 2020 par sabhi aavashyak jankari prapt karne ke liye, Aapko is diye gaye Post ko follow karna hoga. Isme sabhi mahatvpurn jankari jaise ki registration process, free gas list, eligibility criteria, a document required, etc. shamil hai.

Name of schemePradhan Mantri Ujjwala Yojana
Known AsPMUY
Concerned MinistryMinistry of Petroleum and Natural Gas, Govt. of India
Year2020
Objection3 Month Free Gas Cylinder
New List StatusActive
Official web sitewww.pmuy.gov.in

Overview of PMUY 2020

Sarkar garibi rekha niche aane vali BPL parivaro ko muft me gas connection pradan kar rahi hai. Is yojana ka labh un mahilao ko milega jo abhi bhi purane indhan chulhe me lakdi jalakar khana pakati hai. Jiske karan mahilaon ka savasthya kharab hota hai. Isliye kendra sarkar ne Petroleum aur Natural Gas ministry sahyog se is Pradhan Mantri Ujjwala Yojana 2020 ki shuruat ki hai.

PM Ujjwala Yojna Eligibility Criteria

  • LPG Connection ke bina garib (BPL) Parivar ki vyasak mahila.
  • Aavedak ka Bhartiye nagrik hona chahiye.
  • Aavedak ki aayu 18 Varsh honi chahiye.
  • Connection parivar ki mahila ko jari kiya jayega.
  • Aavedak ko kisi aur sarkari yojana ke tahat labh nahi uthana chahiye.

List of Required Documents for PMUY

  1. BPL Certificate Authorized by Panchayat / Municipality Chairman
  2. BPL Ration Card
  3. One Photo Id (Aadhar card/ Voter Id/ and Other)
  4. One Recent Passport Size Photograph
  5. Caste Certificate
  6. Address Proof

State Wise – Pradhan Mantri Ujjwala Yojana 2020 List

State NameDownload List
Andhra PradeshClick here
Arunachal PradeshClick here
AssamClick here
BiharClick here
ChhattisgarhClick here
GoaClick here
GujaratClick here
HaryanaClick here
Himachal PradeshClick here
Jammu and KashmirClick here
JharkhandClick here
KarnatakaClick here
KeralaClick here
Madhya PradeshClick here
MaharashtraClick here
ManipurClick here
MeghalayaClick here
MizoramClick here
NagalandClick here
OdishaClick here
PunjabClick here
RajasthanClick here
Tamil NaduClick here
SikkimClick here
TripuraClick here
UttarakhandClick here
West BengalClick here
Uttar PradeshClick here
Andaman & Nicobar IslandsClick here
ChandigarhClick here
Daman & DiuClick here
DelhiClick here
Dadra & Nagar HaveliClick here
LakshadweepClick here
PondicherryClick here

How to Apply for PM Ujjwala Yojana Online Form?

PMUY Yojana ke tahat naye gas connection ke liye offline apne najdiki block jakar form bhar sakte hai. Aap iske official site se iska Application form download kar skate hai.

  • Sabse pahle iske official site par visit kare.
  • @www.pmuy.gov.in.
  • Iske homepage par Registration Section par click kare.
  • Vaha aapko PMUY Registration Form ke link par click kare.
  • Application form thik se bharne ke bad submit button par click kar den.
  • Submit karne ke bad, iske application form ka ek print out le len.
PMUY Application Form (English)Click Here
PMUY Application Form (Hindi)Click Here

How to check PMUY New List Free Gas?

Jin logo ne naye gas connection ke liye aavedan kiya hai, Unhe nayi list muft gas ki janch karne ki aavashykta hai. Niche diye gaye Steps ko follow kar iska New List check kar sakte hai:-

  • Sabse pahle iske official site par visit kare.
  • Iske homepage par New List ke link par click kare.
  • New beneficiaries ke list ki janch kare.
  • Name aur List check kare.
  • Aur fir aap use download bhi kar sakte hai.
PMUY New BPL List LinkCheck Here 
Official Websitewww.pmuy.gov.in

Check This Government Scheme:-

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

Leave a Reply to Sourav kumar X