Sarkari Yojna

Punjab Labour Card Registration 2022 – ऑनलाइन आवेदन e-Labour Portal

Punjab Labour Card
Written by A to Z Classes

Punjab Labour Card Online Registration:- Yadi aap Punjab se hain aur ek Garib Parivar se belong karte hain to aapke liye ek good news hai ki Punjab Government ne Punjab Labour Card banbane ke liye ek Online E-Portal launch kiya hai. Rajya ke jitne bhi Shramik Staff hain ve State Government dwara launch kiye gye E-Labour Portal par jakar apna Labour Card banbane ke liye Onlne Registration karba sakte hain. Is Labour Card ke tahat Rajya ke Shramik State Government dwara shuru kiye ja rahe sabhi Sarkari Yojnaon ka Labh utha sakte hain.

Agar aap is Punjab Labour Card 2022 ke liye Online Registration karbana chahte hain to is post ko pura padhe, Aapko Punjab Labour Card Registration se sambandhit sabhi jankari ke sath official link bhi yaha par mil jayegi. Aur in sabhi Savaon ka Labh bhi aasani purvak prapt kar sakenge.

Punjab Labour Card Online Registration Form 2022

Mili jankari ke anusar Punjab ke National Informatics Center (NIC) ke dwara waha ke sabhi Workers ko Health Protection aur Shramiko ke Kalyan ke liye is Portal ki shuruaat ki gyi hai, Jiske madhyam se Punjab ke sabhi Shramik apna Registration karbakar Punjab Ke Mukhyamantri Captain Amarinder Singh dwara Shramiko ke Utthan ke liye shuru ki gyi sabhi Yojnao ka Labh utha payenge.

Iske sath hi waha ke Shramiko ke Health ki dekhbhal ke liye is Portal par Registered Shramiko ko aur bhi kai saare Suvidhaon ka Labh online pradan kiya jayega. Aur is Portal ke antargat Rajya ke Staff Employees ko direct unke Bank Account me iska Labh Transfer kiya jayega. Taki Shramiko ko kisi prakar ki samasya ka samna na karna pade. Jiske liye unhe E-Labour Portal par jakar sabse pahle online Registration karne ki aavashyakta hai.

Punjab E-Labor Portal Key Facts

Name of The SchemePunjab Labour Card Registration (E-Labour Portal)
Started byLabor Department
BeneficiaryState Workers
Registration ProcessOnline Mode
ObjectiveWorkers Ke Liye Shuru Ki Gyi Scheme Ka Labh Pahuchana
CategoryPunjab Government Schemes
Official Websitewww.pblabour.gov.in/

Objective of Punjab Labour Card

Aapko pata hai ki Online Portal ke shuru nahi hone se Rajya ke Shramiko ko apna Labour Card banbane ke liye Government Offices me jane padte the, Jabki aur bhi bahut si samsyaon ka samna karna padta tha jise unka samay kafi waste hota tha. In sabhi Problems ko dekhte huye Punjab Sarkar dwara Shramik ke liye E-Portal Naam se is official website ko launch kiya gya hai.

Is E-Labour Portal ka mukya udeshya hai ki is Website ke madhyam se Punjab ke sabhi Shramik Staff Online Registration karbakar apna Labour Card banba sakte hain, Aur is online portal ke madhyam se Sarkari Yojnao ka Labh pradan karna bhi hai, Jisse Sharmiko ko kahi jane ki aavashyakta nahi padega.

Benefits of Punjab E Labor Online Portal

  • Is Portal se Online Registration, Dynamic Common Application Form (CAF) ke madhyam se Online Aavedan, Payment Gateway, One Time Document Submission jaise sabhi Processing ki jayegi.
  • Aur E-Portal me kuchh Special Suvidhayen bhi prapt hogi, Jisme Klyan Yogdan Prastut karne, Varshik Return dakhil karne, Self Certification ke liye Option aur Factory Wing and Labour Wing ki taraf se Sanyukt Nirikshan ityadi shamil hai.
  • E-labor Portal ke madhyam se Rajya ke Worker Staff ko milne bali Sarkari Yojnaon ka Labh sidhe unke Bank Account me Transfer ki jayegi.
  • Punjab E-Labour Portal par sirf Punjab State ke hi Worker Staff aavedan kar sakte hain, Other State ke liye nahi ai.
  • Is portal ko lauch karne se Logo ki Samay west nahi hogi aur Government Office bhi jane ki aavashyakta nahi hai.

How To Register Punjab Labor Card (e-Labor Portal)?

Punjab ke jo bhi Shramik E-LabourPortal par Online Registration karna chahte hain ve niche bataye gye tarike ka upyog kar sakte hain.

  • E-Labour Portal ke official ke official website visit karen.
  • Iske home page se aap Create New Account bale option par click karen.
  • Click karne ke baad Registration Form open ho jayega.
  • Is Registration Form me puchhi gyi saari jankari ko enter karke Captcha Code ko enter karen.
  • Sabhi jankari ko enter karen ke baad Submit par click kar den.
  • Aur Registration karne ke baad aapko User Name aur Passward ke jariye Log.in karna hoga.
  • Is tarah se aapka Registraion pura ho jayega.

Official Website:- Go Here

Benefits of Schemes Provided Through Punjab Labor Card

  • Stipend Scheme:- Register Shramiko ke Bachchon ke liye Prati Varsh Class 1 lekar Degree Courses ke liye Rs. 3000 /- Se 70,000 Rupaye diye jayenge.
  • Shagun Scheme:- Is Yojna ke tahat Sabhi Register Shramiko ki Ladakiyon ki Shadi ke liye 31,000 /- Rupaye pradan ki jayegi.
  • Funeral Aid Scheme:- Register Shramik ya Unke Parivar ki Member ki deth hone ke baad Rs. 20,000 /- Rupaye ki sahayat Rashi pradan ki jayegi.
  • Bicycle Scheme:- Board Punjab Rajya me Class 9t se Class 12th me padhne bale Register Shramiko ke Bachchon ke liye ek Free Bicycle pradan ki jayegi.
  • Register Worker ko Prati Varsh 20,000 /- Rupaye ke Mental roop se Viklang ya Viklang Bachcho ki dekhbhal ke liye Financial Help pradan ki jayegi.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

Leave a Comment