Contents
RBSE 12th Result 2020:- Rajasthan Board Class 12th ke Science aur Commerce Stream ka Result Jaari kar chuka hai Aur vahi RBSE Arts Stream ka Result ab jald jaari kiya jayega. Rajasthan Board apne Official site rajresults.nic.in. Science, Commerce, aur Arts ka Result alag alag jari karega. Yaha is Post se Rajasthan Board ke Students apne Class 12th ka Result Online Download kar sakte hai. Is Post me Result download karne ke liye Direct link diya gaya hai.
Latest Update: RBSE 12th Arts Result 2020 Jald Jaari kiya jayega. Ham resutl download karne ke liye direct link niche de rahe hain.
Update: राजस्थान बोर्ड साइंस स्ट्रीम के नतीजे आज शाम 4 बजे होंगे जारी. आरबीएसई साइंस स्ट्रीम के नतीजों की तारीख और समय राज्य के शिक्षा मंत्री गोविंद सिंह डोटासरा ने कंफर्म की है. तो इसका रिजल्ट आप निचे दिए गए लिंक से चेक कर सकते हैं. हम रिजल्ट जारी होते ही डायरेक्ट लिंक निचे अपडेट कर देंगे ताकि रिजल्ट देखने में आप सभी को कोई परेशानी हो.
RBSE Class 12th Examination 5th March 2020 se shuru hone ja raha hai, Jiske bad iska Result May ke mahine me jari kiya jayega. Aapko bata den iska Result tino Stream ke liye alag alag jari kiya jayega. Is bar ke Examination me lagbhag 8.6 Lakh Students shamil hone bale hai, jo ki Exam ke bad apna Result Online Rajasthan Board ke Official site se Download kar sakte hai.
Is Article me aap sabhi Rajasthan Board ke Students ke liye Class 12th Result check karne ka Dierct link provide kiya gaya hai. Niche iska Result check karne ka step by step method bhi share kiya gaya hai. To sabhi Students jo is Exam me shamil hone bale hai, Ve exam khatm hone par May ke mahine me iska Result Check kar sakte hai.
RBSE Class 12th Arts Result 2020
Rajasthan Board Class 12th Exam March ke pahle Week me aayojan karne ja raha hai, jo ki April tak chalega. Jiske bad Students iske Result ka wait karenge. Pichle saal Science aur Commerce Stream ka Result 15 May ko jari kiya gaya tha, Aur Arts Stream ka Result 22 May ko jari kiya gaya tha. To is saal bhi isi tarah Result jari hone ki sambhavna hai. RBSE 12th Result se juri sari jankari nihce di gayi hai.
RBSE 12th Result 2020 | Important Dates |
Exam Dates | 05 Mar – 03 Apr 2020 |
Declaration of Result | 3rd week of May 2020 (Science and Commerce) 4th week of May 2020 (Arts) |
Rajasthan Board ke Class 12th Exam me is bar lagbhag 8,65,895 students ne Registration karbaya hai. Inme se 8,53,995 Regular Students hai, Aur 11,959 Private Students hai. Streamwise Data ki bat kare to 5,92,605 (Arts), 36,557(Commerce), 32,052(Science) Stream se hai.
RBSE Class 12th Result Date 2020
Name of Board | Board of Secondary Education, Rajasthan |
Exam Name | Senior Secondary Examination |
RBSE 12th Class Result Date | May 2020 |
Result Website | rajresults.nic.in |
Result Declaration Mode | Online |
Result jari ho jane ke bad aap yaha ke diye gaye Link se apne Result Check kar sakte hai. Yaha tino Stream Science, Commerce, & Arts Result ka Link Active kar diya jayega, Result Download karne ke liye Step by Step method bhi aap sabhi ke sath niche Share ki gayi hai.
How To Check Rajasthan Board 12th Result 2020?
RBSE Class 12th Result Check karne ke liye Students iske Official site par visit kar sakte hai. Aur niche bataye gaye Steps ko Follow kar apna Result aasaani se Check kar sakte hai.
- Sabse pahle diye gaye Link par Click kar iske Official site par Visit kare.
- Iske bad aap iske Result Log.in bale Page par chale jaoge.
- Vaha apna Roll No. ko bhar den.
- Bharne ke bad Submit Button par click kar de.
- Ab, Aapka Result Show ho jayega.
- Jise aap Download kar ke, Print bhi kar sakte hai.
RBSE Science Result 2020
Rajasthan Board Class 12th ke Science Stream ke liye alag Log.in diya gaya hai. Students iske Result jari ho jane ke bad iske Link se apna Result Download kar skate hai. Result Download karne ka Step same hoga, jaisa ki upar bataya gaya hai. Pichle sal Science Stream ka Result 15th May ko jari kiya gaya tha.
RBSE Commerce Result 2020
Rajasthan Board Class 12th ka Result Commerce Stream ke liye May mahine ke 3rd Week me jari karega. Result jari ho jane ke bad bataye gaye Steps ko Follow kar apna Result Download kar sakte hai. Pichel saal Commerce stream ke liye 12th ka Result 15th May ko jari kiya gaya tha.
RBSE Arts Result 2020
Arts Stream ke Students apna Result dusre Log.in par Check kar sakte hai. Arts Stream ka Result bhi May mahine ke 3rd Week me jari kiya jayega. Students apne Roll No. aur Roll Code. ki madad se apna Result aasaani se Download kar sakte hai. Pichle saal Arts Stream ka Result 22 May ko jari kiya gaya tha.
Official Website: rajeduboard.rajasthan.gov.in, rajresults.nic.in
Details of RBSE Class 12th Result 2020
- Name of exam
- Board Name
- Class of Student
- Name of Student
- Roll Number
- Parent’s Name
- Date of Birth
- List of Subjects
- Total Marks
Last Year RBSE 12th Class Result Statistics
Stream | Total Pass Percentage | Girls Pass Percentage | Boys Pass Percentage |
Science | 92.88% | 95.86% | 91.59% |
Arts | 88% | 90.81% | 85.41% |
Commerce | 91.46% | 95.31% | 89.50% |
RBSE 12th Re-Evaluation 2020
Ve Students Jo RBSE Class 12th Result 2020 se khush nahi hai. Ve niche batye gaye Tarike ke anuasar Verification and Re-evaluation. ke liye Apply kar sakte hai.
- Re-evaluation and verification ke liye May 2020 me Apply kar sakte hai.
- Result jari ho jane ke bad Students ke pass 5 – 6 Days ka Time milega.
- Re-evaluation and verification ke liye Rs. 500 per subject ke Fees hoga.
- Re-evaluation karane bale Students apne Answer Sheet ki Photocopy ki mang kar sakte hai.
- Answer sheet mang karne par aapko Rs. 500 per subject. Fees lagega.
RBSE 12th Compartment Result 2020
Jo Students RBSE Class 12th Examination me pass hone me asafal ho jate hai. Unhe RBSE ek aur Chance deti hai Compartment Examinations ke rup me. Isme shamil hone ke liye Students Application Form ko bhar sakte hai. Iska Exam July 2020 me hoga, Aur Result July ke end tak jari kar diya jayega. Compartment Exam ke liye Alag alag Date Sheet aur Admit Card jari kiye jate hai.
About Rajasthan Board
The history of the Board of Secondary Education Rajasthan (BSER) is a remarkable panorama of progressive record of the futurological vision for developing a dynamic system of various sub-systems of examinations and highlights of the academic excellence of the last four decades. The BSER took rapid strides for promotion and development of Secondary Education in Rajasthan, spread over 3,42,239 sq. km. and in more than 6000 schools located in 32 districts involving 8.5 lakhs students for Secondary and Senior Secondary Examination in the year 2000.
Pawan bairwa
Pawan bairwa baler