Sarkari Yojna

Street Vendor Loan Scheme – स्ट्रीट वेंडर लोन योजना Rs. 10000 Special Credit Online Application Form

Written by A to Z Classes

Street Vendor Loan Scheme 2020:- Street Vendor Loan Scheme ke shuruaat Government of India dwara Cornavirus ke Sankrman ke samay me sankat ke daur se gujar rahi Arthvyastha ko sudhdharne ke liye स्ट्रीट वेंडर लोन योजना ka ghosna kiya gya hai.

Aapko bata den ki Is Yojna ke antargat COVID-19 Mahamri sankat se gujar rahe Street Vendors ko Sarkar ki traf se 10,000 Rupaye tak ki Loan pradan karaya jayega, Jise Spcial Credit ka bhi naam diya gya hai.

Aap sabhi ko malum hoga ki hal me Prime Minister Narendra Modi ne 20 Lakh Crore ka Package Launch kiya gya hai, Jiske tahat hi in saari Yojnao ki shuruaat kiya ja raha hai. Yadi aap bhi is Yojna ka labh uthana chahte hain to is page ko pura padhe, Aapko yaha par Street Vendor Loan Scheme judi Aavedan Process, Eligibility Criteria, Required Document ke bare me saari jankari mil jayegi.

Street Vendor Loan Scheme 2020

Pradhanmantri dwara ghosna kiye gye 20 Lakh Crore Package ke baad Bharat ke Finance Minister Nirmala Sitharaman ne Street Vendor Loan Scheme ki ghosna ki hai, Jisme kaha gya hai ki Road ke kinare lagane bale Rehdi patri ya Thele aur chhote dukandaro ke liye Sarkar Special Yojna layegi. Aur unhe aasani se Loan uplabdh karne ke liye 5,000 Crore Rupaye ka intejam kiya gya hai. Jisme lagbhag 50 Lakh se adhik Street Vendors ko fayda pahuchne ki sambhavna hai.

Isliye aap sabhi ko is post ke madhyam se inform kiya ja raha hai ki agar aap bhi is Scheme ka labh uthan chahte hain, To iske liye aavedan kar sakte hain, Jo ki iska aavedan form bhi bahut jald jaari hone bala hai.

Finance Minister Nirmala Sitharaman aur Minister of State for Finance Anurag Thakur ne hal hi me aarthik package ki Second Installment ki ghosna ki hai, Jiske dauran Desh ke Kisano, Pravasi Majduro, Manrega Majduro, Aur Middle Income Group ke logo ke liye Special Schemes ki ghosna kiya hai.

Street Vendor 10,000 Loan Scheme – Overview

Name of SchemeStreet Vendor Loan Scheme
Started byFinance Minister Nirmala Sitharaman
Application Start DateJune 2020
BeneficiaryStreet Vendor
Application ProcessOnline
ObjectiveCOVID-19 Sankrman ke Samay Street Vendor ki Sahayata
CatgoryCentral Government Schemes
BenefitRs. 10,000 Rupaye Special Credit Loan
Official Websitewww.india.gov.in/

Benefits of Street Vendor Loan Scheme 2020

  • Is Yojna ke antargat lagbhag 50 Lakh se jyada Street Vendor ko fayda milne ki ummid hai.
  • Government ke dwara in sabhi ko Rs. 2,000 se lekar 10,000 Rupaye tak ki Loan degi.
  • Aur is Relief Package ke tahat Street Vendor Loan Scheme Ko shuru ki gyi hai.
  • Aur Coronavirus ke is sankat me samay samay me 10,000 Rupaye Special Credit Loan uplabdh karaya jayega.
  • Is Loan se ke madhyam se vah apne business ko is Mahamari ke samay me recover karne me saksham honge.
  • COVID-19 ki sthiti ko dekhkar hi Kendra Sarkar dwara 20 Lakh Crore Releaf Package ki ghosan ki gyi hai.

केंद्र सरकार की स्ट्रीट वेंडर लोन योजना का उद्देश्य

Jaisa ki ham sabhi jan rahe hain ki aaj ke samay me Coronavirus Sankrman ke chalte pure Desh bhar me Lockdown lagu kar di gyi hai, Lekin aise me Shushm, Laghu aur Madhyam udyogon ko bahut saare pareshaniyon ka samna karna pad raha hai. Isi ko dekhte huye Kendra Sarkar ne 12 May 2020 ko 20 Lakh Crore ka Releaf Package ki ghosna ki hai.

Iski ghosna karne ke baad Street Vendor Loan Scheme ko shuru ki gyi hai, Jo is Mahamari ke samay me 10,000 Rupaye tak ki Special Credit Loan uplabdh karaya jayega, Aur log apne business ko is Mahamari se ubharne me saksham honge.

Street Vendor Loan Scheme Online Application Process

Street Vendor Loan Scheme ka labh uthane aur Application Form Online bharne ke liye aapko niche step by step tarika batlaya gya hai, Aap ise follow karke Application Form jaari karne ke baad online aasani purvak bhar sakte hain.

  • To iske liye aapko sabse pahle Kendra Sarkar ke official website par visit karna hoga.
  • Uske baad home page par aap “Online Registration” bale Option par click karen.
  • Ab aapke screen par Registration Form open ho jayega.
  • Jisme puchhi gyi saari details ko sahi sabhi bharen.
  • Iske baad aap sabhi aavashyak document ko upload karen.
  • Aur form ko puri tarah se bharne ke baad submit par click kar

Official Website:- Click Here

CONCLUSION:-

Aap sabhi ko is page me Street Vendor Loan Scheme 2020 ke bare me saari jankari provide karaya gya hai, Aur jaise hi iske liye Aavedan start hota hai to ham is page me update karenge. Aap iske bare me koi aur latest updates prapt karne ke liye is page par Regular visit kar sakte hain. Agar aapke pass Street Vendor Loan Scheme ke bare me koi saval hai to niche comment box se puchh sakte hain.

About the author

A to Z Classes

We provide you latest job information, shortcut math tricks, shortcut gk tricks and a lot of updates in Hindi. So Bookmark this site by Ctrl+D on You Laptop :)

2 Comments

  • Sir yeh loan Kya Avi start huwa hai ya nahi.kon sa date se hogi.kio me try kor Raha loan ke liye per v jagah form filap ya apply ka option nahi nahi dikha Raha .pls apply ka link de.jis hum apply ush link madat we kor paye

  • Sir kis date se start hoga awaden street vendor loan ke liye . Link de jis se hum online awaden kor sake pls humari madat kore.kaise apply kore

Leave a Comment